Dear yah bat theak hai k forex risky hia or ham us time tak is se earning nahe la sakty . jab tak ham forex per grip nahe karin gy us time tak ham ko earning nahe ho sakty hia. or yah bat b hai k ham agr forex se is ki income ka diakh kar ayin hai to ham is main kuch b nahe kar sakin gy . q k jab ham forex ki income ko daikh rahy hai to us lazmi hai k ham us ki mahant ki b daikhian taky ham ko forex ki dono cheezian samjh a sakin or jahan tak main sochta ho k jo log forex mian nakam hoty hai un ki waja b yahhee hoty hai k wo orex ko theak andaz main samjhty nahe hai or jab forex se unko kuch hardness samny aty hia to wo forex ko chore daity hai is lai lazmi ha k ham achi trading kar sakin . to ham ko apny earning se zyda ham ko forex ki learnig per dhyan daina ho ga. or agr shuro se b ham na earning per dyhyan dia to hm ko loss honey ka khatra zyda hai.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим