Fibonacci retracement with stop loss.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Fibonacci retracement with stop loss.

    Forex main trading kay liye trend ki samjh hona zaroori hay, aur jab ham trade main order place karny jayain to hamain apny analysis ki base per clear judgement karni chahiye keh ham nay sell main order place karna hay ya buy ki trade choose kar kay earning karni hay. Forex main iskay bad hamain aisa entry point talash karna hota hay jahan per hamain trend kay mutabiq achi aur fast earning ho saky. Yani hamari trade trend kay against nai jani chaiye, aur ager chali bhi jaye to stop loss say bachni chahiye, yahan tak keh minimum time running loss main rahy aur phir jald he recovery kar kay hamary target ki taraf aye jis say hamain achi earning mil jaye.

    Fibonacci retracement aik meta trader tool hay jis kay different levels yani ranges hoti hayn, jin kay through hamain trend up, reversal aur down ki indication kay liye bahut help milti hay. In levels per hamain achy trend aur trend ki strength ka bhi pata chalta hay jab keh isko ham bearish aur bullish donon levels per use kar sakty hai. Isky down trend main hamain top ranges ki bajaye middle per entry karni chahiye aur down level tak trade karni chahiye, jab keh up trend main trading kay liye bhi jaldbazi ki bajaye first level ki bajaye second ya middle level ko entry kay liye use karna chahiye jab keh final level tak take profit set kar kay achi earning karni chahaiye.

    Like other indicators fibonacci retracement bhi hamain aik ishara he daiti hay, is main hamain successful aur effective earning kay liye analysis ka bhi sahara laina parta hay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Fibonacci retracement with stop loss.

      dear forex me fabonacci itself aik best trading tool Hy kyun Kay is me kam krna itna Asan nahi Hy agar isko stop loss Kay sath use kren gay to hamesha faida hoga ye aik asa tool hai is ki madad se hum support level ko bohat close se dekh skte hian or yaha pe trade lena hamare liye bohat easy ho sakta hi Forex Trading main humain different analysis ki zarurt hai jis se hum ko fida ho sakta ha. jaha pe ye support bana le waha se buy ki trade le ke hum kuch pips down sl set kar ke buy kar skte hian technical analysis main istemaal kiya jata hai. Jab market kise bhe trend main hoti hai aur us main move karti hai to Fibonacci Retracement sy pata lagaya ja sakta hai k market ab us point sy kitna wapis retrace kar sakti hai. Aur support ya resistance level kia ban sakty hain. Fibonacci Retracement kay fixed levels hain jin ko ye kaha jaata hai k market aksar follow karti hai. Is wakt gold 1943 py Hy agar is me ap fabonacci apply kren gay to aap daikh sakty hain kay market ny pehly 23.6% level ko cross kia aur wahan thora rukny ka baad 38.2% ko ja kar touch kia. Aur phir abi 23.6% level ko neechy torny ke position ma hai. Agar ye torr jata hai to phir ye down 0% tak aay ga nahe to waha sy phir 38.2% level ko touch kary ga. Es tarha sy hamko support ya resistance level ke clearly samjh aati hai. fibo ke retracement per trade li ha aur support and resistance ko follow kiya ha agr apko trading ka kch nai pata to bs ap support and resistance per he kam kr lain to ap kbi bloss nai kr skta mujha apko strategy pasand i apna fibo aur support and resistance agar wave analysis k sath use karain gay to aur wazeh signals milay gay ap ko aur support and resistance ka bhe pata chalta rahay ga, aur jab market is arc ko touch kar k back ho gi to ap ko support / resistance bhe confirm hoga. is ko ap use kar k dekhain bohat acha lagay ga.
      There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
      • #18 Collapse

        Re: Fibonacci retracement with stop loss.

        forex ek hero bsuiness he hm sabhi mante hein forex me aap agar ashi trade kroge to shaid kamjab ho skte ho me alwayse forex me ashi trade krna like krta hun je mera favrout online business ban gea he bhai je manta hun me
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          Re: Fibonacci retracement with stop loss.

          Ji Ham Sabko Yahan Pai consistent Karke Apna Kam karna chahie on the grounds that information aane se aapko andar printers create hota hai kam karne ka aur aap Dil Laga kar Apna Kam karte hotrade karne ke liye ap ke pas aik acha sa marker hona cahiye agar apke pas fibonaaci hae to phir to best hae q ke is se better koi bhe pointer nhe hae to bas yehe marker sab se best hota hae sabhe logon ko cahiye ke wo is primary isko he follow karte howe he kam kara karen jitna zayada murmur is fundamental kam kar jate hain to murmur is principle achievement hasil kar he jate hain bas hamen is fundamental kabhe bhe himmat nhe harne cahiye murmur jitna sahe tarah se kam kar jate hain murmur is fundamental achievement bhe hasil kar he jate hain lakin is ke liye hamen is principle himmat nhe harne cahiye is principle murmur agar himmat har jate hain to murmur is primary kabhe bhe fruitful bhe nhe ho sakte hain to bas hamen effective sharpen ke liye is primary kam ko acha karna hota hae jo ke murmur sirf mehnat kar ke is primary he kar sakte hain jitna zayada murmur is principle sahe tarah se kam kar jate hain to murmur is principle fruitful bhe ho he sakte hain bas hamen kabhe bhe is primary himmat nhe harne cahiye balke hamen is primary sahe tarah se or throb tarah se kam kar lena cahiye murmur jitna zayada is fundamental hurt tarah se kam karte hain jitna in fact murmur market ko samajhne ke koshish karte hain murmur is principle kamyab ho jate hain to he to murmur is primary kuchna kuch acquire kar jaya karte hain murmur agar is fundamental achievement acquire karna cahte hain to hamen kam bhe karna he ho ga acha tab he to murmur achievement acquire kar saken ge is principle nhe to murmur kabhe bhe achievement acquire nhe kar saken ge is primary

          اب آن لائن

          Working...
          X