clean

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    clean
    ap ko apnay trading chart per ek time mai sirf ek indicator ko use krna chiea jis ke waja se ap ko forex trading mai focus rahay ga is se ap confuse bhe nhe houn gay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Thanks you dear brother ap esay kiya karo next time jub thread open kiya karo thread ka apnay post k sath kuch thora bahot related kar diya karo tu well ho ga clean ka kiya matlab
    • #3 Collapse

      yes ap bilkul tehk kha rha ha hamy asa hi karna cheya kuch log asa ni karty un k mind 2 tarf ho jata ha jis ki waja sa un ko bhut hi zyda loss hota ha is liya hamy ak time ma ak ka m karna cheya baqi sab kam ko clean kar dyna cheya is tara sa ham auchi tarding kar sakhtya ha jis sa hamy kafi profit ho ga
      • #4 Collapse

        han dear bilkul ye aik complex buiness hai lekin kafi mehnat sy kia jata hai ye aik good buiness hai is ko bahut sy loog kr rahy hain ye aik real buiness hai is ko koi bhi kr sakta hai ye aik good buiness hai
        • #5 Collapse

          This is the depend on your strategy. If you are use the one indicator and perpare the good plan. So that you are use it.
          • #6 Collapse

            indicators zeyda open karny se hi hamy achy ideas mil sakty hey or ham market par focus b kar saken gey 1 indicators use karny ka koi faida nahi
            • #7 Collapse

              ma ap ki baat sy agree karta hu forex usiness ma hamay buhar hi soch samj k plannig k sth kam karna chae ha aur aik hi indicator use karna chae ha ta k ham aik jaga focus reh kar kam kary
              • #8 Collapse

                dear hume apki ye bat buhat hi pasand aaei k hume forex trading me sab se pahle ek target fixed karna chahye or jab hamara target fix ho jae to fir hum ye koshish kare k hum sirf or sirf usi pe kam kare,esa na ho k hum ek hi waqt me kafi kamo pe kam shuru kar de or koe ek kam bhi thek se na kar sake to loss bhi ho jaega or tensions bhi ho jaege k ab hume kiya karna chahye isly pahle hi hume ek target fixed kar dena chahye to ye hamare liye hi asha rahega.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  gee bhai hemin apne trading mein indicators aik istemal krna acha he aur hmein apne trading mein sahih market ke trend ko smjhna he aur apne trading market mein jo bhe tabdelien hote hien un ko focus krna he phr hemin apne trading se profit acha ho jata he

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X