Market ko samjy baghir trades ki entries karna

No announcement yet.
`
This topic is deleted
X
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse
    This topic by aamir370 has been deleted by Unknown
    Similar, Useless and unnecessary thread

    Market ko samjy baghir trades ki entries karna
    Market ko samjy baghir agar ham trades ki entries kia karen gey to ham har trade me loss ko face karny key ley tayaar rehna chaye, aur agar ham market ko samjny key bad trades ki entries karen gey to loss hamy bilkul be nahi ho ga aur profit hamy apni soch se be zeyada ho saky ga,
    jab tak ham market ko samjy gey nahi hamy koi be action leny ki koshish nahi karni chaye jetna ham trades ki entries karny me jaldi karen gey aur baghir sochy samjy orders place kia karen gey to es situation me hamari trading kabi be behtar nahi ho saky gi.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Market ko samjy baghir trades ki entries karna

    Dear member Agar Ham market ko samjhe bagair trade lagayenge To Hamen bahut jyada loss hoga Kyunki Hamen sabse pahle market ko acche se analyzers karna chahie market ki position ko Dekhte Hue Hamen trade Lagane chahie is Se Hamare loss ke chances bahut kam Hote Hain.
    • #3 Collapse

      Re: Market ko samjy baghir trades ki entries karna

      agar hum market ko samjhay baghair market mein entry krengy to woh ho sakta hay k hamara tukka aik aadh baar theek lag jaaye magar woh hamari learning nahi hogi.is tarah bina samjhy trade nahi lagani chahye.hamesha trade laganay se pehlay achi tarah market ki movement ko samjhein aur dekhin k monsa trend hy phir osi trend k mutabiq trade lagayin to kamyab hogi.kabhi kabhar loss bhi aajata hay magar proper kam krengy to km az km experience build hota rhay ga.
      • #4 Collapse

        Re: Market ko samjy baghir trades ki entries karna

        assalamoalaikum dear members
        koi b kam ager ap planning ka bager kara ga to loss to hoga planning ap ko loss sa bachati hai market ki example b asi hi hai market ki samjy bini trade karna loss ki waja bin skta hai market ko b smajna atna sasy ni hai kabi kabi to pori life b lag jati hai market ko smajna ma or kabi kabi kuch month ya saal kafi hot
        be plan for better result. better planning is the key of success
        • #5 Collapse

          Re: Market ko samjy baghir trades ki entries karna

          dear friend forex trading mn achhi trading krnay k liay apko chayay k market ka achhi trh analysis kren aur market ki movement ko achhi trh read kren aur jb apko achhi aur profitable position milay to tb trade lgayn ta k achha profit hasil kr sken
          • #6 Collapse

            Re: Market ko samjy baghir trades ki entries karna

            assalamu alaikum ji bhaiyon khairiyat se honge aapane bilkul theek bola hai agar aap market ko soch samajhkar aur uske analysis ke bagair trade karenge to aapko bhi bhi kam yad nahin ho sakte isiliye agar aap chahte Hain Kya forex trading mein acche se accha paisa kamae to uske liye aapko market ko samajh Kar Hi trade karni hogi uske bad hi aap market mein acche se accha profit Kama sakte hain isiliye koshish karenge jyada se jyada market ko follow Karen aur market ko soch samajh Kar Hi trade Karen Taki aap acche se accha profit Kama sakta
            • #7 Collapse

              Re: Market ko samjy baghir trades ki entries karna

              Gee haan forex mein market ko samjhay bina hi trade lagain gaye tou humain forex mein yaqeeni loss ho ga bina samjhy trade nahi lagani chahye hamesha trade laganay se pehlay achi tarah market ki movement ko samjhein aur dekhin k monsa trend hy phir ussi trend kay mutabiq trade lagayin tou kamyabi hogi kabhi kabhar loss bhi aajata hai magar proper kaam kerain gaye kam az kam experience build hota rahay ga iss lye aap forex mein jo bhi kaam kerain tou soch ker kerain
              • #8 Collapse

                Re: Market ko samjy baghir trades ki entries karna

                Assalamoalikum g dear aap ne acchi bat ki hy pak forx main ham ko trading ko deho kar lagnai chye hamy jaldibazi nhi karni chye hamy best work karna chye ment karni chye daily basis par target ko analysis karna chye ment karni chye pak forx ek duniya main famous business HY
                • #9 Collapse

