importance of planning

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1246 Collapse

    1 successful trade k liye achi or successful planing ki zroorat b hoti hai or usi k sath,sath hmay Money management ko dekhtay huway or risk management ko calculate krtay huway hi trade krni chahiye or mere khyal say hmay apni trade k liye krnay wali planing ki starting technical Analysing say hi krni chahiye.
    https://t.me/pump_upp
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1247 Collapse

      Bhai jan planing to har business ki kamyabi k liay bohat zaruri ha..
      Forex trading online business ha yahan har lamhay new update hoti ha.. lihaza har chez ko maday nazar rakhtay huay apkay liay planing karna bohat zaruri ha..
      • #1248 Collapse

        koi bhi kam ho mn planning bht hi zaruro hoti he aur jab ham aik achi planning k sath is business mn enter hotey hn to hum is mn achi trha se kamiyab ho saktey hn
         
        • #1249 Collapse

          planning ki bohat ziyada importance hai forex mein aur jb tk apke paas ek acha trading plan nahi hoga jo money management aur risk management ke sath bana hua ho ,to ap kabhi bhi long term survive nahi kar sakte forex mein,to ap koshish karen ke ek acha plan tayyar karen.
          • #1250 Collapse

            yes gee haan my dear agar app forex bussiness mein with planning kay sath working tarding karey gey to app forex bussiness mein bohat kam risky hon gey aur app ko loss kay chance bhi kam ho jaey gaey .
             
            • #1251 Collapse

              i think ka aap true hain is business main too risk bohut hi ziada hota hai oor usi kai sath is main earning bi too bohut ziada hoti hai oor isi ki wja say log is main risk bi bht laty hai hamain is business mai risk ko manage karna seekhna ho ga ku kai agr hm manage nai karain gay too kafi nuksan bi to ho sakta hai oor is ka againts hmain planning ko bahtar bnana chahya
              • #1252 Collapse

                hammain must planning ker kay apni trading ka start kerna chhaiyea zaroori nahin kay kay hum saalon ki planning ker lain mager at least hum ko 6 months ki planning ker leni chhaiyea kay anay walay six months main hum kahan tak hun gaye aur kesay trading ko improve kerain gaye
                • #1253 Collapse

                  ji haan har kaam se phele planing lazmi krni chahie isse risk thora kam hojata he or kaam acha hojata he leken forex me to bilkul planing or ziada planing ki zrort parti he kion k forex bohat ziada or bohat bara risk he
                   
                  • #1254 Collapse

                    Planning with positive mind has a great impact on trading of a trader.. A good trader make analyse and planning before trade in any market.. Planning is the key to rid our loss..
                    • #1255 Collapse

                      g bilkul planning bohat zarori hoti he forex me agar ham planning se trade karain gy to loss k chances bohat kam hoty hn , or planning aisy karni chaey jisay karty hury ap tamam halat per nazar rkh kr planning karain or achi planning se ap achi kamyabi hasil karty hn.
                      • #1256 Collapse

                        ap ko agr is ma ak m karna ha to is ka liy ap ko is ka demo account ma traing karn ho ge sab is akm ko like karta ha sab is ka demo account ma traing kat kla he pisa kmt ha is business kabar ma pat ho to he ham is a ak m kar sakta ha
                        • #1257 Collapse

                          if you are not equipped with sharp senses and you are lacking in quick learning then trading anywhere will not be good for you. because like any type of business forex trading also involves good decision making capability.
                          • #1258 Collapse

                            planning ki bht importance hoti hai forex bussniess mein ku kay planning kay begair ap ka forex mein kam karna risky hota hai is liye hamesha agr ap planning kay tehat kam kare ge to acha profit kamye ge.
                            • #1259 Collapse

                              planning hamesha kam ati hai hamare forex me or forex ka business ham ko kafi profits de sakta hai jitni mehnat ke sath kam karte hain ham utna he yeh business hamari life bana sakta hai or ham ko apne pero per khara karne me bohat help kar sakta hai .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1260 Collapse

                                ksi be trader kay lye sb say zrori hai aik achi strategy ka hona lkn success tbi paya jata hai jb es strategy phy work krny kay lye aik zbrdast planing be ho....jis main lot size tp sl sb apna set kya huya keh agr sl hit ho jayin tu kya planing hogi...tardes kitni krni hai....ye sb aik achy planing say hota hai.........

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X