Forex Trading me mistakes k sath na to hum chal sakte hn aur na hi kabhi kamyabi hasil kar sakte hn. Is waja se success sirf knowledge hasil karne me nahi, bulke mistakes bhi khatam karen. Ghaltian har jagah ho sakti hai. Forex trading me bhi aksar awqaat ghaltian ho jati hai jo hamen kafi nuqsan de jati jai. Lekin agar hum un ghaltion se sabaq nahi hasil karengay aur us ko ignore karne ki koshash karengy to ye hamen mazeed aur nuqsan de gi. Forex trading me ghalti choti ya bari nahi hoti bas ghalti ghalti hoti hai aur is ka chota ya bara hona is k nuqsan pe depend karta hai k wo nuqsan kitna deti hai. Is waja se ghaltion se seekhne ki koshash karen. Jo traders Demo account istemal nahi karte, wo mistakes repeat karwate hn.Mehnat tab tak jari rakhen jab tak success hasil nahi kar len aur forex ka sahi experience hasil na ho jayen. Mehnat tab tak jari rakhen jab tak success hasil nahi kar pate ho.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим