lalch ka kaetema

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: lalch ka kaetema

    Forex trading mein hamen lalach nahin karni chahie to forex trading mein lalach ki wajah se ham apni trading mein makam ho sakte hain aur hamara bonus account wash ho sakta hai aur hamari puri mehnat waste ho sakti hai isliye forex trading mein achi kamyabi hasil karne ke liye lalach se bachana hamare liye bahut hi zaruri hai aur forex trading mein hamen imandari ke sath work aur trading karni chahie aur forex trading sabar ke sath karni chahie jisse forex mein ham achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: lalch ka kaetema

      Forex main all time risk hota hai to apko risk lena hai agar to apkay pas capital bhi big hona chahiye nahi to ap agar kam capital say risk letay hein to ap ko loss ka samna karna parh sakta hai is liye extra risk na lein jab tak apkay pas acha balance na ho.
      • #33 Collapse

        Re: lalch ka kaetema

        jab insan lalach karta hai to apna hi nuksan karta hai isliye forex trading mein Jo bhi trader lalach karte Hain to unko har bar uska nuksan hota hai main bhi Kai bar lalach Kiya hai jiski wajah se mera account was hua hai isliye main sab traders ko yah kahana chahunga ki lalach buri Bala hai aur lalach ka picha Na chhod Dena chahie aur thode se profit per gujara karna chahie
        • #34 Collapse

          Re: lalch ka kaetema

          ji Mere Pyare dost aapki baat bilkul theek hai ki Hamen ismein lalch ko khatm kar dena chahie Kyunki lalch Hamen Jyada Se Jyada nuksan deti hai aur mein chahie ki Ham ismein Lal aaj to bilkul na Karen aur Sabar se kam Karen tractor mein ismein se munafa Hasil Ho Jaaye aur lalach karna gandi Aadat Hota Hai Iski vajah se Hamen nuksan hota hai aur lalach ki Hamen mehnat se kam karna hoga
          • #35 Collapse

            Re: lalch ka kaetema

            Humay kisy bhe kam main lalach nhi krna cheye koi khe lalach ek bore bla hy ess sy admi ko baoth nuqsan hota hy wo lalach me a kr apna sub kuch gavwa deta hy
            • #36 Collapse

              Re: lalch ka kaetema

              yes sir Jaise pahle Is Duniya Mein Ek mashhur Misal hai hi ke lalchi Insan ko Lado Ki Hai ISI Tarah Forex mein bhi yahi hai FIR Ham lalach Karen Rahe To Ham nuksan kar baithenge aur Agar acchi karna chahte hain To Hamen karna padega sakta hai
              • #37 Collapse

                Re: lalch ka kaetema

                Lalach aik fitri Amal hai hur insan Main uskay kuch na kuch mawad zaror hota hai kisi main zaida lalach or kisi main kum. Forex trading aik asa business hai jis main khulay dill say kam krnay wala hmesha kamyeb hota hai lalach say kae dafa ap zaida nuksan uta sakty ho.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #38 Collapse

                  Re: lalch ka kaetema

                  Agar ham forex main lalach kare ga to ya hamara sab sa bholl hai hame forex main lalach nahi karna chahya

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X