Discussion abbout trade manipulation.@@@@@.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Discussion abbout trade manipulation.@@@@@.
    Dear friends forex market mai ap ne agar kaam karna hai to ap ko ais mai technical k sath sath fundamental ka pata ho ga to ap ais market mai ye dekh sakty hai k ais market mai trade manipulation ka kai role hai aor ais se ap ko kaisy faida ho sakta hai ais market mai jo traders trading kar rahy hoty hai ais mai her trade ki lot count ho rahe hoti hai ais mai ap agar aik hi pair par trade karty hai aor aus par demand zayda ho jatai hai to aus pair ne up jana hota hai magar kai dafa ap aus par buy mai hoty hai magar market high volatile ho k down aa jati hai aus time trade manipultion ho rahe hoti hai aor aus mai ap ko loss ho sakta hai ais mai ap ne agar loss se bachna hai to ap ko ais market mai planing karni ho gi tab hi ap ko ais market mai faida ho ga aor ap loss se bach sakty hain.

  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Discussion abbout trade manipulation.@@@@@.

    Aapane Aaj bahut hi acche question ko discussion ke liye select kiya hai ki trade manipulation kya hoti hai aur ham is ko Kis Tarah Se learn Karke Apne trade Mein use kar sakte hain Jab Ham Forex trading Mein Apna Kam start karte hain to use Waqt Hamen trade main pollution ko acchi Tarah Se learn kar lena chahie aur Ham apni trade ko technical analysis aur fundamental analysis ki help se acchi Tarah Se kar sakte hain aur Iske bare mein Apne knowledge mein ijaafa kar sakte hain isliye Hamen chahie ke trade Lagane se pahle Mainepollution knowledge Hasil karke hi Hamen market Mein trade Lagani chahie Kyunki Is Tarah se Achcha profit Haasil kar Sakenge

    Market main trade manipulation bahut hi important role Ada karti hai Is kajariya Se Ham market ko acchi Tarah Se samajh sakte hain aur usmein Apna Kam bahut hi acche tarike se kar sakte hain Jab Ham market Mein trade Laga Lagate Hain to use Waqt Hamari trading Mein trade ke lote ccount ho rahe Hote Hain aur jab Ham market Mein Ek pears trade karte hain to use Waqt use pears ki demand bahut jyada ho Jaati Hai to use market in pairs name uptrend mein jana hota hai Jiska Koi fayda Nahin hota hai Kyunki use Waqt is main buy Mein hote hain Jiski vajah se market Hi Ho Jaati Hai Aur downtrend ki taraf move karne Lagti Hai Tu Hamen market Mein nuksan ka Samna karna padta hai agar Ham is nuksan Se Bachana chahte hain aur apni trading Se Achcha profit Hasil karna chahte hain to uske liye Hamen red Lagane se pahle uski acchi Tarah Se Soch Samajh Kar planning kar leni chahie aur use planning ke hisab se hi market Mein Apni trade Lagani chahie tabhi Ham use Se Achcha fayda Haasil kar Sakenge
    • #3 Collapse

      Re: Discussion abbout trade manipulation.@@@@@.

      Yes dear aapane bahut hi important topic apni discussion ke liye select kiya hai no doubt bahut Sare members ko manipulation ki vajah se bhi bahut jyada nuksan ho sakta hai Jab Forex trading Mein Koi member kam kar raha hota hai to usko manipulation se related information Hasil Karni chahie aur isase bahut jyada careful Rahana chahie Kyunki Agar broker aapko exact market ki prices se indicate nahin kar raha to iska matlab hai aapke sath manipulation ki Ja Rahi Hai Jiski vajah se aapko bahut jyada nuksan ho sakta hai sometime currency pairs trading karte hue aap manipulation ka Ka Shikar ho sakte hain isliye aapko is Hawale se bahut jyada careful Rati Hui Kuchh important steps Lene chahie jisse aap kabhi bhi manipulation se affected na ho saken.

      Dear sabse pahle aapko yah Pata Hona chahie Ki Manipulation kya hoti hai manipulation kya matlab hota hai ki Jab aap market Mein kam kar rahe hote hain aur broker jo aapko prisis offer kar raha hota hai Forex trading market Mein vah price is currently available Nahin Hoti aur aap Jab Kisi specific price level ko select karte hain aur original vah price level Koi Aur Chal Raha hota hai isliye Jab aapko prices time per Karke provide ki ja rahi Hoti Hai To iska matlab kya hota hai ki aapke sath manipulation ki ja rahi hai.

