demo account q zaroori hai??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    demo account q zaroori hai??
    asslam alaikulum.demo acchi practice klye bahot zaroori hai q k agr ap achii trading karna chahty hn to drmo account p practice kro ta k apko loss na ay aur ap ziada sy ziaada profit hasil kar sakte hn.. demo account sy knowledge aur experience mein izaafa hota haii
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: demo account q zaroori hai??

    Demo account aik behtareen sahulat hai forex trading me practice karne k leye. Demo account pe ap apni marzi ki raqam add karwa k us k zarye se trading kare seekhne ki. Is me jo raqam istemal hoti hai wo virtual hoti hai aur us ka user pe koi asar nahi parta. Demo account aur Real account ke Trading me koi faraq nahi hai bus demo account me virtual money istemal hota hai jab keh Real account me Real capital jama karna hota hai. Demo account k fawaid ziada hn aur is ka asar bhiut hai. Forex Trading bohut bari market hai aur rozana k hisab se trillions me buisiness hota hai, Forex Trading me unlimited earning ho sakti hai agar mehnat kia jaye to.
    • #3 Collapse

      Re: demo account q zaroori hai??

      Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men demo account hamaray liay teacher ki hasiat rakhta hey kiun k iss men jo log demo account pe practice nhi kartay woh jaldi nakam ho jatay hen lekin forex trading men practice hi trader ko perfect trader banati hey aur forex trading men demo account practice k liay aik behtreen platform hey iss liay demo account ko serious ley kar practice karen tu acha trading experience hasil hota hey jiss ki waja se real trading men kamyabi yakeeni hoti hey
      • #4 Collapse

        Re: demo account q zaroori hai??

        Assalamu Alaikum dear friend demo account isliye zaroori hai ki Hamen pahle trade demo Kaun per Karni chahie aur Hamen User experience Ho Jata Hai Ki Ladai Mein account kaise Lagate Hai To Hamen loss Ka Pata Chalta Hai Aur profit Ka Pata Chalta Hai isliye Hamen paradigm ho kaun per Hi Kam karna chahie aur trade Lagani chahie aur Hamen experience Ka Pata chalega tabhi Hamara knowledge or experience donon badh jata hai isliye aap bahut jyada song Bullet hai ki Forex trading Mein plastic karne ke liye Palladium account per aap apni Marji ki rakam adoka Karva kar Uske Dar se trading Karen sikhane ki is majora kam istemal hoti hai vah virtual Hoti Hai Uska aur juicer Ko Bhi Koi Asar Nahin padta hai isliye demo account real account ki trading Mein Koi Fark Nahin Hua is bus demo account mein bhi man istemal Hota Hai isliye Jab Hamen real account real capital Jama karna Hota Hai To Hamen Demat account ka fayda hota hai isliye Hamen chahie kya Mein rojana ki 50 Karni chahie aur uske sath Hamen Demat account per bhi train Lagani chahie Agar Ham lagaenge To Hamen hamare pass Achcha experience or knowledge Hoga isiliye Agar Jab Ham Apni lagaenge To Hamen hi Pata Hoga Ki Kaise kam karna hai aur kya Lagani Hai Hamare Paas Achcha Ek spinner Hamen isko Jara nahin karna chahie balki ismein mehnat Karni chahie aur tabhi Ham Kamyab ho sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: demo account q zaroori hai??

          dear friend forex trading mn kamyabi hasil krnay k liay achha trading experience bahot zroori ha aur demo account trading experience gain krnay k liay bahot achha tool ha isliay apko chsyay k demo account pa achhi practice kr k achha experience gain kren ta k forex trading mn kamyabi hasil kr sken
          • #6 Collapse

            Re: demo account q zaroori hai??

            demo account ko ap forex mai zinda rehnay kay liye oxygen kay tor pr lay sktay hain jis tarah insan ko zind rehnay kay liye oxygen ki zaroorat hoti hai. demo account ko use krtay howay ap
            apni nai se nai startegy ko test kr sktay hai, ik acha experience ap demo account kay through hee hasil kr sktay hain aur sb se zarori kay demo pr kam iz kam six months ka experience ka hona
            zarori hai.
            • #7 Collapse

              Re: demo account q zaroori hai??

