Huma trading krta waqt lalach emotional ko control Mein Rakhna hoga tb hi Kamyab hogi

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Huma trading krta waqt lalach emotional ko control Mein Rakhna hoga tb hi Kamyab hogi
    Hamen trading karte waqt Lalach emotional ko control mein rakh kar kam karna hoga tab hi Ham ismein acchi kamyabi Hasil kar sakte hain Agar Ham trading karte waqt apni lalach aur emotional ko control Mein Nahin Rakhenge To Ham Aise bahut bara nuksan Utha gay isiliye Agar Hamen nuksan Se Bachana Hai To Hamen lalach aur emotional ko ignore karna hoga tab jakar aap ismein acchi aur perfect profit Hasil kar Sakenge Kyon Ke Jo log Sahi time par Sahi decision karte hain wo log iS main zarur Acha result Hasil karte hain Forex Bhi Ek Aisa business hai Jaise main Hamen Sahi time Ka wait Karna hota hai aur zyada lalach aur emotional aur Jazbaat ko control Mein rakhkar kam karna Hota Hai wo Log is main Zarur Kamyab Hote Hain Jo lalach ko ignore karte hain aur emotional ko control karte hain aur uske bad kam Karte Hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Huma trading krta waqt lalach emotional ko control Mein Rakhna hoga tb hi Kamyab

    hamy lalch ko katma kar ky trading karne chahey pher he hum is main acha profit hasil kar sakty hian agar hum is main lalchi ban kar trading kary gy to hamy loss ho jay ga is main market ka yai moderator ka koi balm nahe hota loss hum apne he waja sy karty hai hamy loss hony ke har aik waja ko sahe karna chahey
    • #3 Collapse

      Re: Huma trading krta waqt lalach emotional ko control Mein Rakhna hoga tb hi Kamyab

      dear friend bilkul jab ham trading kar rahe hun to hamen apne emotion aur aur apne lalach ko control Mein rakhna chahie tabhi ja kar hamen achcha profit hoga otherwise Agar ham emotional ho jaen yah lalach karne lag jaaye to hamen kabhi bhi achcha profit Nahin milega bal ke hamen loss hi hoga isliye Ye koshish karni hai ki giridih Nahin banana chahie balke apni garibi ko khatam karne ki koshish karne chahie talking trade successful ho aur profit bhi achcha bane
      • #4 Collapse

        Re: Huma trading krta waqt lalach emotional ko control Mein Rakhna hoga tb hi Kamyab

        Ek lalchi insan kabhi kamyab nahin ho sakta Jo insan lalaji karta hai vah hamesha apna nuksan karta hai trading to vaise hi sabar karne wala aur apne emotion ko control karne wala business hai yahan per ek lalchi insan ko hamesha nuksan hoga vah kabhi aage nahin badh sakega uske liye profit hasil karna bahut jyada mushkil hoga trading karte waqt aapko chahie ki aap hamesha se apne aap ko control Karen apne emotion control Karen jitna jyada aap self-control rakhenge utna acche tarike se aap trading kar sakenge aur hamesha profit hasil karenge is tarah se aap kamyabi hasil kar sakte hain lekin lala aur jaldbaji aur confused hone ki vajah se aap kabhi kamyab nahin ho sakte
        • #5 Collapse

          Re: Huma trading krta waqt lalach emotional ko control Mein Rakhna hoga tb hi Kamyab

          Ji bilkul aapane theek kaha hard time emotional ban kar ke kam na Karen aur lalach se bhi dur Raha Karen kyunki yah donon chijen aapke liye khatarnak ho sakti hain aur forex mein in cheezon ka koi bhi Behtar result nahin nikal kr nahe aata balke ulta nuksan hi hota hai to emotional trader kabhi bhi kamyabi hasil nahin kar pata aur lalchi trader ka kabhi bhi Koi bhi future forex ke business mein nahin hota ine donon chijon se avoid karna hoga aur sabar ke sath kam karna hoga aur har ek chij Ko acche tarike se analysis karne ke bad hi koi step ya koi decision Lena hoga jab aap apne account key management acche tarike se karte Ho to aap in Haramful chijon se automatically dur Ho jaate ho aur apne target ke mutabik Hi Kam karte Ho to hamesha apne mind ko active rakh krke kam karna chahie agar kisi situation main market ka trend yes ki movement yah uski direction ki samajh nahin lag Rahi to use time trading bilkul nahin karni chahie Ban ke apni trade ko hold per rakhna chahie aur sahi interpoint ka intezar karna chahie expert trader aur professional trader hamesha vahi trade lete Hain Jo 💯% confirm ho aur vo trade aap tabhi Le payenge jab aapke pass maximum knowledge or experience hoga apne knowledge or experience ko increase karna chahie aur market ke sath hamesha touch mein rahana chahie aur uski direction aur uski movement ko acche tarike se samajhna chahie jab aap acche tarike se market ki movement ko samjhaie to automatic aap perfect direction mein Hi trading karenge aur maximum profit forex se book kar payenge
          • #6 Collapse

