effect of forex trading on our life

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #346 Collapse

    Dear forex trading say hmari life par buhat acha asar parta hay agr ham mehnat say kaam karty han to ham ko zrur profit milta hay jis say ham apni life behtr treeky say guzar sakty han aur money hasil karny k sath apny knowledge may bhe izafa kar sakty han aur apny free time ka bhe buhat acha istimal karty han
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #347 Collapse

      bilkul bhai ji jab hum satrting main trade karty hain to hum boht tention hoti hai .or jesy jesy hum trade ko samjh jaty hain phr hum is k about pehly jitny exited nahi hoty .or is ka hmari life py bhi gehra asr prta hai .
      • #348 Collapse

        g han dear forex ka mre zindqi se be bht zaida effect hota hia as se mre life me be bht asar parta hia agr hum forex me successful ho jate hia to mre life kafi had tak change hu jate hia as lie ya be mre life me kafi effect rakhta hai.
        • #349 Collapse

          mere khyal main frex trading main buhat sary plus point hain jin ki wajha se trader ki life ko buht asan or araam de pasand bana deti hai. negtive point bas yeh hai k akasr dekhny main aya hai k trader 24 hours trading ki activities main involve rehty hain or kabhi kabhi apni family ko thek se time nahi de paty.
          • #350 Collapse

            bro ap sahi keh rahe k forex ka hamari zindagi pey bohat asar para hai jis ney ek bar forex join ki usey iski addiction ho jati hai or phr forex ko chorna usk liye possible nahi hota hai
            • #351 Collapse

              mare nzar main forex trading 1 aysa nasha hy k khtam nahe hota hy many es main kafe loss key hain lakn learn bhe kafe kuch kya hy mare life min abhe yai effect hy k many es ko abhe tak nahe chora or es ko apna bsiness banna chahta hon
              • #352 Collapse

                g dear ap ki bat sy m agree bi or disagree bi agree is liye wo log jo is ko sara din krty hn tu is ki life pr lazmi effect prta hn wo apny ghr walo ko time ni day ptay or jo log forex ky sat sat apni zindgi ko ko bi enjoy krty hn is ki life pr koi bi effect ni prta
                 
                • #353 Collapse

                  han ye tou hay bas trading ka aik schedule hona chaiye usskay mutabik trading ko time diya jay then life pe kuch effect na hoga forex business duniya ka best business hay agar ap kay paas behtar knowledge ho aur ap interst se good learning zaroori hay ap ko aik kuch best skills ki need hay
                  • #354 Collapse

                    forex tarding busienss mein humein achi tarde ko kernay k liaye ziyada se ziyada profit ko learn kerna chahiye tab hi hum apni trade ko behter tareeqay se ker k apna profit hasil ker saktey hain.
                     
                    • #355 Collapse

                      gee han forex trading ka humari life per ek acha aser perta hay kion kay jab hum forex trading may trading ker rahay hotay hay tou us say humay ek bohat acha profit hasil hota hay jis ka humari life per ek acha aser perta hay is leay humay forex may zeyada say zeyada experince hasil kerna chahay
                       
                      • #356 Collapse

                        koi ghalt kisam ka effect nahe pharta hamari life pe balky ismain ab jo bhi kam karta hy unki life chang hojati hy our unki life khushgawar ban jatio hy our ismain wo asani ke sath is main experience hasil akr ke ism ai agy ja sakty hou our is mian mony earn kar sakty hou
                        • #357 Collapse

                          Mey smjhta hoon hum sub ko sub sey pehlay kuch bhe kernay sye pehlay apnay ap ko knowledge hasik kernay per aamdad kerna chahye or iskay liye ager hum knowledge addicted bun bhe jaen tou koi musla nahe hoga lekin ager her wakt khud ko chart k samnay rakhen gey or seekhen gey nahe tou iska koi faida nahe hoga k aap sara sara din market k samnay he kyn na bethey rhen.
                          اصل پيغام ارسال کردہ از: funnybunny پيغام ديکھيے
                          forex trading is like addiction , once you set a trade we stick to ours screens and wait for our desired profit point to come, usually beginners are addicted to the market , but as they grow up in forex trading they become less curious about trading.
                          • #358 Collapse

                            dear forex treading me hamari life ke lye bht effect hai frst ye ak smart onnline profitable easy business hai humari life bht jald change ho skti hai is pak forum se agar hum mehnat kry gay is par.............
                            • #359 Collapse

                              brother forex trading ka hamari life per boaht ziada effect hota hai especially jab hum achi earning kar rahe ho to hamri life be totally change ho jati hai aur hum acha feel be karte hai aur jab loss ma ho to hamri life boaht upset c rehti hai aur samajh nahi lagi ke kya kya jai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #360 Collapse

                                sir forex trading ka aap ki life per acha effect parhta ha q k forex se aap ma patience ata ha jo aap ko life ma kaam ata ha. aap jb b mayus hu aap ka patience aap ko sambal leta ha aur aap ki hope jag jati han.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X