Mainet ke bagair kamyabi na mumkin hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mainet ke bagair kamyabi na mumkin hai
    Ji han Forex trading mein agar aapka Jabi Jaate Hain To aapko Jyada Se Jyada mehnat karna Hogi aur demo account per regular practice karna Hogi Apne knowledge ko Patra banane ke liye senior member se help Lena Hogi tabhi a Forex trading Mein acche aur kam job trader Ban sakte hain Forex trading mein mein Hamen Dil Laga kar kam karna chahie
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mainet ke bagair kamyabi na mumkin hai

    Forex Trading me mehnat se kaam karna is ka sab se bara aur aham hathyar hai jo hamen apne maqsad aur matloba hadaf tak asani k sath pohuncha deta hai. Hard work ap koro aur us ka phal apko na mele to aisa ho hi nahi sakta. Forex trading me dunya bhar log kam kar rahe hote hen. Is waja se karobar me sakht mehnat hi k zarye se hamen faida mel sakta hai. Harwork hum sirf mentally karengy jismani is me koi sakht mushaqat wala kaam nahi hai. Forex trading ki analysis bohut zyada tough hoti hai jis k leye sakht mehnat aur discipline ki zarorat hoti hai. Is k is khobibki waja hum market k daily changes se bakhabar reh sakte hen. Forex Trading me small mistake b bare nuqsan ka bahis banti hai. Forex Trading aik aisa buisiness hai jo hamen apne maqsad ka takmeel tak bohut jaldi le k ja sakta hai. Bas hamen humen kuch chezon ko lazmi apnana hoga is me. Us me sabar karna, knowledge hasil karna, experience gain karna aur mukhtalif analysis k inductors k bare me janna,. Hamari mumkin koshash honi chaheye k hum in cheeson p3 lazmi amal karen.
    • #3 Collapse

      Re: Mainet ke bagair kamyabi na mumkin hai

      hum is mai mahhne karty hain to hamyy kamayybe hasal ho jy ge forex aik amm business jasa nai hain hum is mai rat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain hum is mai agar greed ban ky kam kartyt hain to hamara account band ho jy ga yai aik best and kabe be katem na ony a acha business hain
      • #4 Collapse

        Re: Mainet ke bagair kamyabi na mumkin hai

        Mehnat ka ajar zrur hy mehnat ke bagair koi bhi kam ho aap usmein kamyabi Hasil nahin kar sakte Chahe Duniya ka koi bhi Kaam Ho agar aap mehnat karte hain experience Aasan Karte Hain usko samajhte Hain Jitna jaldi aap zyada time dekar se samjhenge aap utna jaldi uske liye perfect Honge mehnat aapki Ki Hogi aur Shila bhi aapko hi Milana hai
        • #5 Collapse

          Re: Mainet ke bagair kamyabi na mumkin hai

          ji bilkul aapane sahi kaha asal kamyabi sirf mehnat per hi depend karti hai aur agar koi mehnat sacche Dil se karta hai aur lagane ke sath karta hai aur apna focus learning ke upar deta hai wahi traders future kamyabi hasil kar payega without hard work tukke system per dependent Ho karke forex ke business mein kamyabi hasil nahin ki ja sakti kamyabi sirf hard work per hi hasil ki ja sakti hai aur jitni jyada Koi trader learning karega aur pahle forex ke business ko sikhane aur samajhne ki koshish karega aur apni ability ko bhi dekhega aur apne work karne ki style ko aur bhi best aur behtar banayega vahi trader future mein forex per acchi performance dikha karke achcha profit gain kar payega Forex mein kabhi bhi lalach hai motion mein aakar ke Kam nahin karna chahie balkeshwar se kam karna hoga aur market ko acche tarike se analyses karne ke bad hi koi steps Lena hoga jab aap active mind Ho karke aur har ek chij ko focus mein rakh kar ke kam karte ho tabhi aap affecting kar padhte ho to forex se achcha profit earn karne ke liye mehnat Karen aur hard work Karen aur jitna ho sake apne karm ke upar focus den
          • #6 Collapse

            Re: Mainet ke bagair kamyabi na mumkin hai

            G han forex trading aik tough business hey iss men mehnat k bagher kamyabi nhi milti aur forex trading tu totally mehnati logon ka business hey iss men jo log pahlay achi tarah seekh kar phir demo account pe practice kar k experience hasil karen aur phir regular mehnat kartay hen aur lalach aur jald bazi se perhez kartay hen woh zaroor kamyab ho jatay hen aur acha profit kama letey hen
            • #7 Collapse

              Re: Mainet ke bagair kamyabi na mumkin hai

              Ji han bilkul mehnat ke bagair kabhi bhi kamyabi Mumkin Nahin ho sakti isiliye Hamen Agar Kamyab hona hai to mehnat Ka Sath Kabhi Nahin chhodana chahie Kyunki bagair mehnat Ham kabhi bhi Kamyab Nahin ho sakte aur na hi Hamen or se Kuchh faida Hasil Hoga Mehandi log Hamesha Kamyab rehte hain aur unko mehnat ka fal Jarur Milta hai isiliye Hamen iS main bilkul bhi nahin ghabrana chahie Agar Hamen is Mein acchi kamyabi again karni hai To Hamen mehnat ke sath Apne work ko complete karna hoga aur Sahi Ham Kamyab ho sakte hain Kyunki mehnat Se Kiya Gaya kam Kabhi Bhi Na kam bhi nahin deta isiliye Hamen na Kami se bachne ke liye mehnat per focus karna hoga mehnat ke bagair Kabhi Bhi Koi Bhi task complete Nahin ho sakta aur na hi Ham Aise Kabhi Kuchh faida Hasil kar sakte hain Hamen is main Agar fayda Hasil karna hai to mehnat karna bahut hi zaruri Hota Hai
              • #8 Collapse

