Assalamualaikum doston Forex trading mein bahut Sare Tuze Kamal hote hain jinki base per Ham market ki position ko decide Karte Hain Ki market bullish Hai Ya bearish Hai in mein se ek hundred moving average hi hundred moving average previous hundred candles ka average hota hai yah hundred candles Ek ki din ki bhi ho sakti hai ek Hafte ki bhi ho sakti hain ek saal ki bhi ho sakti hain Jab Ham in previous hundred candles ka average Lete Hain To Hamen Pata Chalta Hai Ki market is Waqt buying trend mein hai ya seling trend mein hai dusre Lafzon mein Hundred moving average previous hundred candles ki base per Hamen future market prediction karta hai aur Hamen yah batata hai ki market Upar Jayegi ya niche ki taraf Jayegi
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим