Small account pe long term trading na karen.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Small account pe long term trading na karen.
    Forex Trading me hamare account aam tawar pe small hi hote hn aur is waja se hamen kabhi bhi is account pe ya jo bonus account hota hai us oe long term trading nahi karni chaheye. Long term trading aam tawar pe strong acccount holder hi kar sakte hn jo ziada risk bardasht kar sakta ho, lekin agar account small hai to us ko kabhi bhi long term trading k leye istemal nahi karna chaheye. Long term trading me hamen bohut zida intezar karna parta hai aur ho sakta hai k ye intezar hafter se bhi ziada time le is waja se hamen apne small account pe kabhi bhi long term trading mnahi karni chaheye. Trade kis pair per karni hai iske liye daily Forex news study Karen. Forex Trading me kaam karna hamare leye khush qismati hai q k hum is buisiness k bare me jante hn jo abhi bhi bohut sare log is se na waqif hn. Experience k hote howe hamen ghabrana nahi chaheye bulke apne kaam jari rakhen aur kamyabi ki umeed rakhen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Small account pe long term trading na karen.

    hamy small account par short tram trading karne chahey agar hum small account par long tram trading kary gy to hamy loss ho jaya ga is main market ka yai moderator ka koi balm nahe hota loss hum apne he waja sy karty hain hamy loss hony ke har aik waja ko sahe karna chahey ta ky hum market main agy bar saky or pasia kama saky
    • #3 Collapse

      Re: Small account pe long term trading na karen.

      Dear long term trading karne ke liye trader ke pass acche capital ka hona bahut hi jaruri hai kyunki forex mein hamare pass itna jyada Kiya pata nahin hota aur ham sirf short term hi kar sakte hain agar long-term trade lagani hai to apne capital ko increase karna hoga aur jyada se jyada yahan per mehnat karni hogi jitni jyada Ham yahan per mehnat karenge utna hi jyada hamen bonus Diya jaega aur long-term trade mein hi jyada profit hota hai short term trade per aap itna achcha profit gain nahin kar sakte kyunki vahan per aapko acchi support nahin milati aur aap yah chance bhi nahin lete ki agar market ki direction yah uski movement change Ho jaati hai to aapka small account wash ho sakta hai to is chij ka bhi aapko khaas khayal rakhna padta hai aur forex ke bare mein acchi information bhi hasil karni padati hai to in points ke bare mein aur ine chijon ke bare mein expert aur professional trader hamesha hi discuss karte rahte hain aur yah chij unke mind mein bhi hoti hai agar forex se jyada profit gain karna hai to apne trade karne ke tarike kobita banana hoga aur sirf long-term trade per hi yakin rakhna hoga aur apne capital ko bhi increase karna hoga jab aapke pass achcha capital Ho jaega to aapko acchi support milegi aur aapki trade der tak market mein run kripya aaegi aur isase aapko acchi support milegi aur aap ko profit bhi achcha ho jaega
      • #4 Collapse

        Re: Small account pe long term trading na karen.

        g ha thek kaha hy apny, hamein kabhi bhi small account per long trading nhe karny chaye worna hamara account wash bhi hoskta hy is lye hamein is main mehnt karny chaye aur per ziada sy ziada work karny caye jis sy pher ziada sy ziada work karna chaye jis sy pher kafi ziada fiada bhi hsoatka hy aur pehrkamyabi bhi hoskty hy ager ham shi sahi woork kariento hamein is main achy earning hojaty hy
        • #5 Collapse

          Re: Small account pe long term trading na karen.

          assalamu alaikum ji aapane bahut hi acchi information share ki hai aisa hi hai kyunki agar aapka account small hai aur uska Volume kam se kam hai to agar aap badi Laut use karenge to last ki Surat mein aapka account wash bhi ho sakta hai isiliye koshish karen ke jab bhi aap trade istemal Karen apne trade size ko kam se kam rakhen agar aapka account small hai agar aap small account rakhte Hain to aapko apni trade size ko kam se kam hoga lot size small small karni hogi uske bad hi aap aap achcha profit Kama sakte hain nahin to loss ki Surat mein aapka kaun washho jaega
          • #6 Collapse

            Re: Small account pe long term trading na karen.

            Dear fellow member small account py long term trade Kabhi bhi nahi karni chahiye kyo ky isy loss he hasil hota hy or main reason lalach hy jo aisa trader ko karne ky liye majbor karti hy. Long term trading ky liye trader ky pass achi knowledge or experience ki zarurat hy jiski waja sy capital increase bhi hoga or confidence bhi. Trader ko iss condition ky hawaly sy apne seniors or experts sy discuss karna chahiye taky mindset confuse na ho kyo ky forex aik din ka business nahi hy or na he aik din mein sikha jata hy. Isliye trader ko hard work karna chahiye or market ky flow mein rehke market sy milne wali opportunity ko avail karna chahiye.
            Do what the clock does:- KEEP MOVING!!!!
            • #7 Collapse

              Re: Small account pe long term trading na karen.

              Bilkul sahi kaha hainap nay . Low capital waly account mai high TP target nahi rahkna chaia , agr capital low hain to target bhi low hee rahkna chaia taaky agr loss bhi ho to ap ka account capable ho usy bardasht karny k liay . Lessnprofit k sath hee account ka capital increase kary then long term trade ki traf jaye . Slow slow progress kary wo achi sabit hogi speed mai chaly gy to accident hee hoga.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Small account pe long term trading na karen.

                Yah to aapke account per hota hai ki aap ismein Kitni Jyada investment karte hain agar aap bonus account per kam kar rahe hain to aapko koshish karne chahie ki forest form per aapko daily ki posting complete Karni chahie aur aapki post quality behtarin honi chahie Kyunki jitni Jyada aap acchi quality ki posting karte hain utna hi aapko Achcha bonus Milta hai aur use bonus ki vajah se aap trading Karke kamyabi Hasil kar sakte hain isliye Hamesha account balance ke hisab se apni trade open Karen aur Sambhal account wale log currency pairs per hi apni trading Jari rakhen aur Jyada long trading na karen to Behtar hota hai agar aapka profit thoda bahut ban jata hai to aapko aap Nahin trade close kar deni chahie aur ismein Jyada lalach Nahin karne chahie Kyunki lalach ki vajah se aap Hamesha Forex trading Mein loss kar Jaate Hain aur Hamesha aap flop Ho Jaate Hain isliye Jo log Jyada lalach Nahin Karte aur trading ko apna Bijay Samajh Kar kam karte hain aur Jyada focus karte hain Vahi log ismein kamyabi bhi Hasil Karte Hain

                اب آن لائن

                Working...
                X