              forex ik online business hai jis main humhy kamyabi hasil karny or learning skill ko improve karny k liye humhy daily demo account pay practice karni ho gai hum jitni b demo account pay practice kary y humhy utna hi benefit hasil ho ga demo account ko use kar k humhra knowledge or experience increase ho skta hai or jab tak hum demo account pay practice nai kar laty hum real account pay ik kamyab trader nahi ban sakty
              • #8 Collapse

                Re: demo account q zaroori hai??

                assalamu alaikum ji Bhai demo account ki forex trading mein bahut time nahin hai kyunki jab tak aapke makan per jyada se jyada practice nahin karenge ab kabhi bhi kam yad nahin ho sakte practice makes a man perfect jitni jyada demo account per ho sake utna jyada practice Karen ab jitni jyada practice karenge utna hi easily aap market ko samajh sakte hain aur hote nahi easily trade kar sakte hain agar aap chahte Hain Kya forex trading mein acche se achcha profit kam aaye to uske liye aapko apni trade ki quality ko improve karna hoga aur uske hisab se Hi trade karni hogi uske bad hi aap acche se achcha profit Kama sakta hai
                • #9 Collapse

                  Re: demo account q zaroori hai??

                  Assalamoalikum g dear aap ne acchi bat ki hy pak forx main ham ko demo ko Hamy bhot faida milta hy demo account se ham practices karny se accha faida milta hy hamy pak forx main ham ko demo account se practices karty hy pak Paisa kamany kyliya hm pehly demo account ko follow karna chye phir pka forx k real account par jana chye hamy best work karna sehkta hy demo account
                  • #10 Collapse

                    Re: demo account q zaroori hai??

                    ​ account Ka istemal Karna bahut jaruri hai Jitna Jyada Kaun work practice Karenge Forex forum Mein expert banne ke liye demo account Ka istemal Karna bahut jaruri hai Jitna Jyada Kaun per practice Karenge Itna Jyada Mein Paida Hoga aur ham Ek expert trader Ban
                    • #11 Collapse

                      Re: demo account q zaroori hai??

                      Forex trading ke andar demo account bahut jyada jaruri hai ya nai Aane Walon Ko Ek platform Mahiya Karta Hai Jahan per vah jakar apni practice kar sakte hain aur apne knowledge or experience ko improve kar sakte hain isliye demo account ki ahmiyat bahut jyada hi fast aur per Forex trading Mein nai Aane Walon ke liye demo account of help karta hai ki aap apne knowledge aur skills test kar sake aur aur apne experience ko improve kar Saken
                      • #12 Collapse

                        Re: demo account q zaroori hai??

                        Demo account Ek junior members ke liye bahut acchi chij Hoti Hai demo kaun se per kam karte hue junior member Apna experience Nicholas ka sakta hai isliye Dam account per kam karna bahut Jaruri Hota Hai Ek junior member apne aap ko demo account per kam Karke apni skills improve kar sakta hai aur ek junior members ko Hamesha demo account per practice Jari rakhni chahie bahut Shukriya
                        • #13 Collapse

                          Re: demo account q zaroori hai??

                          Assalamu Alaikum dear friend Jessica Sab Jante Hain forex for madam account to use karna bahut jyada important hai jitni Dam Dam account tractors Karenge Apna Jyada Mein fayda Hoga aur usne Jyada mixmaster Ban sakte hain isliye main chahie ki Jyada Se Jyada Mein marketing training ke liye analysis karna hoga aur Dam account ko use karna hoga jisse Ham bahut hi acche trailer Ban sakte hain aur Kamyab ho sakte hain ji thank you so much
                          • #14 Collapse

                            Re: demo account q zaroori hai??

                            Demo account per practis karna important Hota Hai Kyunki Jab Ham Damo account per practis Karenge To Ham is business ko acche tarike se samajh Sakenge isliye Hamen Hamesha is business ko acche tarike se samajhte Hue kam karna chahie demo account ki practice bahut jyada important Hoti Hai is business bacche tarike sandal stand karne ke liye
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: demo account q zaroori hai??

                              Assalamu alaikum bhai aapane bilkul theek hai Forex phone per Ham Jitna Jyada Dam account ko use Karenge Itni Jyada Hamen kamyabi Milegi aur ham bahut jaldi se mein Kamyab ho sakte hain isliye main chahie ki Jyada Se Jyada Dam account per practis Karte Rahen aur apni life ko Kamyab banaen

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X