forex trading as a profession

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1816 Collapse

    forex trading aik aysa bussness hai jis main hum agr chay expernce k sath trading karty hain tu hum es main apna proffesson bhi bna sktyu hain es liye hmain chahye k hum es ko as a proffesson smjh kar karen ta k hmain es main intrest paida ho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1817 Collapse

      Forex trading ko as a profession adopt kia ja skta hy lekin us l liey zroori hy Forex ka passion ho keun k passion k bagher profession ka koi khaas faida nhi hota aur us profession mein log ziada interest nhi letay
      • #1818 Collapse

        G main apse agree karta hon forex trading apko kaam karne per apki economy ko bahter kar sakta hai aur is main jo sab se best cheez hai wo hai ap is ko as a part ya full time kar sakte hain is liye i like it
        • #1819 Collapse

          is main hum part time main bi job kar k sucess ho sakty hain so hamain market main plane kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur rules ko follow kar k hi hum achi trade karny k kabil hon gay aur hum part time aur full time main trade kar k hi hum market main sucess hon gay aur sab is main kam kar k sucess hon gay aur market main achi trade kareing ay
           
          • #1820 Collapse

            is forex main learn kar k hi trade karni ho gi aur ye ak boht hi best profeession buisness hai aur hamain is forex main learn kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karny main asani ho saky aur market main planing kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karny main koi mushkil na ho saky aur is say kam karny main bi faida ho saky gay aur earning ho saky gi it is best job
             
            • #1821 Collapse

              forex trading main jo log es ko proffesion smjh kar karty hain or sikhty hain wohi es main kmyab hoty hain es liye es main hmain bus profit ka nahi sochna chahye es main achi earning ko bad main sochen pahly es main apna expernce gain karen or es ko life time karny k liye khud ko tayar karty raha karen q k asye he kmyabhi milti hai
              • #1822 Collapse

                dear ap forex k business ko as a profession bhi continue kar sakty hain is liye forex k business ko other business ki tarahan samjhen and learn kren and as a professional forex trader ban k apna carrier build kren forex k business main
                • #1823 Collapse

                  humain trade main agr kam karna hay to hard work kar kay achy say kam karna ho ga is main boht sya log kam karty hai amgr perfessional ho kar kam karna ho ga jis say market main trade karna achi earning dyta hay magr is main leanring ki base sayjo log kam karty hain market main loss nai karty hain magr ziada profit b hasil kar sakty hain
                  • #1824 Collapse

                    Forex trading ko hum main se kahen aik ne as a profession shru kia ho ga lekin forex jesay business ko agr part time join kia jay tu bahat best ho ga. Forex aik riski business hai aur agr apki family ap par depend krti hai agr kesi mahina apko loss ho jay tu apko apna ghar aur us ka kharcha chalany main mushkelat hon gi lehaza peofession leny se pehle soch lein i
                    • #1825 Collapse

                      g han is main as a profession bi kam kar saky gay aur market main up aur down ko dekh k hi hum run karein gay aur market main greed ko avoid kar k hi hum sucess hon gay aur is main kam karny main bi asani ho saky gi
                      • #1826 Collapse

                        Forex trading ko jin logon ny n as a professional business samaj k kia woo log kamyabi ki bulandion py gae agr koe b bnda isko as a professional business samaj k karry ga wo kabhi b loss ni karry ga mgr professional business samaj k karny k liay iski parhaoe bahot hi zaroori hae aur kafi mehnat krna parti hae seekhny k liay aur money management k sath aur forex discipline k sath trad2krna hoti hae aur demo account py kafi prectice krna hoti hae tb ka k isko as a profession apna lia jata hae.
                        • #1827 Collapse

                          Forex aik acha aur profit able bussines hai ham forex ko as a profession le sakte hain.
                          Forex se othe business se ziada aur kam time men earn kr sakte hain but aik element hai forex men k ye other business se risky ziada hota hai hamen forex ko as profession lene k.liye hamen a lot of knowledge and high experence ki zarurat hoti hai ta k ham market ki trends ko achi tarah anlyse kr saken aur forrx men succes ho saken.
                          :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

                          CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
                          • #1828 Collapse

                            Forex market 1 huge online trading market hai jismay traders online poori duniya say trading krtay hai or apni knowledge ki base pr profit or loss earn krtay hai.Forex trading ko as a profession b consider kia ja skta hai Q k ye business 100% legal or Halaal business hai or time k sath,sath ye business mazeed expand b ho rha hai.
                            • #1829 Collapse

                              agar hum forex trading ko as perfesional ban kar trading karna chahty hay to eskay liey humay ziada say ziada mehnat karni chahiey kyun keh ziada mehnat kar kay humari trading achi ho sakti hay humay esmain khoob trading karni chahiey tab he hum trading achi ho sakti hay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1830 Collapse

                                perfessional ho kar kay market main kam karna ho ga jis say market main kam karna kafi sia hho sakta hay is say market main achi earning hasil ho askti hay is main khud ko active ho kar kay kam karna ho ga ta kay kam main loss km ho sakay demo ko use karna ho ga demo main kam karna kafi helpfull ho sakta hay ka practicve hoti hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X