taalib ilmoon ke liye forex trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1411 Collapse

    dear hmy chahiyeh agar hum sth mein study kr rahy tu barabar time dy 2nu ko tub e kamyab ho sjty hain wessy bht e mushkil hai es keyeh hmy chahiyeh k soch smj k trade kry agar kamyab hona chaty forex mein tu hmy sich smj k e trade krna parey gi
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1412 Collapse

      agar daykha jay to students kay paas jitna time hota hay factory worker kay paas itna time nahi hota iss liya student kay liya to ya acha hay or ya sab kay liya best business hay quen kay iss may time factor best behave karta hay.
      • #1413 Collapse

        forex trading students kaliay tu buhat acha platform hay.is me students kam kar kay apna taleem ka kharch poora kar saktay han.agar students daily 2 say 3 ghantay forex per kam karayn tu students taleem kay sath sath is ko bhe aasani say kar saktay han.aur achi earning kar saktay han.
         
        • #1414 Collapse

          forex trdaing students ke liye bht mportant ha aur is business main students bht si interest lete han aur bht sa knowledge hasil krte han aur bht sa expereince hasil krte han aur bht sa kmate han
             
          • #1415 Collapse

            no forex trading mein dosry men be kaam karsaktay hain par es mein successful honay k liye ap ku experience aur knowledge ke zurrat paray ge tab he ap es mein asaan se succesful hon pae aur es ku etna easy na samjay
               
            • #1416 Collapse

              forex treading student k liay boht achi hay is main agr student kam karty hay to acha earn kar sakty hay aur is forum main agr student apni studey k bad bhe is forum ko time dety hay to is forum main acha earn kar sakty hay aur apni studey k tamam akhrajat bardasht kar sakty hay aur is forum main loss say bach sakty hay aur is forum main kamyab ho sakty hay...
              • #1417 Collapse

                je haan forex trading mein student be kaam karsaktay aur professtional be par es mein wohi succesful hotay hain ju es mein daily kaam kartay rahay jab k dosru k liye be achi option hai
                   
                • #1418 Collapse

                  forex trading student k liye be hai aur dosro professtion k people k liye be es mein kaam karsaktay hain par es mein kaam karnay k liye es k bary mein knowledge hona tu lazmi hai tab he better hai ap k liye
                   
                  • #1419 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: funnybunny پيغام ديکھيے
                    forex trading is a business that is very much suitable for the students , usually students dont have much time to stick to one job so forex in this respect is much suitable for the students ..
                    forex trading aik business hy or yea student k lie bht faiday mand hy wo apni study sy farig ho kr yea business as part time kry or apni study k sary karchy yaha sy nikal sakty hy or study k sath sath aik business bhi easilly kr sakty hy is sy un ki study bhi ni disturb ho gi or wo achi earning bhi kr saky gy
                    • #1420 Collapse

                      bahi jan jaha tak mah janta aya ho muaj yah lagta ha ka jab bah ham ko as kam ka bara ma kuch pata chalta aya ha as kam ma muja yah lagta ho gay.
                      • #1421 Collapse

                        Asslamualikum...han g firex trading is superb for students..is mein koi degree require nhii hoti..koi qualification nhii chahye...student part time ye kaam ke sakty hein...ziada time nhii lagana parta....ye ziada mushkil bhi nhii hai students easily kr sakty hein...yeh kaam kr k students apni studies bhi kr sakty hein properly r yeh kaam bhi kr sakty hein....so this is the best job for students....
                        • #1422 Collapse

                          g han forex trading bilkul students ke liye ha iss main koi aisi cheez nahi ha jiss ko students na kr saken even ke main samajhta hun ke iss kaam ko krney ke liye aap ko student honey ki bhi zaroorat nahi ha iss kaam ko krnay ke liye aap ko kisi qualification ye degree ki zaroorat nahi ha you just need a brain
                          • #1423 Collapse

                            Assalam o alaikum.ap normal life mai daikha jaye tu student jab tak dgree na le ly tab tak ose job nhn milti aur forex aysa business hy jo bina qualificaton aur dgree k ap start kar skte hain aur es se apniii zaroriyat pori kr skte hain... agar student sirf aur sirf forex pe concentrate kare ga tu ye achii baat nhi ha....
                            • #1424 Collapse

                              Dear agar normal life mai daikha jaye tu student jab takdes se pniii zaroriyat pori kr skte hain... agar student sirf aur sirf forex pe concentrate kare ga tu ye achii baat hn hy..
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1425 Collapse

                                meri nazar mein yh kam student aur aik job holder k liye part time bht he zada acha hai lakin yh tab he acha hai jb ap is kam mein thoda bht intrest rakhte hunge ku k yh kam kahein b aur kisi b time kiya ja skta hai mon to fri mein

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X