hum ko aur mahnat ki zarorat hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    hum ko aur mahnat ki zarorat hai
    kabi kabi hum ko loss hota hai is ka matlab ya hai k hum apne kam mein mokamal expert nahi hain so hum ko aur mahnat ki zarorat hai agar hum
    ne kamyab hona hai tau hum ko apna kam jare rakne kliye mahnat karna hogi zarorat is amar ki hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: hum ko aur mahnat ki zarorat hai

    Dost Agar Hamen frocks online business mein agar acchi kamyabi best tarike se nahin mil rahi To Hamen is business mein aur Jyada mehnat Karen aur Jyada mehnat Karne ki koshish karen Kyunki is business ke andar Jitna Ham Jyada Se Jyada time investment Karke mehnat Karenge yah business Hamen utani hi acchi kamyabi Dega ismein Hamari Lagegi mehnat Kabhi Bhi Ja Nahin jaati
    • #3 Collapse

      Re: hum ko aur mahnat ki zarorat hai

      Dear membes
      Jitni hum mahnat sa kam karyn ga itna he hum learning kar k kud kam kar skyan ga. forex trading ma wohe he kamyab ha jao mahnat sa kam karta hen aur wo he members hemsh kamyab hota he. aur mahnat kar k ap zaida forex trading sa earning kar skta hen.
      ​Amir-Akram
      • #4 Collapse

        Re: hum ko aur mahnat ki zarorat hai

        Forex Trading me mehnat se kaam karna is ka sab se bara aur aham hathyar hai jo hamen apne maqsad aur matloba hadaf tak asani k sath pohuncha deta hai.Mehnat ka phal har jagah meeta hota hai lekin forex me is ka maza hi kuch aur hota hai. Forex trading me mehnat aur lagan hi se ham bohut sari kamyabi hasil kar sakte hen. Mehnat hi k zarye se hum agay bhar sakte hen. Forex trading me risk bohut zyada hone ki waja se ye bohut tough karobar ban jata hai. Q k agar hamare pas is k bare me information na ho to hum nuqsan utha sakte hen. Mehnati log kabhi bhi forex trading me nakam nahi ho sakte. Mehnat hi k zarye se hum agay bhar sakte hen. Analysis hamare trading k leye bohut hi ziada aham hn, q k is se hi hum apne trading kamyab bana sakte hn.
        • #5 Collapse

          Re: hum ko aur mahnat ki zarorat hai

          Hamen Aise Business mein mehnat kya Karte Rahana chahie Hamesha Apne kaam par focus Rakhna chahie aur plan Banakar kam karna chahie Hamen Hamesha positive think ke sath is business Mein kam karna chahie aur mehnat Jyada Se Jyada Karni chahie mehnat ki vajah Se Hi Hamen kamyabi milati hai Hamen Hamesha Apne Karm ko confidence ke sath karna chahie
          • #6 Collapse

            Re: hum ko aur mahnat ki zarorat hai

            Market Mein kaam karte hue Tamam members ko Apne kam mein jyada Se Jyada mehnat Karni chahie Kabhi Bhi Main Koi Nur Karke aapko Apna Kam Nahin Karna chahie Kyunki Kisi bhi Business ko Shuru karne ke liye usmein mehnat karna bahut jyada Jaruri hota hai aur aur Apna Kam karte hue Uske quality ko best banana bhi aapke liye bahut jyada importance Rakhta hai
            • #7 Collapse

              Re: hum ko aur mahnat ki zarorat hai

              Forex members ji han bilkul Hamen aur mehnat Ki Zaroorat Hai jitni Jyada mehnat kam karte hain Apne kam ko Achcha banane ki liye Ham Masjid mehnat Karen Tu Hi Kamyab ho sakte hain Forex trading business Ek Aisa jismein Hamen acchi learning experience ki jarurat Hoti Hai Jitna Achcha experience hoga
              • #8 Collapse

                Re: hum ko aur mahnat ki zarorat hai

                Forest Business mein kamyabi Hasil karne ke liye aur Jyada mehnat ki jarurat hai isliye aap Jitna Jyada mehnat Karenge utna hi aapko kamyabi Milegi is business mein agar aapko Ek Bar kamyabi Nahin milati to aapko kam ko leave nahin karna chahie Bal ke aapko Jyada mehnat Karni chahie aur apne kam ko continuously Jari Rakhna chahie Jo member this business Mein kam karte hain aur mehnat Karte Rahte Hain To Ek Din vah Kamyab Jarur hote hain is business Mein kamyabi Hasil karne ke liye aapki Jyada mehnat bahut important Hai Ek na Ek Din aapko Jarur kamyabi Milegi isliye Apna Kam Jari rakhen
                • #9 Collapse

                  Re: hum ko aur mahnat ki zarorat hai

                  assalamu alaikum dear members I hope you are other fine I am also fine Pakistan forest forum purpose yadav minut Karen aap log jitna jyada mehnat karoge utna jyada aap logon ko kamyabi milegi keypad working so that you will succeed one day thank you Allah Hafiz
                  • #10 Collapse

                    Re: hum ko aur mahnat ki zarorat hai

                    g haan dear ap bilkul sahi keh rahy hain k hamein forex mein aur bhi mehnat karny ki zaroort hai. forex mein ham jitni zida mehnat krein gy ham utny hi kamyaab insaan ban jaein gy forex ko smajhna aek din ka kam nahi ham is mein apni working skills ko improve karty rehty hain ta k ham is mein phly se bhi ziada successfull ho skaien
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: hum ko aur mahnat ki zarorat hai

                      Ji han bilkul theek baat hai hamen bahut jyada mehnat ki jarurat hoti hai ki agar Ham mehnat karte rahenge tu Hi hamen forex per bahut acchi hai Hasil hogi bagair mehnat ke kam karenge to earning Hasil nahin ho sakti nahin Ham acche tarike se kam kar sakte hain aur na hi Ham usse behtar result hansi kar sakte hain Forex per bahut jyada mehnat karne ke bad hi aap forex per acchi earning Hasil kar sakte hain isliye aapko bahut jyada mehnat ki jarurat parati hai ek acchi earning ke liye

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X