                  Re: Market ko samjy baghir trades ki entries karna

                  Hamen market ko samjhe kabhi bhi trade Nahin Lagane chahie Hamen market ko acche tarike se samajhte Hue trading Karni chahie Hamen Hamesha Apne kam ko active ok karna chahie aur apne Karm ki quality ko increase karne ki koshish Karni chahie Hamen quality wala kam karna chahie market ko bagair soche samjhe entry Nahin leni chahie
                  • #10 Collapse

                    Re: Market ko samjy baghir trades ki entries karna

                    agar aap market ko Samjho Mar Gaya traders Kendriya karte hain ya FIR aisa bhi ho jata hai kya market analyse hi nahin kar paate to aapko indicator se market ki movement ko samajhna chahie Kyunki jab tak Ham Khud Mein Nahin Karenge yah to indicator se market ke train Ko Nahin samjhe kya panel Aisa Nahin Karenge tab tak Hamesha prapt Nahin Mil Sakta Tu yah to aap indicators analysis kar liya Kijiye ya fir market Karnal IC kar liya gaya tha kya aapko cprofit Mil Gai agar aap Aise Karenge to aap aur Jyada Achcha trader Ban sakte hain Kitna Jyada Aap Yahan per hard work on struggle Karenge utna Hi Sahi Jor jabardasti profit of Hasil kar Payenge
                    • #11 Collapse

                      Re: Market ko samjy baghir trades ki entries karna

                      Market ko soche samjhe bagair kabhi bhi market Mein entry Hasil Nahin Karni chahie agar aap market Mein Apne trading co start karna chahte hain aur usmein best entry Hasil karna chahte hain to uske liye aapko chahie kya aap market ko acche tarike se samajh Le aur Market Nahin aapko kabhi bhi soche samjhe bagair running ko start nahin karna chahie Bal kya aapko market ko acche tarike se dekh kar hi market Mein entry Hasil Karni chahie
                      • #12 Collapse

                        Re: Market ko samjy baghir trades ki entries karna

                        Market ko soche samjhe trade Nahin karne chahie Agar Ham apni red Bhagat Ho Jaaye samjhe aur jaldbaji mein aur cal Jaenge to hamesha Mein Kabhi beta profit after nahin kar Payenge welcome a smile on Sona Ka Khatra hota hai Hamen Apna Kam Hamesha Soch samajhkar of harassment ke sath Shuru karna chahie tha ki awaaz mein acchi trade Laga Se Kya Raksha profit Agar kar sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Market ko samjy baghir trades ki entries karna

                          Walaikum Salam dost trading mein agar aapane achcha profit Hasil karna hai to aapko kabhi bhi market ko analyse kiye Baghair trade open nahin karni chahie kyunki jab aap market ko analyse nahin karenge to aapko market ki movement ka andaza nahin hoga keh market upar move kar rahi hai yah market niche move kar rahi hai isliye aapko trade open karne ke liye ek achcha point nahin milega jis per aap trade open karke achcha profit Hasil kar saken isliye hamesha trade open karne se pahle market ko acchi tarah analyse Karen phir trade open Karen.
                          • #14 Collapse

                            Re: Market ko samjy baghir trades ki entries karna

                            Assalam o Alaikum dosto umeed ha ap khariat se honge dear ager hum market ko samje begair tread open karte han to hum hamesha nakam hi hote han kun k ager hum samaj kar kam karen ge to hi hum kamyab ho sake ge
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Market ko samjy baghir trades ki entries karna

                              Ji han bhai jaan aapane bilkul theek kaha hai market ko samjhe bager market Mein entry karne ke liye aap ko nuksan face karne ke liye taiyar Rahana chahie agar aap market ko Samajh Kar market Mein entry Karenge to aap ko nuksan face nahin karna parega pal ke aap Achcha profit hasal kar Sakenge isliye market Mein entry se pahle Jyada Se Jyada market ko samajhne ki koshish karen aur forex market per Jyada Se Jyada focus Karen jitne Jyada aap forex market Mein Apna time invest Karenge utani Jyada aapko forex market Mein loss kam hoga.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X