mahnet mai azmat hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: mahnet mai azmat hain

    Assalamu Alaikum ...
    G bilkul aap ki Baat sahi hai aur aap ki baat se main agri karta hun aur yah batana chahunga ke Pakistan Forex forum per kam karte hue hamen mehnat karni chahie kyunki mehnat mein Hi azmat Hain Jo log mehnat karte Hain vah Log kamyabi Hasil kar lete hain aur yahan se apne liye bahut acchi earning Hasil kar sakte hain lekin jo Log yahan per mehnat nahin karte vah log kabhi bhi kamyabi Hasil nahin kar sakte Bal ke vah hamesha nuksan uthate Hain so Pakistan Forex forum per kam kartein howe mehnat kiya karein Inshallah aapko jarur kamyabi milegi...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: mahnet mai azmat hain

      Ji han bhai jaan aapane bilkul theek kaha hai Hamen Pakistan Forex form per Jyada Se Jyada mehnat karne ki koshish Karni chahie aur Forex form hardworking karne ki koshish karne chahie aur Forex form per Jyada Se Jyada time invest karna chahie aur Forex form per fresh mind ke sath Aur Dil Laga kar kam karne ki koshish karne chahie jitni Jyada aap of Forex form per mehnat Karenge utani zyada aapko Forex form per kamyabi Milegi kueke mehnat mai Azmat hai.
      • #33 Collapse

        Re: mahnet mai azmat hain

        Ji bilkul mehnat mein azmat hai isliye agar aap mehnat nahin karenge to aap kamyab nahin ho sakte isliye Hamen chahie ki mehnat Karen main uske prakar Koi bhi Insan kamyab nahin ho sakta agar aap Kam nahin karenge to aap cal loss bhi ho sakta hai isliye Hamen chahie ke regular kam Karen Forex mein main regular kam Karen posting target complete Karen is tarah aapko ek achcha bonus milta hai jisse aap ek acchi baat nahin kar sakte hain iske liye aapko chahie Forex mein mehnat Karen usko time the usko follow Karen uske rules samjhi shukriya.
        • #34 Collapse

          Re: mahnet mai azmat hain

          Asalam o Alikum dear members kya hal hn umeed hy sub khriyat sy hongy G bilkul Shi bat ki hy dear friend apny k mehnat MN azmat hy Tu g han I agree with you q k ap Forex ko jitni zyada mehnat DN gy yeh apko utna hi profit Dy GA MERI ik bat yad rakinnnn k time or mehnat apki investment hn ap yeh dono chezin Forex ko jitni zyda DN gy Forex Isla apko utna hi reward Dy GA thank you
          • #35 Collapse

            Re: mahnet mai azmat hain

            Assalam o alaikum Jesa k thread ma bataya gya h k Forex ma ager Mehnat ki jaye to mehnat main azmat ha. Mehnat krny wala Forex trading ma kbhi nakam nhi ho skta. Jo b Forex ma kamyabi hasil krna chahty hain to unko chaiye k wo mehnat lazmi krein q k mehnat main azmat ha.
            • #36 Collapse

              Re: mahnet mai azmat hain

              Mehnat mein ajmat Hai Pakistan instaforex mein success we hote Hain Jo hardworking Karen hamen Apne kaam par focus karna bahut jyada jaruri hai yah Ek profitable business hai hardworking karenge to Kamyab ho sakte hain aap apni post ki quality aur line length per focus Karen itni jyada aap acchi quality ka bar karenge itna hi aap ismein success honge yah aap logon ke liye ek jabardast business hai
              • #37 Collapse

                Re: mahnet mai azmat hain

                Assalam o alaikum frnds foreign exchange ik aisa on line platform h jis ma ap trading kr ok Acha income earn kr sakta hain frnds forex ma kamiyab hona k lye mehnat hard paintings planning time desk r experience bht ziada zaroori h us ok bghair ap foreign exchange trading ma kamiyab nae ho sakta mehnat krna wala insan ki har jigah izzat hote h kun okay mehnat ma azmat ha us okay lye sab sa pehla apko forex k bara ma entire information hona chahih us ok lye apko sab sa pehla demo account pa practice krni hote hai jitni ziada mehnat Karen ga utna ziada kamiyaab hon ga us okay lye apko chahih k ap apni posts time pa entire Karen taka ziada sa ziada income earn kia ja saka agr ap in sab btaon pa amal Karen ga to ap kamiyab ho sakta hain
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #38 Collapse

                  Re: mahnet mai azmat hain

                  Assalam o alaikum han ji to hum sub iss baat ko jante hien k mehnat mien azmat hai mehnat mien baket hai aur mehnat mien hi kamyabi hai iss lie forex mien bhi wo log hi kamyab hote hien jo k mehnat k saath kaam krte hien hamien kissi bhi kaam mien kamyab hone klie hamesha hi mehnat krni chahie mhnat k baghair kuch bhi mumkin mahien hai iss lie hamesha hi mehant ko apna shaar banana chahie aur uss ki waja se hi hum log kamyab ho skte hien.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X