Hame trading karte waqt overconfidence Nahin Hona chahie Warna loss k samna krna hoga

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hame trading karte waqt overconfidence Nahin Hona chahie Warna loss k samna krna hoga
    Hamen trading karte hua kabhi bhi overconfidence nahin Hona chahie warna Hamen loss ka Samna karna parh sakta hai isiliye Jo log overconfident hokar kam Karte Hain wo Kabhi Bhi acchi kamyabi Hasil nahin kar paate acchi kamyabi Hasil karne ke liye Hamen Sabar Aur tahammul Ka mujra karna hoga tab hi Ham ismein Kamyab Honge Agar Ham ismein overconfident hokar kam Karenge ki Ham ismein bahut Achcha profit karte hain aur ham isase bahut Achcha fayda hasal kar sakte hain vah hamari ek lalach Hogi Jaise Hamen bahut bada nuksan Hasil Hoga isiliye Kahate Hain Ki a overconfident acchi Baat Nahin Hoti isiliye Sabar ke sath kam Karen Taki aap Mein Kuchh acche kamyabi Hasil kar sake
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Hame trading karte waqt overconfidence Nahin Hona chahie Warna loss k samna krna

    Forex Trading me humen kaam karte waqat apne knowledge aur experience ka istemal karna chahie aur account ko safe use karna chaheye, is s3 hamare account me hamen apne faide ka sabaq mel jayega. Over confidence hamara leye bara nuqsan deh hai is se hamen bohut zyada nuqsan uthana par sakta hai. Forex Trading me demo account ka bhi istemal musalsal karna chaheye, q k hum is se apni ghaltion pe control karte hn. Lalach hamare delo ko kamzor kr deta hai forex trading me is ka hamen koi bhi faida nahi melta sewaye nuqsan k. Aur lalach se hamaen har sorat me door hona chaheye. is ka nuqsan bhi itna bara hota hai k maximum account lalach ki waja se hi wash ho jate hn. Knowledge ka hona kisis ghanimat se kam nahi hota lekin forex trading me knowledge ka bohut hi ziada zarori aur aham hn, sab se pehle to hamen forex trading me basic knowledge hona chaheye aur us k baad hi hamen is buisiness ka deeply mutalea karte rehna chaheye. Experience hai to forex ka hum sab kuch hasil kar sakte hn aur is buisiness se sahi mano me apna faida ka hosol kar sakte hn. Experience forex trading ka aik aham ansar hai jo hamen apne matloba hadaf tak le k jata hai.
    • #3 Collapse

      Re: Hame trading karte waqt overconfidence Nahin Hona chahie Warna loss k samna krna

      hamy over confidence sy bachna hoga hamy market ko achy sy samj kar is ky rules ko pora karna chahey pher he hum is man kamyabe hasil kar sakty han hum is man aik din main aik account mai 50 posts or 4 threads karty hain hamy daily he kam ko pora karna chahey hum is main gar bath kar kam karty hain yai aik acha karobar han
      • #4 Collapse

        Re: Hame trading karte waqt overconfidence Nahin Hona chahie Warna loss k samna krna

        hamain confidence say hi trader karni ho gi tab hi hum loss say bach sakty hain but hamain cahye is k bary main ghr main beth k hi hum achy say trader ban nskty hain so hamain cahhye is k bary main planing kar k hi hum real main kam kar k h hum loss say bach sakty hain but hamain ghr main beth k hi huma chaeanr kary k kabil hon gay tab hi hum trader ban sakty hain but hamain chahye is k bary main ghr main beth k hi hum acha earn karny k kabil hon gay ta k ear karein gay
        • #5 Collapse

          Re: Hame trading karte waqt overconfidence Nahin Hona chahie Warna loss k samna krna

          assalamu alaikum ji Bhai aap bilkul theek bol rahe hain aisa hi hai kyunki agar aap forex trading mein overconfidence ke sath kam karenge to aap kabhi bhi kamyab nahin ho sakte overconfidence hamesha aapko nuksan hi deta hai isiliye koshish karen ki confidence acchi baat hai aapke andar self-confidence hona chahie lekin overconfidence aapko nuksan de sakta hai isiliye overconfidence se avoid Karen aur jab bhi trading Karen confidence ke sath trading Karen lekin overconfidence ke sath kabhi bhi trade na Karen kyunki agar aap overconfidence ke sath trade karenge to aap kabhi kamyab nahin ho sakte isiliye confidence ke sath aur market information aur Market knowledge ke sath trading Karen Taki aap acche se accha profit Kama sake
          • #6 Collapse

            Re: Hame trading karte waqt overconfidence Nahin Hona chahie Warna loss k samna krna

            Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men kuch logon ko agar aik ya 2 trades men acha profit mil jata hey tu woh over confidence ho jatay hen iss liay phir ghalt trade lag detey hen jiss ki waja se bara loss ho jata hey iss liay over confidence se avoid karen aur self confidence ko improve karen aur phir jitni ziyada mehnat karen utni achi earning hasil kar saktay hen
            • #7 Collapse

              Re: Hame trading karte waqt overconfidence Nahin Hona chahie Warna loss k samna krna