                Re: Mainet ke bagair kamyabi na mumkin hai

                Forex main sirf Vahi Log Kamyab hoty hai jo Yahan mehnat karte hain Kyunki mehnat ke bagair kamyabi Namumkin Hai Aur mehnat kamyabi Ki Kunji Hai Agar Ham Chahte Hain Ki Ham Forex se acchi earning kar sake aur kamyabi Hasil kar sake To Hamen chahie ki Ham Yahan mehnt se kam Karen Forex ko apni mehnat De Kyunki Jab Ham Forex ko apni mehnat Dete Hain To forex in return us mehnt Ke Badle acchi earning ki Shakal Mein kamyabi deta hai agar Ham Forex Mein ISI trha mehnt ko Jari rakhen To Ham kamyabi ki taraf Jaate Jaenge aur yahan se lifetime earning bhi kar Payenge
                • #9 Collapse

                  Re: Mainet ke bagair kamyabi na mumkin hai

                  G bilkul thk kha APNY MEHNAT K BAGHAIR KAMYABI HASIL KRNA BHT MUSHkil ha ku k jb tk ap MEHNAT nhi keen gy ap kamyab nhi ho skty is liye KAMYABI HASIL krny k liye MEHNAT bht zruri h Forex mn hm jitni MEHNAT krty hn utna hi Acha bonus r profit gain krty hn
                  • #10 Collapse

                    Re: Mainet ke bagair kamyabi na mumkin hai

                    ASSALAM U ALAIKUM,,,,,, without mehnat ke kabhi bhi kamyabi hasil nahin ki ja sakti kyunki mehnat ke bagair kamyabi namumkin hai agar Ham kisi kaam mein mehnat karte hain learning ko improve karte hain acche experience or knowledge ke sath kam karte Hain to Ham uska main jarur successful Ho jaate Hain isliye hamen chahie ki Ham apne kaam par focus Karen acche experience or knowledge ke sath apna Kam Karen apna Kam ek responsibility samajh Kar Karen Jo log Forex mein mehnat karte hain acche experience or knowledge ke sath apna Kam karte hain apna Kam ek responsibility samaj kar karte hain vah zarur kamyabi hote hain Forex mein kamyabi hasil karne ke liye bahut mehnat ki jarurat hoti hai aur jab tak Ham apni mehnat aur learning ko improve nahin kar lete tab tak Forex mein kamyabi hasil nahin kar sakte
                    • #11 Collapse

                      Re: Mainet ke bagair kamyabi na mumkin hai

                      ji han aapki baat milkar theek hai mehnat ke bagair kamyabi Forex trading main Nahin mil sakti hamen jitni jyada mehnat Forex trading Mein karni pade Karen tabhi ham kamyab ho sakte hain Jo log ise apna personal business samajhte hain aur jyadatar practice aur learning ko improve karne ki koshish karte hain vahi Forex trading Mein kam jab trater bante Hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: Mainet ke bagair kamyabi na mumkin hai

                        assalamu alaikum ji Bhai ummid khairiyat se honge aap bilkul theek bol rahe hain aisa hi hai kyunki jab tak ka forex trading mein mehnat ke sath Kam nahin karenge aap kabhi bhi kamyab nahin ho sakte forex trading mein vahi log kamyab hote Hain Jo jyada se jyada mehnat ke sath kam karte Hain to isliye jyada se jyada mehnat ke sath kam kijiye Taki aap acche se accha profit Kama sake
                        • #13 Collapse

                          Re: Mainet ke bagair kamyabi na mumkin hai

                          mehnat say apna kam nhi kuray gaay to kamyabi bh naamumkin ho giii agar humain kamyab hona hai to humain apna kam mehnat kay saath kurna ho gaa jub hum es maain achay say apn kam mehnat kay sath kuray gay to he hum es main achay saay apna kam kur pay gay to es liye humain es main achay say apna kam kurna chahiye or mehnat ky sath humain es maain apna kam kurna chahiye takeh es trah saay hum apna best day pay or apna best daynay ky bad he humaain kamyabi gain ho giii
                          • #14 Collapse

                            Re: Mainet ke bagair kamyabi na mumkin hai

                            kamyabi or mehnat yeh dono aaps mein is trah sy jury howy hain k agar aap aik ko dusry sy alag krna chahyn gy to kabhi bhi nahi ker payn gyor agar ho bhi jay to dusra by maini ho jay ga is liey mehnat kryn gy to hi aap ko kamyabi mil paygi or jo kamyabi hasil krna hcahta hai us ko mehnat hi krni ho gi or koi shortcut nahi apnaya ja skta or sath hi aap ko kamyabi bina mehnat k nahi mil skti , wo log jo mehan tsy jee churaty hain un ko kabhi bhi kamyabi nahi milti is bat ko unhy zehan mein bytha lyna chahey.
                            "Dream bigger. Do bigger"
                            (mahroosh)
                            :1f607:


                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Mainet ke bagair kamyabi na mumkin hai

                              Ji hm hamay chahiya kay mahnat kay bagair tarding karnay may asani ho is liya acha kam karnay ki koshah karhay takay acha profit hasal karnay may madad hasal ho is liya mahnat karhay agar mahnat nai kartay to kamiyabi hasal nai ho sakti kamiyabi namumkin hay forex Tarding may is liya apni life chang karna ka sonahari moka na janay day apnay hatho say hi liya mahnat kartay rahay yahi best hay tarding may hamari madad karnay kay liyaa

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X