MACD Our Moving Average cross zabardast result.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    MACD Our Moving Average cross zabardast result.
    Salam to all. Umaid hay ke aap Sab khairiat se honge. Dear members MACD be trading kele aik zabardast indicator hay.Moving average ka cross over bana Kar our sath may MACD indicator istemal karne ka maza daiko aik bar. Moving average ka aik value 100 our dusra 70 lagaye our sath may MACD be. To moving average apko 100 indicator show karga our MACD short term. Jab dono indicator aik hi Smith show kare to trade lagaye zaror apko faida daiga.
    Umaid hay ke ye post apkele faida mand sabit hojaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: MACD Our Moving Average cross zabardast result.

    hamy market mai moving avrage indicator kouse kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky g hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din maibe kam kar sakty hain hm is mai aagr lalachi ban ky kam karty hain to hamra account band ho jy ga hum is mai posting kar sakty hain hum is mai trading kar sakty hain
    • #3 Collapse

      Re: MACD Our Moving Average cross zabardast result.

      Macd Aaj iski Jahan per acchi moving average Hai Is per Agar trading Lenge to aapke liye kamyabi bahut Aasan Ban Jayegi isliye Hamen chahie Yahan per kamyabi ke liye Ham Jab iski average ko Dekhenge to hamare liye kamyabi bahut Aasan Ban Jayegi Agar Nahin Dekhenge Ham market ka pata nahin chalega uski bilkul samajh Nahin Aaegi Hamen jalkar Kam Nahin karne ke Forex ke rules kam se kam Nahin Karenge isliye kamyabi bhi Hamare liye profitable Nahin Hogi isliye good koshish Karke Ham kamyabi Le sakte hain isliye Hamesha Dillagi se kam Kare to be profitable hai
      • #4 Collapse

        Re: MACD Our Moving Average cross zabardast result.

        walaikumAsalam.
        thankyou soo much for sharing this strategy. No doubt Moving average bht hee kamal ka indicator hain agr is ko sahi period k sath use kary to or moving average k signal bhi bht zayda effective hoty hain laken is tahra srif don indicator k ek direction mai janay ki base par hee trade open karna sahi way ni hain trading karny ka . Kindly indicator knsath sath resistancesupport say bhi analysis kary phly phr trade open kary

        Never Ever fully depended on Indicators
        • #5 Collapse

          Re: MACD Our Moving Average cross zabardast result.

          MCAD aur moving average forex market mein use honay walay dou indicators hain jis sae humain achi trades milti hain moving avrage indicator kouse kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky g hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din maibe kam kar sakty hain hm is mai aagr lalachi ban ky kam karty hain to hamra account band ho jy ga hum is mai trading kar sakty hain iss lye humain theek sae aur rules ko follow ker kay kaam kerain
          • #6 Collapse

            Re: MACD Our Moving Average cross zabardast result.

            Dear friend aapane MACD aur moving average indicator se related Jo information share ki hai main us sy agree karta hun basically moving average Ek Aisi value hai jis mein market Agar moving average line ko touch Karti Hai To vahan se aap market ko opposite trend main training ke liye open kar sakte hain basically moving average indicator Hamen market ke opposite Jaane Ki indication Deta Hai jabki moving average line se candle touch hoti hai to aapko vahan sy trade Laga Deni chahie jisse aapko Achcha fayda mil sakta hai
            • #7 Collapse

              Re: MACD Our Moving Average cross zabardast result.

              Market Mein different types of indicators maujud hote hain ya Tamam indicators market Mein kam karte hue bahut jyada helpful Hoti Hai Jab aap treading ke platform Kuchh Nahin Karte Hain To aap ko sabse pahle market Mein vajud indicator ki Batman difference ko acche tarike se understand kar lena chahie market me moving average indicator Ek technical indicator hota hai Jiska istemal Karke aap market ko acche tarike se use kar sakte hain aur Is Desh Ke Sath aap market Mein Apne trading ko start kar sakte hain
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: MACD Our Moving Average cross zabardast result.

                Assalam o alikum dear forex member agar macd ko chart main lagaya jae tu price kay nichay nai window main zaher hota hai es main mazeed do indicator nazar atay hain aik tu macd jo surkh aur nili laine main hota hai aik dosray ko katnay main nazar atay hain aur dosra histo garam jo sabs ofqi lino main nazar a raha hai histogram zero levels say oper nichay hota w rehta hai agar oper ho tu up trend zaher karta hai agar nichay tu down trend zaher karta hai macd line aik dosray ko cross karain tu sell aur buy ka signal deti hain

                اب آن لائن

                Working...
                X