      Dear agar aap Forex trading Mein Kamyab Hona Chahte Hain To ismein aapko bahut Sare important factors related complete information Hasil Karti Hogi apni trading per reply Karni chahie otherwise aapke liye bahut jyada problem so sakte hain mein Amit Karta Hun Ki Jab aap Forex trading Mein complete knowledge or advantages Hasil karne ke bad isko join karte hain to aapko maximum advantages Hasil ho sakte hain.
      • #4 Collapse

        Re: Discussion abbout trade manipulation.@@@@@.

        Remember aaj aapane bahut hi acche baat per sawal Kiya hai hamen many manipulation ke bare mein bhi pata hona chahie aur iske bare mein hamen tabhi pata chal sakta hai jab Ham technical ko analyse Karen aur fundamental ko analyse Karen jab Ham ine donon ko acche se analyse karenge to hamen manipulation ke bare mein bhi pata chal jata hai aksar aukat Ham hamen market ka acche se maloom nahin hota aur ham apni trade open kar lete hain agar Ham apne rate open karte hain aur vah bad mein hamen aur humne bhai per lagaye hoti hai aur vah trade mein nuksan de rahi hoti hai is isko manipulation kaha jata hai aur iski vajah se hamen last ka samna karna padta hai isliye hamen chahie ki Ham hamesha strate karne se pahle technical analysis aur fundamental analysis ko acche se kar Leta Hun ke hamen trade karte waqt manipulation ka Na hona pade samna
        • #5 Collapse

          Re: Discussion abbout trade manipulation.@@@@@.

          Dear friends forex market mein Jab log trading kar rahe Hote Hain to vah Koi 5 ya 10 log To Nahin Hote agar aap ek Din Mein Dekhen to 5 trillion dollar 1 din ke hisab se log trade kar rahe Hote Hain aur Ek Din mein bahut Sare log loss mein bhi Chale Jaate Hain aur bahut Sare Logon Ko profit per ho jata hai
          About 80% market Jo control ki Jaati Hai Uske taqreeban 10 institution hai hai jo isko control kar rahe Hote Hain Kyon Kitni Badi market ko control karna Koi Itna Aasan Kam Nahin Hai yah bahut hi jyada Mushkil kam hai isliye is ko control karne ke liye bahut Sare Institution banae gaye hain

          Exchange rate mustaqil taur change Hote Rehte Hain aur unko Bank change karte hain London ka ek Mayank hai jo 4 p.m. per 1 minut mein Tamam rate fix kar deta hai aur use Waqt Jo log trade kar rahe Hote Hain vahan se un ko profit and loss ho jata hai

          portfolio manager tay shuda waqt per dealing ki hidayaat desk ko dy deta hy yahan per jo advance maaloomat leak ho jati hyn us se manipulation Paida Ho Jaati Hai
          Yahan per do type ki manipulation hain
          1 front running
          2 banging close

          Yahan per Maine masala ya Hai K manipulation sirf Bade banks Ho tatus Ke Darmiyan phail Jati Hai aur Logon Ko Iske bare mein pata hi nahin Hota Ki Manipolution hoti kya hai aur na hi koi Uske bare mein jaan sakta hai Kyunki yah portfolio manager aur banks Ke Darmiyan jo rabaty Hote Hain aur un k darmiyan sharing hone ki vajah se manipulation phail Jaati Hai is se ap Ek Hi tarike se Bach sakte hain ki aap 4 p.m. per Koi trade Na Lagaya Karen Kyunki is Waqt tma'am banks aur portfolio manager aapas mein Main sharing kar rahe Hote Hain tu ISI Tarah Ki se aap manipulation se bach sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: Discussion abbout trade manipulation.@@@@@.

