importance of stop loss in forex trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1276 Collapse

    hmari trading stopp loss k bgair bohat nakam hai q k es k bgair hmain kuj hasil naho ho skta es liye hmain trading main stop loss ka use karna ana hota ho q k yah hmari trading main risk ko kam kar deta hai or hmain loss nahi hota
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1277 Collapse

      stop loss ko use kar k hi hum market main sucess hon gay aur emotion ko kabo main rakh k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur planing kar k hi hum market main run karien gay ta k loss kam ho
      • #1278 Collapse

        stop loss ko use kar k hum market main loss say bach sakty hain aur learn kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur experience hasil kar k hi hum market main profit hasil karein gay
        • #1279 Collapse

          hum is forex main stop loss laga k boht hi loss say bach skaty hain aur hamain market main plane kar k hi trade karn ho gi tab hi hum achi trade kar k run karein gay aur greed ko avoid kar k earning ho
          • #1280 Collapse

            hamain is forex main learn kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur experience hasil kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur trend ko use kar k hi trade karni ho gi ta k earning ho
            • #1281 Collapse

              G bahi g forex trading main jab apko loss hota hy to apko chahiy k Ap us loss hony ki waja pta kro k kis waja sy ya kis ghlti sy loss hova phr us ghalti ko sudharo tab ap us loss hiny ki waja sy experience hasil kr lo gy
              • #1282 Collapse

                bro aap ko apne har trad ma stop loss our tak profit ko ues karna cahy is sa aap ko apne trad kay liay tansan nhe hote ha is sa aap ko loss be kam hota ha our aap ka profit be save rahta ha our aap kay set target par aap ki trad cloes ho jate ha
                • #1283 Collapse

                  forex trading main jub hum trade karty hain tu os main stop loss ki bohat ahmiyat hoti hai stop loss main hmain loss k jo vchances hoty hain wo kam hoo jaty hain or es ko use karna har trador ko ana chahye yah aik bohat acha method hai or lazmi he hai
                  • #1284 Collapse

                    Forex trading mein stop loss ki bahot ziada importance hy stop loss k bagher trading krna kafi nuqsaan dah saabit ho skta hy is liey hr trader especially newbies ko chahiey k wo trading k dauraan stop loss ka option zroor use krein
                    • #1285 Collapse

                      Stop loss ka forex main bahot zayda ahmiat hai agar koi trade lagate hain aur baad main apke pass itna time nahin hai k ap trde ko follow kar saken to ap ise stop loss pe laga den jaise hi trade apki set ki hoe jaga pe painche ga khud hi stop ho jae ga
                      • #1286 Collapse

                        stop loss ko use kar k hi hum trade achi kar sakty hain so hamain market main plane kar k hi trade karni ho gi tab hi hum achi trade karny k kabil hon gay aur market main stop loss aur take profit use kar k hi hum market main achi trade karny k kabil hon gay aur market main profit hasil karny main bi asani ho saky gi aur is say kam karny main bi fiada ho saky gay it is best job
                        • #1287 Collapse

                          forex trading main jo stopp loss hoat hai wo hmari trading main money manag ment main hel karti hai es liye har trador ko chahye k apni trading main stop loss ka use karn achahye q k jub hmari tradoing karty wakt market ki moving fast ho jati hai or hmari trade loss main ja rahi ho tab hum aopni trading main stop loss ka use karty hain
                          • #1288 Collapse

                            dear forex k business main stop loss aik bhot hi behtreen tool mana jata hai stop loss traders ko high loss se bachata hai and stop loss zyada tar scalping main use kiya jata hai but wise trader stop loss ko har trade main use karta hai
                            • #1289 Collapse

                              agr hum is main stop loss ko use kar kay kam karty hain to kam karny main asni ho sakti hay is main ziada earning haisl karni hay to take profit ko set kar kay kam karna ho ga jis say market main aik limt mil jati hay jis say humain profit usi limt tk mil sakta hay magr humain stop loss ko use karna kafi risk ho sakta hay low risk main lagana ho ag
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1290 Collapse

                                Forex main stop loss ko bahat ahmiyat hai. Stop loss ke baghir ap aik kamyab aur save trading nai kar skte koun aik tu forex bahat zayda riski business hai jis par bahat dehan se trading krni hoti hai dosra market ki movement ka pta nai lgta kbi ap ke fever main kb ap ke mokhlif chal jay tu stop loss lgany se nuqsan ko save kia ja skta hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X