importance of stop loss in forex trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #946 Collapse

    G han app ne sahi kaha ha me app ki is baat se agree karta hn ye aik asa business ha jis me hmen stop loss ka use har trade me karna chahye kyun k ye aik asa tool ha jis se hm is business me achi earning kar sakty hain or apna loss b asani se cover kar sakty hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #947 Collapse

      forex ke business me aap ko stop loss bare loss se mehfooz rakhta hai account bhi safe rehta hai is lye stop loss ka use lazmi karo aap hamesha kiun ke stop loss ke bohat fadey milte hain agar us ko use nhi karen ge to bare loss hone ka khatra hota hai .
      • #948 Collapse

        g haan take profit or stop loss forex rading main buht ehmiyat k hamil hain or buht he achy tools hain. . .agr ap stop loss ka istemal nai krty tu account wash hony ka risk hota hy agr account wash hony sy bach b jaaye tu kaafi nuqsaan ho jany ka b khadsha hota hy. . .
        • #949 Collapse

          g haan stop loss is use full power hai in forex business jis ki madad se humara account wash hone se bach jata hai kiun k ho sakta hai hum ne jo trade lagai ho wo trade loss ki janib jae tu tab hum apni noksan ko kam karne ke liye stop loss lagte hain jis se humara account bach jata hai.
          • #950 Collapse

            Yes , stop loss ki forex market bohat faida ha kyo k is say ek trader ko pta hota ha k agar is ki trade agar loss ma gai bhi to zyada say zyada aur maximum kitnay loss ma ja sakay gi is liya ya ek helpful component ha .
            • #951 Collapse

              bss is k liye is trha h k signls p dhyan do ta k aap ka faida ho r aap ko jab loss hona strt ho aap trade close kr do r jab na ho tab trade kro
              • #952 Collapse

                forex trading main jab hum trading karty hain to is main humain aik limit tak stop lose laga kar take profit karna hota hay hum is amin agr profit ko nai lyty to market movment ke wja say hum loss kar sakty hain jo kay bad thing hay
                • #953 Collapse

                  G han app ne sahi kaha ha ye aik asa business ha jis me hmen stop loss ki bht zyada zarorat ha agr hmen is business me achi earning karni ha or loss se bachna ha tu us k liye hmen chahye k hm is business me stop loss ka use har trade me kiaa kareen
                  • #954 Collapse

                    stop loss aik bohat behtreen cheez hy. stop loss hum scalping mai use krtay hain. stop loss mai jb loss aik khas limit sy zyada ho jaye toh trade close kr diya jata hy aur is tarah hum bohat baray loss sy bach jatay hain. yay newcomers k liye lazmi cheez hy
                    • #955 Collapse

                      yar stop losss bohat zaroori option hay , agar aap is ko use karain gay to aap ko pata chal jaye ga keh loss honay wala hay, lekin agar aap stop loss ko use nai karain gay to phir aap ko honay walay loss kay baray main pata nai chal sakay ga, aur aap loss kar jaaya gay,
                      • #956 Collapse

                        dear jab ap trade open karthy ho aur ap na stop loss aur take profit nahi raka thu es sa ya hai ka ap bht bara loss bhi karsakthy ho aur sara capital loss kar sakthy ho thanks
                        • #957 Collapse

                          forex trading mein jitne importance hai na keh aaap trading kerain itne he importance hai keh aap stop loss use kerain kyun keh kuch loog lalach mein stop loss use nahi kertay hain tu at the end un k account bhee wash out hoo jatay hain is liya loss ko control mein rakhanay k liya zaroori hai keh aap stop loss use kerain.
                          • #958 Collapse

                            Assalam o alaikum brother forex main stop loss bht he zrori hai us kay bagair hmhra accnt wash ho jta hai ager ham stop loss use na kren to hamhra account kabhi bhi wash ho jata hai demo main sab se phele stop loss use kia kren aur hmhen ziada ziada forex ki training hasil krni chiye
                            • #959 Collapse

                              G brother ap theek keh rahe han agr koi stop loss or take profit ke baghir trading karta ha to wo trader hi nahi ha ose trading ati hi nahi ha. stop loss or take profit boht zaroori ha forex ki market me trade lagane ke liye is liye hume iska boht khayal rakhna chahiye.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #960 Collapse

                                assaalm o laiakum aop nay boahat achi batt batyi ha main ak new treder hun es k mutiliq nhe janta tah ap ka bohat boht thanks waqi stop loss importent he

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X