patience
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    patience
    forex trading mai jb ap market ko analyze kr k trading krty ho to ap ko apni trading mai jaldbaze nhe krni chiea or jo limit apnay analyze ke waqt ke the os ko yad rakhan chiae
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    It is absolutely business of patience. No place for emotions and nervousness. it needs your great determination other than emotions. Your passion for learning is good anyways. So be relax and cal while trading.
    • #3 Collapse

      Assalam-O-Alaikum forex trading me hum ko hamesha patience sey kam lena chahye aur kabhi be jald bazi me trade nahi karni chahye aur us waqt tak market ka wait karna chahye jab tak humain sehi trend ka confirm na ho jay.
      • #4 Collapse

        aap ka sabar boht count krta ha jitni bhi aap ki koshish ho sake utna aap ko apne jazbaat par control rakhna ha or sabar se kaam lena ha or bilkul bhi lalch nae krna warna long trading kya market me tik nae paain gay or apna loss krwain gay or bz log to pura account wash hi krwa lete han..
        • #5 Collapse

          my dear patience huna bht zada zaroori hai forex me agar humare pass patience hoga tab hi hum apni trade ko kamyabi se close kar saken ge so hume jald bazi se kam nahi lena chahiye balke market ko samajh kar trading karni chahiye.
          • #6 Collapse

            forex trading mein patience ki bahot ziada ehmiat hae kiunk agar admi trading karte hue sabr ka muzahira nahi karta hae to phir admi ko forex trading mein ziada tar loss hi hota hae.
            • #7 Collapse

              Patience ka bohat importance hy business me aur forex business me bhi. Forex risky hy aur patience lazmi hy. Jaldbazi se kam khrab hta hy aur hoga bhi ya ap block hojynge ya loss aur loss hy sa samna krna parega.
              • #8 Collapse

                bilkul sai kaha ha apny, hmain zada sy zada focus krna chiya ha forex trading pr krna chiya, r hmain patience sy kaam krna chiya ha, jb hm patience rhty ha to hm bht achy sy kaam krty ha, hmain chiya ha k hm khud k andr zada sy zada sabar paida krain ta k hmain successful honay ka moka milta ha
                • #9 Collapse

                  forex trdaing mein apko apni trading mein patience zaroor rakhne honge aur is mein apko chahiye ke ap kabhi bhi is mien panic na hon.
                  • #10 Collapse

                    my dear patience bht zada zarori hai forex me hume trading karte howe patience se kaam lena chahiye jald bazi nahi karni chahiye tab hi hum kamyab trader ban sakte hain.
                    • #11 Collapse

                      jee bilkul janab ap bilkul theek keh rahay hain hamen Forex tarding k iss business main kaam kartay huye kabhi bhi jald bazi nahin karnii chahyiee kyn k yeh koi esaa business hae jsi amin jald baazi ki jaye hamne iss business main aptience k sath kaam karan chahyie
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        forex trading mien ye bat bohat ziyada zaroori hai ke ap is mein apne andar patience paida karen ap is business ko jitna ziyada seekhenge ap is mien utne hi kamiyab honge.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X