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Haiderafzal پيغام ديکھيے
            Dear friends forex market mai ap ne agar kaam karna hai to ap ko ais mai technical k sath sath fundamental ka pata ho ga to ap ais market mai ye dekh sakty hai k ais market mai trade manipulation ka kai role hai aor ais se ap ko kaisy faida ho sakta hai ais market mai jo traders trading kar rahy hoty hai ais mai her trade ki lot count ho rahe hoti hai ais mai ap agar aik hi pair par trade karty hai aor aus par demand zayda ho jatai hai to aus pair ne up jana hota hai magar kai dafa ap aus par buy mai hoty hai magar market high volatile ho k down aa jati hai aus time trade manipultion ho rahe hoti hai aor aus mai ap ko loss ho sakta hai ais mai ap ne agar loss se bachna hai to ap ko ais market mai planing karni ho gi tab hi ap ko ais market mai faida ho ga aor ap loss se bach sakty hain.
            Assalam o Aluikum! Dear brother apna bhot acha topic hamara sath share kia ha. Ias topic per man b apka sath apn knowledge share kerna chahta hon. Q retail trader technical indicator aur technical patterns per depend kert han jab k bank forex mn zayada volume hoan ka faida utha skta han.


            What is a Manipulation ?


            Manipulation ka matlab ha k forex market k big player market ki movement berhana k liye kuch smart money invest kerta han jis sa retail trader kafi effect hota ha q is man market price artificially move kerti ha aur jab trader analysis kerta ha to market trade analysis sa ae signals ko follow nahe kerta han, is market ki condition ko "volatile" market kaha jata ha. Is doran trader ko trade nahe kerno chaheye.

            Forex market ko kon aur kasa "Manipulate" kerta han?

            Forex market ka 79% volume 10 bara banks k pass ha. Ye banks apni trading k liye market ki movement ko berhana k liye money invest kerta han jis man ager retail trader buy ker raha ha to ye banks sell kerta han aur jab retail trader sell kert han to ye banks buy kerta han.

            Yahen waja ha k 95% trader loss kerta han. Q k banks apni smart money ki wja sa markwt ko manipulate kerttrade kerta han.
            • #7 Collapse

              Re: Discussion abbout trade manipulation.@@@@@.

              trading se related agar members ko apni acchi tarah Se discussion mein shamil kar liya jaaye tu is tarah Seva discussion members ke liye maximum useful hoti hai aur kisi bhi kam ke liye jab Koi discussion ki jaati hai tu is tarah Se us uska main members ko acche result mil jaate Hain aur is tarah Se members ko koi bhi problem nahin hoti aur discussion karna important hai trading karne ke liye members ko management karna hoti hai aur Jin members key management strong nahin hoti yahi vajah hai ki members ko trading mein Koi profit nahin hota trading ko successful banaa lene ke liye members ko har tarah Se mehnat karna hoti hai aur iske liye members ko and caterers Ka istemal karna hota hai aur apna experience use karna hota hai members ko technical trading se related bhi acchi tarah Se information honi chahie aur jab yah information members ko hasil Ho jati hai to tab koi problem nahin hoti lekin aise members ke Jin ke pass technical trading se related koi bhi and formation nahin hoti yahi vajah hai ki on members ko trading mein kafi problem hoti hai senior members ke pass maximum trading se related technical information hoti hai aur vah market ko bhi acchi tarah Se analyse kar paate hain aur ISI vajah se vah successful hote Hain apni trading capabilities ko strong karke koi bhi member acchi tarah Se successful ho sakta hai lekin iske liye members ko har tarah Se experience hasil karna hoga aur apni struggle ko aur bhi acchi tarah Se continue karna hoga aur yah important hai
              • #8 Collapse

                Re: Discussion abbout trade manipulation.@@@@@.

                Ji Ap nay forex par discussion keliye bohat hi aeham topic liya hai sab Sy pehly apko pata hona chaiye Kay manipulation hoti Kia hai manipulation isy kaha Kay hai Kay jab fired main trading Kar rahy hun aur apko broker Jo qeemat bta Raha ho asal main market main wo na chal rahi ho is waqt Ap keh sakty Hein Kay apky sath manipulation ho rahi hai manipulation ki waja sy nuksan ho jaty Hein manipulation main apko jab ghalat qeemat btayu jati hai to nuksan uthaty Hein

                Is Baat main koi shak nai Kay manipulation traders ko nuksan deti hai is waja sy traders ko loss ho jata hai manipulation ki waja sy honay waky losses Hamen bohat Pareshan krty Hein trading Kay sath sath knowledge zaruri hai achi knowledge hasil Kar Kay achi trading Kar sakty Hein is waja sy achi learning hasil Kar I zaruri hoti Hain forex par kaam karny keliye apko mehnat sy kaam karna hota hai aur losses ko bardasht karna chaiye aur sabar sy kaam Lena chaiye aur mehnat ko jaari rakhna chaiye

                Manipulation ki waja Sy traders ko loss ho jata hai aur nuksan hota hai . manipulation ziadatar banks karty hein Jo 10 barhy banks Hein wo is main bohat investment karty Hein aur achy profit keliye manipulation karty Hein jis sy apko nuksan hota hai
                • #9 Collapse

                  Re: Discussion abbout trade manipulation.@@@@@.

