Trade ma nuksan kis kis waja sa hota hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trade ma nuksan kis kis waja sa hota hy
    SAlam To all
    umeed hy ka ap sab khariyat sa hi ho gy
    ap ma sy jo log trade ma kam karty hy un ka pass k6 na k6 to is kam ka experince ho ga or wo log bas us time nuksan karty hy jab un ka dhyan nahi hota treade ma ya phir wo lalach kary lagty hy or
    dosri taraf wo log jo na to trade ka bary ma janty k6 janty hy or nahi ya janty hy ka trade karni kasy hy or ager ham profit ma ja rahy hy to trade ko katna kasy hy or asy log lalach buhat karty hy jis ki waja sa wo apna buhat barda nuksan kar bathty hy is liye treade ma nuksan sa bachny ka liye phly trade ka bary ma full information hasil karo or kisi asy bandy ka sath kam karo jo is ma phly sa kam kar raha ho
    ssab sa bardi bat tarding karty waqat kabhi bhi lalach nahi karni
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trade ma nuksan kis kis waja sa hota hy

    Forex Trading aik karobar hai aur is me profit aur loss dono ho jate hen. Lekin hum ye business sirf profit hi ki neyat se karte hen. Lekin baaz dafa hamen loss bhi ho jat hai. Loss k aam tawar pe chand common se wajohat hai jis ki waja se ye hota hai. Market analysis aur news k bagher trading karna, trading hamari analysis k opposing hone pe hamara emotional ho jana aur mazeed nuqsan karna, lalach me a kar kam profit na lena aur ulta nuqsan ho jana. Overtrading kar jana. Take Profit aur Stop Loss ka options na lagana. Ye chand aik wajohat hai nuqsan hai jos ki waja se nuqsan ho jata hai. Forex Trading me over-trading se account jaldi wash ho jate hn. Forex Trading me small mistake b bare nuqsan ka bahis banti hai. Pak forum me agar hamare posts aur threads hamare kaam k na ho to us ka koi faida nahi hamen apne pas mojod knowledge ko apne dosre members k sath share karna chahie, aur is k leye Pak forum aik behtareen zarya hai.
    • #3 Collapse

      Re: Trade ma nuksan kis kis waja sa hota hy

      Dear friend forex trading men nuksan ki different wajoohat hen aik tu jo log ziyada profit ka lalach kartay hen woh bari lot laga detey hen jiss ki waja se bara loss ho jata hey aur jo log jaldi men trading karen woh mistakes kartay hen jin ki waja se bara loss ho jata hey aur market trend k opposite trade laga denay se bhi bara loss ho jata hey aur market ka analysis kiay bagher direct trading shuru karnay se loss k ziyada chances hotay hen
      • #4 Collapse

        Re: Trade ma nuksan kis kis waja sa hota hy

        Walaikum Assalam trade Mein nuksan hone Ki Sabse Badi vajah yah hai ki hamare pass trading ka knowledge Nahin Hota aur Iske alava Agar Hamari learning week Hogi to Fir Bhi Humko training mein nuksan ho sakta hai trading Mein Kamyab hone ke liye hamare pass bahut jyada experience Ka Hona bhi jaruri hai aisa nahin hai ki ham log 1 aur 2 month forum per kam Karen aur Priya samjhaun ke Ham trading Mein expert ho gaye hain aur ab Humko nuksan Nahin hoga trading Mein expert hone ke liye 1 ya 2 years Bhi lag sakte hain isiliye Bistar hai hai ki Apne experience ko badhaen aur FIR trade Lagaya Karen
        • #5 Collapse

          Re: Trade ma nuksan kis kis waja sa hota hy

          ismein hamen nuksan aur subject ho sakta hai jab tak hum kisi acche senior ko follow nahin karte hain aur agar ham kisi chahie senior ka fal karte hain to hamara nuksan itna nahin ho sakta aur agar hamara nuksan ho jata hai to hamari acchi mehnat nahin ho sakti hai aur jitna bhi insan ko fayda hota hai sirf apne kam achcha karne ki vajah se hi ho sakta hai agar hamen zyada kam karna chahie to ham ismein acchi mehnat kar sakte hain aur apne aap ko nakam nahin banaa sakte jitna bhi ismein hamen ka milegi to hamari apne hi galti ho sakti hai aur agar insan apna kam achcha karta hai to usko utna hi zyada kamyabi mil paati hai aur hamen bhi apne aap ho kamyab banane ke liye hamesha ke liye apni limit puri karte rahana hoga aur agar hamari limit puri ho jayegi to hamen aur milte rahegi aur jitne bhi hamara fayda hoga to itna zyada hi hamen kamyabi milegi aur ismein hamen itna nuksan nahin ho sakta agar main ismein nuksan hoga to hamari apni galti ki vajah se hi ho sakta hai hamesha ke liye har insan ko yah sochana chahie bahut apni galti ko dekhta rahe agar ham apni galti ko dekhte hain to hamara fayda ho sakta hai aur ham achcha kam kar sakte hain jitne hamare acchi mehnat hogi to itna zyada hi hamara fayda hai aur hamesha ke liye mehnat ke sath kam kar sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: Trade ma nuksan kis kis waja sa hota hy

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Mhamza پيغام ديکھيے
            SAlam To all
            umeed hy ka ap sab khariyat sa hi ho gy
            ap ma sy jo log trade ma kam karty hy un ka pass k6 na k6 to is kam ka experince ho ga or wo log bas us time nuksan karty hy jab un ka dhyan nahi hota treade ma ya phir wo lalach kary lagty hy or
            dosri taraf wo log jo na to trade ka bary ma janty k6 janty hy or nahi ya janty hy ka trade karni kasy hy or ager ham profit ma ja rahy hy to trade ko katna kasy hy or asy log lalach buhat karty hy jis ki waja sa wo apna buhat barda nuksan kar bathty hy is liye treade ma nuksan sa bachny ka liye phly trade ka bary ma full information hasil karo or kisi asy bandy ka sath kam karo jo is ma phly sa kam kar raha ho
            ssab sa bardi bat tarding karty waqat kabhi bhi lalach nahi karni
            Assalamu alaikum wa rahmatullahi wa barakatuhu ummid hai aap khairiyat se honge trade mein nuksan bahut si vah Jo hath se hota hai jismein sabse pahle vah Jo hath ko yah hai ki ham Apne jazbaat par kabu Nahin pa sakte jiski vajah se trade mein nuksan hota hai dusri vajah ham planning Nahin karte planning ke bagair ham trading karte hain bagair trade lagate Hain teesri vah Jo hath hamara take profit ka protect lost ka kisi ko pata hi nahin take profit aur take loss hum Nahin lagate trading karne se pahle hamen ine sab chijon ko maje najar Rakh kar trade lagane chahie
            • #7 Collapse

              Re: Trade ma nuksan kis kis waja sa hota hy

              Assalamoalaikum to all members of forex g bilkul Acha thread h k hmn nuqsan q hota h first of all hm jb bhi koi professional k'am krty hn to hmn sb se ohli condition k mutabiq hmn is mn fully master hona chahiya hmn is k hr week point k pta hona chahye tky hmaray is mn nuqsan at k chances km hn r doosri condition ye h k hmn kisi bhi k'am mn jldbaazi ni krni chahiya q k jld baazi mn kiye gye 90 percent kam gr be ho jaty hn to bee fool when you are doing an online business
              • #8 Collapse

                Re: Trade ma nuksan kis kis waja sa hota hy

                Trade mn nuksan ki main wajah knowledge mein kami hy, agr apke pas knowledge kam hy tu ap hmeshan ghalat or tukke sy hi trade lgainge, jab hmein trading ke barr mn knowledge nhi hoga or na hi hmein market ke trend ka pta ho ke wo kaha move kr rha hy tu hum kaise trade lga sakte hain or kaise kamyab trade lga sakte hain, isi liye sabse pehle knowledge hasil krein uske baad demo account per practice krein or smjhein market ki movement ko or dekhein ye trade kaise ki jati hy, jb sab kuch smjh aa jaye tab original pe trade lgain takeh loss ke chance boht kam ho jain or apko profit ho ske.
                • #9 Collapse

                  Re: Trade ma nuksan kis kis waja sa hota hy

                  ager hum chahty han k humain forex main trading kerty hoay acha profit ho aur humar acount is se safe bhi rahy tu humain is amin safe kam kerna chahiy is se humara jitna balance ho humain utbni lot se trade kerni chahiy is se humain loszs klabhi bhi nhi ho ga hum risky lot se apna acount wash ker bathtty han aur jis se humain nakami ka samna kerna parta ha.
                  • #10 Collapse

                    Re: Trade ma nuksan kis kis waja sa hota hy

                    Trede main nuksan hmra apna kem konwldg or experience ki waja sa hota jeldbzi ki waja sa hota hy is lia hm bht hi soch semjh kr kam krna chya tb hi kamyb Ho ga or profit hsil kr saky ga forex bht hi acha sa business jitni mhynt kra ga utna hi kamyb Ho ga
                    • #11 Collapse

                      Re: Trade ma nuksan kis kis waja sa hota hy

                      Dear members trade Mein Insan Hamesha Hamari apni lalach ki vajah Se Hota Hai Jab Ham Jyada lalach Karte Hain Ki hamen bhi achcha profit mil raha hai Aur Bhi Jyada profit Mile To Ham Jazbaat Mein Aakar Uske mukabale Mein Aur Bhi trades Laga Dete Hain Jiski vajah se j market Hamare opposite move ka jaati hai aur Hamen uski vajah se bahut jyada loss ka Samna karna padta hai isiliye lalach Kabhi Na dikhayen aur apne aapko stable rakh k trading Karen
                      • #12 Collapse

                        Re: Trade ma nuksan kis kis waja sa hota hy

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Mhamza پيغام ديکھيے
                        SAlam To all
                        umeed hy ka ap sab khariyat sa hi ho gy
                        ap ma sy jo log trade ma kam karty hy un ka pass k6 na k6 to is kam ka experince ho ga or wo log bas us time nuksan karty hy jab un ka dhyan nahi hota treade ma ya phir wo lalach kary lagty hy or
                        dosri taraf wo log jo na to trade ka bary ma janty k6 janty hy or nahi ya janty hy ka trade karni kasy hy or ager ham profit ma ja rahy hy to trade ko katna kasy hy or asy log lalach buhat karty hy jis ki waja sa wo apna buhat barda nuksan kar bathty hy is liye treade ma nuksan sa bachny ka liye phly trade ka bary ma full information hasil karo or kisi asy bandy ka sath kam karo jo is ma phly sa kam kar raha ho
                        ssab sa bardi bat tarding karty waqat kabhi bhi lalach nahi karni
                        dear member 3rd mein Ham nuksan ya to large ki vajah Se karte Hain Ham third signal ko follow Nahin karte aur lagate Hain isliye ham nuksan mein chale jaate Hain member phospho mein kaisi farm hai jiske upar tippani lagane se working karte Hain to hamen itna hi jyada Hona chahie provide karta hai.
                        Dear member trading mein jab Ham lalach karte Hain to hamen nuksan Hasil hota hai ache ke jaam Apne lot size ko bada kar dete hain aur vah karte karte itna bada ho jata hai ki hamara account mein jitni bhi investment Hoti hai vah saya sari Jaya ho sakti hai isliye der member Forex mein agar lalach Karenge to hamen nuksan Hasil hoga.
                        • #13 Collapse

                          Re: Trade ma nuksan kis kis waja sa hota hy

                          assalamu alaikum ji bhai ummid hai aap khairiyat se honge trading major loss unhi logon ko hota hai jo sabar ke sath trading nahin karte Jo jaldbaji ke sath kam karte hain yah jinke pass market information nahin hoti kyunki market information aur experience aapka bahut matter karte hain agar aap acchi trading karna chahte hain to kyunki acchi trading ke liye aapke pass experience hona chahie aur uske sath aapke pass market information honi chahie agar aapke pass market information hai aur aap regular form per kam karte ho instaforex per aap regular trading score dekhte ho to aapko experience atomatic alaihi a jata hai isliye koshish karen ki jyada se jyada market ko time dijiye Taki aap acche se accha profit Kama sake
                          • #14 Collapse

                            Re: Trade ma nuksan kis kis waja sa hota hy

                            Ji han aapane bilkul theek kaha hai Katre Academy Aana mein kis chij ka nuksan hota hai trade kitne man Ham Hai Uska bolkar nuksan hota hai agar aap Rahe Hain To Hamen Soch Samajh Kar chahie to chahie agar aap Chahte Hain Ki Hamen kabhi bhi log na ho to aapko Ek Din Ka Amal karna hoga Agar dudh Lene Aaya Hua per ho aur donon Yagnesh ho to buy karna chahie per Ho To Kya Karna chahie Aisa Karenge to aapko Kabhi Nahin hoga hoga bahut Shukriya
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trade ma nuksan kis kis waja sa hota hy

                              Trade may noksan os wakt hota hay jab hum jald bazi kartay hay and hamay over confidence ho kar kam karhay Is liya mahnat zarori hay jab tak agay barhna hay to jitna mahnat karna bahot zarori hay jald bazi say bhi paraz karhay jo jald bazi say kam kartay hay to hamay mahnat kartay rahana ho ga mahnat may azmat hay is liya kabhi bhi nakami nai ho gi agar hum achay tarikay say trade ko safe rakha kar trade kartay hay

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X