            Re: Huma trading krta waqt lalach emotional ko control Mein Rakhna hoga tb hi Kamyab

            Forex business mein js ki waja se sab se ziada loss hota hai woh hai lalach hum forex mein lalach kartay han aur lalach mein emotional trading kartay han tu is se buht ziada loss hota hai hum ko forex mein apne lalach ko control karna hota hai agr hum lalach ko control kartay han tu apne emotions ko bhi control kar saktay han aur agr lalach aur emotional trading ko control kartay han tu hi forex market se profit earn kar saktay han
            • #7 Collapse

              Re: Huma trading krta waqt lalach emotional ko control Mein Rakhna hoga tb hi Kamyab

              hmain market mein agar zyada hi karna hai to ham ismein kuchh bata ki kam kar sakte hain jab tak hamare main aap acchi ho jaati hai aur hamesha hi har insan ko bina kam nahin ho sakti to hamen bhi achcha kam karne ke liye jitna jyada hamen na karenge to kitna zyada hamara kam aasan ho sakta hai aur hamesha zyoti kam karenge to hamen nuksan nahin ho sakta aur hamesha apne limit ko mukammal karna chahie aur jata hai yah kam hamare liye ek aisa hota hai ki hamesha ko soch samajh kar istemal karte rahen aur agar hamesha ko soch samajhkar istemal karte hain to hamare liye ji ke aasan hai aur hamesha mein nakam nahin ho sakte to jo member bhi kam karne ke liye aate hain to unko yah samajhna chahie ki vah market ko analysis karte rahen aur market mein soch samajh kar kam karte rahen
              • #8 Collapse

                Re: Huma trading krta waqt lalach emotional ko control Mein Rakhna hoga tb hi Kamyab

                Assalamu Alaikum dear friend Ham trading Chal Ke Waqt aur koi portion control Mein Rakhna jaruri hai na Chahte Hain To Hamen Apne emotional ko control Mein Rakhna chahie tabhi Ham Kamyab ho sakte hain isiliye main chahie kya Hamen mehnat Karni chahie aur emotional Nahin Hona chahie musalmanon se ambulance ho sakta hai isiliye training karte waqt lalach to bilkul Nahin Kar jakar Jab Ham lalach Karte Hain To Kabhi Bhi Yad Nahin Sakte isiliye Main lalach Nahin rakhni chahie Jo Lada jata hai vah kabhi bhi Kamyab Nahin ho sakta isiliye sabse Jyada log hota hai jo lalach karte hain aap regularly Karte Hain To Lara slow motion trading Karte Hain Is per bahut jyada Lo so jata hai apne aap ko Lala se petrol Rakhe Agar Ham lalpa control Karenge to Jarur Kamyab Honge aur emotional ke abhi control kar sakte hain aur lalach ko bhi emotional trading ko control karte hain to be Forex market Mein profit Aakar kar sakte hain Agar Hamen Aage Badhana Hai To Hamen emotional Nahin Hona chahie bulk Apne kaam par focus karna chahie aur acchi train Karni chahie Ajit lagaenge tabhi Kamyab ho sakte hain Agar Ham ismein lalach Karenge to kabhi bhi kabhi aap Nahin ho sakte balke launch Hoga mein
                • #9 Collapse

                  Re: Huma trading krta waqt lalach emotional ko control Mein Rakhna hoga tb hi Kamyab

                  Hmm treading krty hwa kbhi bh lalch Nhi krna chya or na hi emotional ko zhir krna chya tb hi kamyb Ho ga or profit hsil Jr saky ga forex bht hi acha sa business hy hm jitnu ziyada mhynt kra konwldg or experience ky sath wark kra ga tb hi kamyb Ho ga or profit hsil kr saky ga
                  • #10 Collapse

                    Re: Huma trading krta waqt lalach emotional ko control Mein Rakhna hoga tb hi Kamyab

                    Trading itna bhi aasaan business nahin hai jitna log iss ko samajhtay hain kyun kay iss mein tension bahut zayada hoti hai trading waisay tou sabar karne wala aur apne emotion ko control karne wala business hai yahan per ek lalchi insan ko hamesha nuksan hoga vah kabhi agay nahin barh sakay ga uss kay liye profit hasil karna bahut jyada mushkil hoga trading karte waqt aapko chahie ki aap hamesha se apne aap ko control kerain tab hi hum forex mein kamyab ho sakain gaye
                    • #11 Collapse

                      Re: Huma trading krta waqt lalach emotional ko control Mein Rakhna hoga tb hi Kamyab

                      Jio Forex trading mein agar Ham kamyabi Chahte Hain To Hamen Apne Jazbaat ko control karna hoga Apne kaam par focus karna hoga apni learning ko improve karna hoga aur practice per regular time Dena Hoga jitni Jyada Ham Forex trading co time Denge ismein dilchasp milenge tab De Forex trading Mein Hamen kamyabi mil sakti hai Forex trading Ek Achcha aur profit wala business hai Hamen ismein Dil Laga kar kam karna chahie tha ki Ham ise Apna fitte Bana sake aur apne liye Achcha profit kar
                      • #12 Collapse

                        Re: Huma trading krta waqt lalach emotional ko control Mein Rakhna hoga tb hi Kamyab

                        ji han Forex trading Mein hamen Lal shaurya motion ko control karna hoga Agar Forex trading main aap kamyabi chahte Hain Forex trading ek achcha aur profit wala business hai hamen ismein dilchaspi ke sath kam karna chahie main karni chahie lalach provide karna chahie jaldbaji ko bhi avoid karna hoga tabhi ham Forex trading Mein kam jab trader ban sakte hain Forex trading Mein ham last se motional Nahin Hona chahie sabar karna chahie apni mistake ko cover karne ki koshish karni chahie.
                        • #13 Collapse

                          Re: Huma trading krta waqt lalach emotional ko control Mein Rakhna hoga tb hi Kamyab

                          Trading main Humy Rules Ko Lazmi Follow KArna Hota Hai Or Humy iss Baat ka Be Dyan Rakna Hota hain Kay aak Bar Jo mistakes Hu Uny lazmi Correct Kiya Karein or Ye Bat Be Hamesha Yaad Raka Karein kay Rules Ap Ko uni Mistakes Say banany Chaye Takeh Wo Mistakes Aap Say Dobara Na Hu Or Jo Log Mistakes Kar Kay be Un Say Learning NAhi karty Hain Toh Aisy log Forex Main Kabi kamyab Nahi Ho Sakty han Is liy aap Ko Mistakes Say He Learn KArna Parta hai.Or Market Ko Time Dyna Hota Hai Jab aap marekt Ko Time Dyty Hain or Learning Per Focus Karty Hain Toh he Aap Successful Trading kar Sakty Hain Iss Liy Aap Ko Chaye Kay Trading Karty waqt market aap Ko Jo DIka Rahi hay Usi per Trading Karein Na Kay apny Emotion Or Lalach Main a Kar High Lot Size Or Management Ka Koi Khyal na Rakty Hoy trading Karein Aap Ko Chaye Kay Koi be Account Handle Karny Kay Liy aap Perfect Planning kiya KArein or Planning Kay Sath He Kam Karny Ko Focus Kiya Karein ko Kay Real Kamyabi ise Main hay,Wesy aap Laalch KAr Kay Kam Waqt main Zada Profit Toh gain Kar Lyty Hain Lekin aap ko Success Nahi Milti hai Is Kay liy aap o Chaye Kay Rules Ko Follow Kar KAy planning Kay Sath kam Karein iss Say aap ko Slow Earning Ho Ge lekin Iss Kay Sath aap Ko Learning Or Experience be Hasil Ho ga,...
                          Wait For Market come to you!Don't Go after The Market!:1f3c6:
                          • #14 Collapse

                            Re: Huma trading krta waqt lalach emotional ko control Mein Rakhna hoga tb hi Kamyab

                            Bahut hi acchi baat ki hai aapane agar aap Forex trading Mein Kamyab Hona Chahte Hain To sabse pahle Apne emotions ko control karna sikhen kabhi bhi lalach ko jaldbazi me faisla na Karen aur negative thoughts ko control Karke Sabar aur patients ke sath Jab aap tradw Karenge to hi aap Kamyab ho sakte hain isliye sabse pahle Apne andar positive thoughts ko develop Karen aur uske bad hi trading business mein aaen
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Huma trading krta waqt lalach emotional ko control Mein Rakhna hoga tb hi Kamyab

                              Ji han bilkul aapane theek hai Pakistan mein mein chahie ke makhani motion score kramptrol mein rakhe jitna emotional hokar kam karenge utna hamare liye nuksan hai isliye main chahie game apne emotional konkan control mein rakhe aur lala se avoid Karen agar Ham lalach karenge to ismein hamara hi nuksan hai ki lalach buri Bala hai isliye main chahie ki Ham soch samajh Kar kam Karen Jo logon mehnat ke sath kam karte hain bhai kam yah Bata agar Ham bhi main uske sath kam karenge to Ham Bhi ek na ek din jarur kamyab honghamen apne business mein Kisi ki sun ke ilaaj nahin rakhni chahie isliye main chahie ki Ham soch samajh Kar kam Karen tekan kamyab sapera cprofit kar sake

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X