Apni Mistakes ko hamesha yad rakhna chahye aur phir sy mistake repeat na ho.????

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Apni Mistakes ko hamesha yad rakhna chahye aur phir sy mistake repeat na ho.????
    Jab ek banda Forex men new ata hai to forex ky bary mien kuch ni janta hota to es liye wo forex mien bht ziyada mistake kerta hay.Agar wo apni mistakes ko yad rakhy to next time repeat ni hongi. Aur wo ek acha trader bnany kay rasty per nikal pry ga aur wo bohat jald h seekh jay ga. Forex mien practice bht ziyada faida mand hay practice ni chorni cahye wo kehty hen na (practice make a man perfect)
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Apni Mistakes ko hamesha yad rakhna chahye aur phir sy mistake repeat na ho.????

    Ghaltian har jagah ho sakti hai. Forex trading me bhi aksar awqaat ghaltian ho jati hai jo hamen kafi nuqsan de jati jai. Lekin agar hum un ghaltion se sabaq nahi hasil karengay aur us ko ignore karne ki koshash karengy to ye hamen mazeed aur nuqsan de gi. Forex trading me ghalti choti ya bari nahi hoti bas ghalti ghalti hoti hai aur is ka chota ya bara hona is k nuqsan pe depend karta hai k wo nuqsan kitna deti hai. Is waja se ghaltion se seekhne ki koshash karen. Jo traders Demo account istemal nahi karte, wo mistakes repeat karwate hn.success sirf knowledge hasil karne me nahi, bulke mistakes bhi khatam karen.Experience k hote howe hamen ghabrana nahi chaheye bulke apne kaam jari rakhen aur kamyabi ki umeed rakhen.
    • #3 Collapse

      Re: Apni Mistakes ko hamesha yad rakhna chahye aur phir sy mistake repeat na ho.????

      hamy apne mistake ko sahe kar ky kam karna chahey hum apne mistake sy seekty he han hamy is mai kabe be mistake ko repeated nahe karna chahey yai aik asa karobar hain hum is main aik din main aik account mai 50 posts or 4 threads karty hain hamy pahly posts karne chahey or bad main threads karny chayey yai aik acha karobar han
      Last edited by ; 17-09-2020, 08:54 AM.
      • #4 Collapse

        Re: Apni Mistakes ko hamesha yad rakhna chahye aur phir sy mistake repeat na ho.????

        Yes dear ham ko chaiye ky ham is me aapni mistake ko sai Kary agar ham ik bar mistakes Kar lety Hy yo ham ko chaiye ky h is me whai mistake dobara na Kary to acha hoga
        • #5 Collapse

          Re: Apni Mistakes ko hamesha yad rakhna chahye aur phir sy mistake repeat na ho.????

          Assalamu Alaikum aap ke bad bilkul theek hai ki Forex trading ke andar aapko apni Galti hone se Sabak sikhana chahie aur koshish Karenge Jo Galti aap se ek dafa Hui Hai vah Dobara repeat na ho aap ki galtiyan hi Aap Ki Sabse Badi Ustad hoti hain aur Yahi aapke experience ko improve bhi Karti Hain agar aap apni Galtiyon ko repeat Karte Hain To iska matlab hai ki aapane apni Galti hone se Sabak Nahin Sikha
          • #6 Collapse

            Re: Apni Mistakes ko hamesha yad rakhna chahye aur phir sy mistake repeat na ho.????

            Dear friend ap ki bat bilkul theek hey forex trading men mistakes tu her kisi se hoti hen lekin jo log apni mistakes ko serious letey hen aur dobara soch samaj kar trading kartay hen woh mistakes kam kartay hen aur jo log apni mistakes ko ignore kartay hen woh bar bar mistakes kartay hen aur bar bar loss uthatay hen
            • #7 Collapse

              Re: Apni Mistakes ko hamesha yad rakhna chahye aur phir sy mistake repeat na ho.????

              Jin Apne Sahi Kaha Hai Main Apni mistake Ko Yad Rakhna chahie aur unko recover karna chahie Agar Ham Sab apni mistake ko recover Karte Hain To isase Hamen kamyabi Hoti Hai To isiliye Hamen apni mistake ko recover Karke Apna Kam karna chahie Aur mehnat Ke Sath Apna Kam karna chahie Agar Ham Sab mehnat ke sath Apna Kam Karte Hain To Hamen kamyabi milati hai
              • #8 Collapse

                Re: Apni Mistakes ko hamesha yad rakhna chahye aur phir sy mistake repeat na ho.????

                Apni mistake ko Hamesha Yad Rakhna chahie aur fir se mistake ko Dobara repeat nahin karna chahie Agar Ham apni mistake ko control Mein Nahin Rakhenge aur repeat karte rahenge To Hamen usmein kabhi bhi achcha bonus Hasil Nahin Ho sakega isiliye jitna bhi ho sake Hamen ine chijon ko ignore karna hoga tabhi Ham ismein Achcha result Hasil kar Payenge Agar Ham Aisa Nahin Karenge to kabhi bhi Kamyab Nahin Ho Sakenge
                • #9 Collapse

                  Re: Apni Mistakes ko hamesha yad rakhna chahye aur phir sy mistake repeat na ho.????

                  ji han bilkul han main theek hun apni mistake se improve karna chahie jab humse ek bar galti Ho jaaye to hamen repeat nahin karna chahie bar bar is tarah kar apni galti ko repeat karenge to ismein hamara hi nuksan hai aur ham sakte hain isliye main chahie ki Ham Hain atke sehat kam Karen Jo log Mera sath kam karte Hain Koi kam yah Bata agar Ham bhi madad karenge Ham Bhi ek na ek din shuru kar lengeRab ne mistake ko yad rakhna chahie hamen prem ishwar ko hamesha yad rakhna chahie ab fir se mistake beta Na Ho aur main apni galti se input karna chahie tha ki Ham bolati dobara Na kar sake Jo logon mehnat karte Hain Ham bh jarur kamyabi cprofit hasal kar sakenge
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Apni Mistakes ko hamesha yad rakhna chahye aur phir sy mistake repeat na ho.????

                    jo hamen kafi nuqsan de jati jai. Lekin agar hum un ghaltion se sabaq nahi hasil karengay aur us ko pass karne ki koshash karengy to ye hamen mazeed aur nuqsan de gi. Forex buying and selling me ghalti choti ya bari nahi hoti bas ghalti ghalti hoti hai aur is ka chota ya bara hona is ok nuqsan pe rely karta hai ok wo nuqsan kitna deti hai. Is waja se ghaltion se seekhne ki koshash karen. Jo merchants Demo account istemal nahi karte, wo errors repeat karwate hn.success sirf information hasil karne me nahi, bulke mistakes bhi khatam karen.Experience ok hote howe hamen ghabrana nahi chaheye bulke apne kaam jari rakhen aur kamyabi ki umeed rakhen.jo log apni errors ko serious letey fowl aur dobara soch samaj kar buying and selling kartay fowl woh errors kam kartay bird aur jo log apni errors ko skip kartay chook woh bar bar errors kartay chook aur bar bar loss uthatay fowl

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X