                  What is manipulation.

                  Je dear kisi pair ya commodity ki price ko artifically control karna manipulation kehlata hai. Asa serf personal gain hasil karny k lae kiya jata hai. Forex trading manipulation illegal hai but es ma problem ye hai k esko detect karna bhot mushkil hota hai or jb authorties es ko detect kar leti hai to manipulation karny waly financial institutes par big fines kaye jaty hain. Es k sath sath manipulation kisi manipulator k lae b bhot mushkil hoti hai kiu k market ka size or es k participant increase or decrease karty rehty hain. Manipulation ki 2 important types hain jin ko ham pump or dump k name sy janty hain. En ko ham briefly explain kar dety hain.


                  Pump and dump.


                  Big investor or banks aksar group ki sorat ma trade karty hain. Wo jb kisi pair ko trade k lae select karty hain to ik dosray ko messages ya emails kar dety hain. So wo sb mel kar ik he currency ya commodity par trade karty hain. Jesa k wo sb group ki shakal ma trade karty hain to wo market ko price ko drive high karny ma kamyab ho jaty hain. Es k bad wo us highest point sy market ko sell kar dety hain or big profit hasil karny ma kamyab ho jaty hain. Esa b hota hai k big investor market ki current price ko down move karwany ma kamyab ho jaty hain. Es k bad bilkul bottom sy wo buy ki trade open kar letyn hain or big profit hasil karny ma kamyab ho jaty hain. Small traders ko asi sorat ma bhot mohtat rehna hota hai kiu k unk pass etna capital ni hota k market agr unk opposite jaye to wo apny ap ko bacha sakyn gy. So eska hal ye hai k trader ko jb lagy k market bena kisi reason k up ya down move kar rahi hai or stable ni hai to wo kuch dair apny order ko hold kary or mazeed analysis sy kio better point find karny ki khosis kary.
                  • #10 Collapse

                    Re: Discussion abbout trade manipulation.@@@@@.

                    Ji bilkal forex market main hamara koi control nai hota aur na he ye market kisi kay bus ya control main hoti hay. Ulye aik waqie business plateform hay jis main baghair mehnat kay kamyabi mumkin nai. Yehi waja hoti hay keh baz dafa ap RSI ki oversold ko daikh kar bhi buy ki trade lagaty hain laikin iskay bawajood woh mazeed sold main chali jati hay, aur kai ganty tak apki trade running loss main chali jati hay. Yahan iska ye matlab nai hota keh apki trade per specifically broker nay nazar rakhi hoti hay, balkeh ye market ki high volatality aur manipulation ka natija hota hay jis waja say market ka trend continue rehta hay ya ye mazeed reversal main chala jata hay.

                    Market ki behter conditions aur situations say understanding kay bad he ham behter tariqy say trading order place kar sakty hain. Q keh jab bhi hamara order hamary reverse ho jaye to maximum is main hamari he koi ghalflat ya jaldbazi shamil hoti hay. Ya to ham sirf RSI ki value per trade karty hain, ya phir trend ko follow nai karty ya phir indicators ka use nai karty aur ya fundamental analysis nai karty. Trade start karny say pehly choti si kotahi bhi hamain bahut bara loss day sakti hay.

                    Forex main trading karny kay liye news aur analysis karny ka isi waja say bar bar kaha jata hay ta keh ham apny account ko safe rakhty huye trading karain. Jab tak hamary account ki safety ensure nai hogi tab tak trade risky he rahy gi, is liye hamain chahiye keh forex main safe trading karain aur bila waja account wash karany ya loss ka risk na lain.
                    • #11 Collapse

                      Re: Discussion abbout trade manipulation.@@@@@.

                      Ji Ham Sabko Yahan per kamyabi Hasil karne ki koshish Karni chahie aur Yahan per Vahi Kamyab hota hai jo man karta hai so isliye Ham Sabko Yahan per ke sath kam karna hoga mehnat ke sath kamyabi Hasil karne ki koshish Karna Hogi so isiliye Ham Sab Ko Apne time par kam karna chahie aur apne time par kam Karke mehnat Karke Apne bola score improve Karke kamyabi Hasil karne ki koshish Karni chahie Jo Banda Yahan per Mahina Karega vah Kamyab hota hai isiliye Dil Laga kar Apna Kam Karen Dil Laga kar apna kam karne mein Hamara bahut hi advantage hai so Ham Sab Ko Apne time frame Mein mehnat karke hi kamyabi Hasil karne ki koshish Karni chahie mehnat Kaisa kam kar Ham sab ke liye important hai so Ham Sab Ko Dil Laga kar Apna Kam karna hoga dil lagakar apna kam karne mein Hamara don't Hai jisse Hamen kamyabi hoti hai so Ham Sab Ko Apne type mein online Aakar kam karna chahie Aur mehnat Ke Sath Apna bonus improve karna chahie mehnat Mein Hi Hamari kamyabi hai aur ISI Mein Hamara fayda Hai so Dil lagakar kam Kare Aur mehnat Ke Sath Ka Mahina Kaisa Kiya vah kam kabhi bhi nahin Hota To Ham Sabko mehnat ke sath Apna Kam karna chahie
                      • #12 Collapse

                        Re: Discussion abbout trade manipulation.@@@@@.

                        Trading karnay kay liay hamaray pass kafi kisam ki strategies hoti hein jaisay he follow karna shuru kardaingay waisay he hum faidah lai laingy nuqsaan kabhi bhi nahi hoga hummain kay liye bohat sioposals hoti hain jin pay amal ker kapnay affliction k Kamer saktay nconvenience ko ilkul khati ker saktay hhe Forex markt purchasing and selling mai dealers kuch makhsus wajuhat realm he eker rahey hotay hai jo kaat customary bhitay haccurrence reimbursement qu panay kay liye merchants ko apna records aur becoming more acquainted h barhanay kay liye aisi i haasil kerni cin ho aur jnn kay roof bhi mojud ho. Sells kopproahes aur plannings ko ban hauy Market ki genuinesituation ko inspect kerna bohat zaruri hota hai calamity realm bachnay kay liye lalch pay oee rakhna chaiaur aik he ya aik e aggravation mai ameer honay ki soch pay bohat qaabu rakhna chaiye
                        • #13 Collapse

                          Re: Discussion abbout trade manipulation.@@@@@.

                          Agar Ham trade manipulation ki baat karte Hain to is mein sabse pahle fundamental analysis ate Hain aur technical analysis bhi aate Hain kyunki fundamental analysis main trade menu plate hoti hai fundamental analysis kisi country ke economy halat par depend karti hai agar kisi mulk mein ek bhi masala ho jata hai to uski currency down Ho jaati hai aur uska asar market per bhi padta hai jaise mai gold pr trade karta hoon aur gold ek strong pair hai aur yah usd ka against chalta hai jab newyork ki market open hoti hai to usd ki news bhi aati hai fundamental analysis main usd ko bi dekhna padta hai aur agar newyork ka koi masla hota hai to news per assar karta hai jis se USD down ya up hota hai isliye silver aur gold per soch samajh kar trade karen kyunki ismein loss ke chances zayada hain is busieness mai trade manipulation ki waja sy kafi changing ati hain jis ki waja sy huma bohot bara problem ho sakta hai fundamental ka sath technical bi use karna chaya kiun ka market ki position ko janan ka lia technical analysis zarorat parta hai jis ki waja sy hum log trade mai acchi proformance data hain or kamai karta hain is lia mainpulation sy gahbrana nahi chaya kiun ka agr hum log manipulation sy gahbra jayain hain tu accha trader nahi ban saka gain is lia changings ati rahti hain agr hamra dono analysis strong hain jasa ka fundamental or technical agr dono strong hain tu hum log ak bahtreen trade ko open kar sakta hain
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Discussion abbout trade manipulation.@@@@@.

                            Market me aapko Apna Kam karte hue bahut hi careful Rahana chahie aur apne decision bahut hi Soch samajhkar Naina chahie aur aapke yah decision market ke analysis se related hi hone chahie aapko market ke analysis ko ignore Karke Apna Kam Shuru nahin karna chahie aur aap apne trade ko start karne se pahle market mein jyada Se Jyada time invest Karke market ki movement ko samajhne ki koshish karen aur Market Mein Apni trade Hamesha rules ko forward karte hue hi start karen kabhi bhi rules ke khilaf jakar apne trade ko open na Karen

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X