control your greed

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1321 Collapse

    ye bat to bilkul thek hy k greedy is curse or forex main aap ko aram sy seekh kr kaam krna hota hy ta k aap asani sy sekhty hoey profit bna saken zada llaluch krny sy aap ko loss ka samna krna pry ga is liye greed ko control main rakhna chahiey
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1322 Collapse

      aap nay bilkul theek kaha k forex aik aisa form hai jahan par aap jitna greed kartay ho aap ko is main utna hatna hi loss hota hai is liay trading kartay huay aap ko greed say bachna chahiye ta k loss say bacha ja sakay or profit ho
      • #1323 Collapse

        g bhi humay apni greeds ka bhot zada khyal rakhna hota ha plz is say phraz karaya is say bhot bara loss ho sakta ha is liya humay chaiya k hum is say door rahayor jb be asi bat hamaray mind main ay to humay us say nikal deni chaiya
        • #1324 Collapse

          G bahi ap bilkul thk khte hain hamain her hal laluc sy bachna chaye chaye wo loss ki shakel me ho ya profit ki shakel me,,,,,hm her chiz me jald bazi karte hain k ratoon rat ameer bn jain,,,,,laluch hamara 1 tarhan sy dushmen hai jo hamain isko controol me rakhna hai....
          • #1325 Collapse

            jab trader ko thora sa profit hota hay tu wo bina sochy samjhy mazeed trading start ker deta hay ye jany bina ke ab market trend kesa hay change howa hay ke nahi... es liye wo ziyada profit kay lalach main apna pehlay wala profit bhi loss kar beth ta hay... hamen chahye ke ak limit bana len apni ta ke us limit tak profit lay kar bus kar den.
            • #1326 Collapse

              greedy banda forex me loss he loss face krta hai is lye greedy behave nhi rkhna chahiye forex me greedy banda kbhi kamyab nhi hua hai is lye ap ko chahiye ke greed ko khud se alag rkhen hamesha
              • #1327 Collapse

                Even though investing for those who greed Then you really may possibly decline all of your money because of margin get in touch with. Greed is invited by in excess of confidence and more than self-confidence is due to trading randomly . if you do not established any goal Then you definitely greed commonly and open some Incorrect order which in return may guide you to definitely decline.
                • #1328 Collapse

                  lalch bori bala hai wesa he forex me agar ham lalch karen ge to hame ulta nuqsan he hoga, bro lalch ek ese cheez hai jo ek ache trader ko bhe loss me la ja sakte hai.
                  • #1329 Collapse

                    While trading when you hpye you may decline your complete funds as a result of perimeter call. Greed can be invited by in excess of confidence in addition to in excess of confidence is caused by trading aimlessly. if you don't arranged almost any focus on you then hpye frequently in addition to available some incorrect purchase which in return might make you decline.
                    • #1330 Collapse

                      yes of-course aapki bat bilkul sahe hai agar har trader greed se bache to wo successful trading ker sakta hai mene kafi bar apna amount loss kiya aur uski wajah greed he hai esliye mein sub se yeah kahunge ke agar aap greed ko control ker lete hai to aap earn ker sakte hain
                      • #1331 Collapse

                        ji haan main ap se agree karta ho k forex busness mai huemi bilkul b greed nahi karnaa chayeh kyu k greed karne se hum apna account wash kar skaty hain kesi b time
                        • #1332 Collapse

                          ye baat bilkul durast hay kay app ko apney account ko madenazar rakh kar charm leena chaye na kay greed kar kay money aaney kay bjayr jana shrwo kar de
                          • #1333 Collapse

                            Greed boht buri cheez hai humen forex trading main bilkul bhi greed nahi karna chahiye aur greed karnay walay ko hamesha trading main loss he hota hai is luye normal profit earn karna chahiye
                            • #1334 Collapse

                              forex me jab aapko bade bade pip ke movement dekhte hai to apko bahut hi gredd aata hai kia ap bhi is movement ke andar badiya earn kar sakta hai par jab aap trade karte hai tab market se aapko loss hi milta hai aapko loss hota hai agar aap greed karte hai top is liye aapko kabhi gredd nahi karna hai loss hoga aapk nai to
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1335 Collapse

                                ji han hamen forex men kaam karte waqt apni greed per kabo pana chaye hamen profit earn karne ki greed nahi karni chaye bhot se trader is tarha ki mistake karne se loss ker bathte hen

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X