              Assalamu Alaikum aapki baat bilkul theek hai kya Forex trading ke agar aap Kamyab Hona Chahte Hain To Kabhi Bhi overtrading Na Karen aur na hi overconfidence Ka Shikar Ho Mal ke bahut understanding ke bad hi aapko market ke andar trading Karni chahie aur uske train ko follow karna chahie agar aap focus hokar trade Nahin Karenge aur confidence ke sath market Mein bagair soche samjhe enter Ho Jaenge to Fir aapka nuksan ho sakta hai aur account bhi wash ho sakta hai
              • #8 Collapse

                Re: Hame trading karte waqt overconfidence Nahin Hona chahie Warna loss k samna krna

                G Han AP my sai kha Hy agar ham is me apni treading karty howy agar overconfident sy Kam karty Hy to ham konos lose ka samna karnaoary ga ham ko soch smjh Kar is me kam.karna hoga taky ham acha Kam Kar ky achi mhenat sy Kam Kary ky acha profit hasil Kar skay
                • #9 Collapse

                  Re: Hame trading karte waqt overconfidence Nahin Hona chahie Warna loss k samna krna

                  G han bhai over confidence se bhi loss ho sakta ha bohat martaba log over confident ho jate ha aur is liye unko loss ho sakta ha trading me trading ka full knowledge lay k trading karni chaye or humen trading ki full information honi chaye warna ye bohat risky market hai is men humara loss b ho sakta hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Hame trading karte waqt overconfidence Nahin Hona chahie Warna loss k samna krna

                    Self Confidence Kay Sath Ap ak Acha Trader Ban Skaty hain Lekin Kuch Traders Aisy be Hoty hain Kay Continue Kuch Trades Win Karny kay Bad Overconfidence Ho kay Trading Karna Start akr Dyty hain Hala keh Aisa Nahi karna Chaye Ku Kay Jab aap Overconfidence Ho kay Trading Karty hain Toh laalch or Emotions Ko Control karna Boat Mushkil ho Jata Hai Iss Liy Ye Khyal Raka Karein Or Ager Loss Ho Jay Yas Zada Profit Ho Jay Toh Khud Per Control Kia Karein or Sabr SHukar Say kam Lay Kar Trading Kiya Karein Isse Main aap Ko Consistent Profit Hasil ho Sakta Hai.Jab aap Confidence Or Knowledge apny Analysis Or Chart Per Dikayn gay Toh He Expert Trader Ban Sakty hain Or Acha Profit Gain Kar Sakty hain Iss Liy Ye Khyal lazmi Rakna Chaye.
                    Wait For Market come to you!Don't Go after The Market!:1f3c6:
                    • #11 Collapse

                      Re: Hame trading karte waqt overconfidence Nahin Hona chahie Warna loss k samna krna

                      jub bhi hum trading kerty hoya overconfident hoty han tu si se humain bht bara loss acount wash hony ki sorta main ho saakta ha humain forex main apny emotins ko control ker k trdaing kerni chahiyt na tu loss se confuse hon achahiy aur na hi profit se overconfident donon situations main humain loss ko face kerna parta ha.
                      • #12 Collapse

                        Re: Hame trading karte waqt overconfidence Nahin Hona chahie Warna loss k samna krna

                        training ke dauran overconfident Hona bhi Ek bahut Khatarnak chij hai agar aap trading ke dauran overconfident Hogi to aapko trading Mein lost Uthana Padega isliye aapko chahie ki pahle market ki confirmation Karle market ki trained or analysing ki complete position ko Dekhte Hue Uske bad hi trade open Karen overconfident hokar aap apna Bada loss kar sakte hain isliye overconfident se bache
                        • #13 Collapse

                          Re: Hame trading karte waqt overconfidence Nahin Hona chahie Warna loss k samna krna

                          Asslamoalaikum dear forex frndz forex py JB b trading krni ho to kbi b jld bazi ya over confident ho k trading kbi na kren wrna apko BHT Sara loss face krna or skta ha islye JB trading krni ho to hmesha sbr sy relax ho k pory confidence Sy market k analysis ko dekh k trading kren trading krty wkt kbi b greedy na hon ahista ahista earning krny ki sekhny ki kosish kren to AP zror successful rhy gy or loss sy b bchy rhy gy
                          • #14 Collapse

                            Re: Hame trading karte waqt overconfidence Nahin Hona chahie Warna loss k samna krna

                            Assalamoalikum g dear aap ne acchi bat ki hy pak forx main ham ko jab trading lag rhi hu to hamy overconfidence nhi hona chye agr overconfidence hon gy tab ham loss kar sakty hain ham ko bas jitna profit mil jay osko when close kar lena chye knowledge se bh kam karna chye hamy sabr se kam lena chye pak forx ek successful business hy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Hame trading karte waqt overconfidence Nahin Hona chahie Warna loss k samna krna

                              g bilkul trading humesha soch samej ker kerni chahye zyada overconfidence ho jain ge to apna hi loss keren ge forex me bohat se log chand dinu me lakhu dollar kama lete hen but is k lie bohat ziada experience ki zrurt hoti ha jab ap forex ke learning achi tarha se kare ge or is ki dil laga ke knowlage hasil kare ge ap is me jab hi kamiyab ho skte hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X