effect of forex trading on our life
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #916 Collapse

    app ki zindgee main tu iss baat kay asraat tu hoon gay app ager apnee good trads ki wajhaa se rich ho jatey hain tu app ki life main happy aa jaye gee
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #917 Collapse

      Forex k hamari daily lives pe kayi aik positive or negative effects hote hain. Aik to hum iss trading work mai puri tarah se involve ho jate hain or us k baad dosre kamon ko proper needed time nahi daite. Lekin obviously ye hamare liye reasonable income generating ka source hai.
      • #918 Collapse

        Forex trading se meri life phely se bht chng ho gai ha is se me ab bht acha earn karny laga hn or ghar waly bhi khush ha k me ab ghar ki zimndari smbhal raha hn
        • #919 Collapse

          forex trading ky koi bi effect nahi hen bal ky forex trading hmari life ko easy bnati hai or ham forex trading sa bohat acchi money earn karty .forex trading business ap ko bohat jald aik ameer admi or trader bana deti hai .
          • #920 Collapse

            forex aik best business hai is mein koe mushkil nahi hai or ap agar ap ko is trading mein loss ho jaye to mere khiyal se is ka koi life mein bad effect nahi hota hai kiyun ke phir bhi is se earn ker sakte ho
            • #921 Collapse

              forex trading hmari life main bht bra change lati hy is per trading start ker k hum hardwork krty hn or apna lifestyle bdal sakty hn is per work ker k time famly k liye km hota hy but earning zada hoti hy jo k good hy
              • #922 Collapse

                jee ye baat sahi kahi hai kay forex ki waja say aik bohat bara effect para hai or wo effect ye hai kay trading kay waqt hum log screen kay andar he ghus jatay hain jo k eyes ko effect karta hai.
                • #923 Collapse

                  forex trading gradually has become addiction by its huge profit and minimum loss.. it is very effected by its earning to entire world .. it is very usefull for all
                  • #924 Collapse

                    ji haan dear wesay mairay khayal mai forex trading ka hamari liife mai yaihi effect partaa hai ku kay hum trading mai itnay magan hojatya hain kay dosray kamao mai dehaan nahi day patay hai and time nahi day patay hain is kay effect saaf dikhai day rahay hotay hain..............
                    • #925 Collapse

                      forec trading ka humari life per bht asar hoa hai is se phly log apny apny kamo me lagy rehty thy or kafi log jobless b thy but jb se forex forum mila hai hume tb se hume or koi kam he nia hai bs ab to jusy b dekho wo forex per he lga hota hai
                      • #926 Collapse

                        Brother agr dheka jaye tou newbie per forex trading bhoat he zaida effect kerti hai , kiw k usy is business mein laluch nazar a rahi hoti hai tou wo apna zaida se zaida time isey dey raha hota hai, tou Pc per zaida bethne ki waja se sab se zaida effect hamri eyes or hamri backbone kerti hai jo k bohat he zaida khatarnak sabit ho sakti hai.
                        • #927 Collapse

                          haan bhai esa bi hota hai agar insan mahanti ho par baat tu ye hai k agar koi mahnat karta hai tu is ki kismat main jo likha hai wo usy zaror mily ga or is ka jo hisa khuda nain likha hai wo usy hagiz hasil hoga..
                          • #928 Collapse

                            waisay agar main apni life main forex market ka effect dhaikhon tu abhi tak koi khass farak nai paraha lakin itna farak para hai kai pehlay faimily ko bhi time daita tha ab is market ki waja say family ko bhi time nai day pa raha.
                            • #929 Collapse

                              insan ki zindigi badal sakti hai forex trading se... muje abhi yahan se zaida faida nahi hoa k zindigi badal jae but main happy hon kyu k meri equity b koi zaida nahi hai jo zaida earning bhi ho....
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #930 Collapse

                                no doubt i really think that forex is just like addection. when you come in forex and can earn some profit than it become difficult for you to leave forex . that is why i also consider forex as addection for trader . who always remain continue to earn profit.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X