Jaiza: currency strength meter key fawayed kia hean

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: currency strength meter key fawayed kia hean
    Currency strength meter key bahot se fawayed hoty hey, currency strength meter ko agar use kia jaye to traders ko quickly cross pairs key strength ka andaza kesi individual currency ki strength se be ho sakta hay, currency strength meter me esy calculation applies hoty hey jo key kesi be currency ki strength ko measures kar key us key strong ya weakness ko determine kar sakta hay, many traders strength meter se be market key bullish ya bearish hony ka andaza kesi 1 hi currency key strength se be laga sakty hey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: currency strength meter key fawayed kia hean

    G han dear trading karnye maliye kafi pair hai ager curency pair pay ap kam kartye hain tu es mai ap kay kafi faidye hain ap es mai acha kam karna chatye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai hamesha curency pay kam karain kiyu kay ap es mai kafi acha kam kar saktye hain ap es mai mahnet aur lagan kay sath kam kartye hain tu ap ka kam kafi acha ho jata hai aur bad mai ap es mai kamyab ho jatye hain tu curency mai aik bat common hai kay ye ap ko ager profit daitye hain tu ho sakta hai kay ap ko es mai lose bhi hota aur ye ager ap ko lose daitye hain tu ye profit bhi zaroor daitye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai acha kam karain ta kay bad mai ap kay kam ki value kafi ho jatye hain aur ap ka kam hai kay ap curency pair mai kam kartye hain tu ap kisi bhi pair mai acha kan kar saktye hain aur ap es mai kamyab bhi ho jatye hain tu ap ka acha kam ap kaliye kafi asaniya laye kay ata hai aur bad mai ap es mai kamyab ho jatye hain tu he sara kam ap ka mahnet pay he hai jub kay curency ka ye faida hai kay ye jis side say move karti hai dubara whan pay zaroor atye hain aur ap kaliye faida bhi laye kay atye hain matlab kay ap ka trade ager lose mai ja rha hai tu ap es mai aik na aik time pay apna lose recover kar laitye hain aur ap ko es mai profit bhi start ho jata hai tu ap ka kam hai kay ap es mai acha kam karain aur us time tak ap es mai waite kar kay kam kartye hain tu ap es mai kafi kamyabi patye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai acha kam kiya karain mahnet aur lagan kay sath he ap ka kam acha ho psta hai aur bad mai ap es mai kamyab ho jatye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai acha kam kiya kartye hain tu ap har pair mai kamyab hai per curency pay kam karna zayda kamyabi daita hai aur ap ko es mai kamyabi mil jatye hain ap es mai acha kam kar kay kamyab ho jatye hain
    $$$ Never Give Up $$$
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: currency strength meter key fawayed kia hean

      Currency strength meter.

      Je dear forex k currency strength meter k lae end user ko kio programing ni karna parti or strength readings ko bhot asani sy interpret kiya ja sakta hai. Esko ham forex hitmap kehty hain. Ye strong or weak currency ko detect karta hai real time k andar or eska built in alert system hota hai.


      Currency strength meter advantages.


      Forex hitmap real time forex currency strength meter hai jo har second ki update deta hai. Ye ik server or web based strength meter hota ha so user ko es k lae kio programing ni karna parti. Ye just plug and play ki sahulat ma available hota hai. Ye kisi b browser ko use kar k khola ja sakta hai. Ye mobile par b open kiya ja sakta hai or tablet par b. Ye currency strength meter kio application ni hai ye web based hota hai or andriod or iphone mobile par ye best work karta hai. Es meter ki reading price movement k 0.01% accurate hoti hai or at the same time ye bhot high precision ma hoti hai. Forex currency strength meter k hitmap ma ik second hitmap b hota hai jo fully backup system k tehat work karta hai. Hitmap ma jesy he kio problem ho to trader backup system ki taraf switch kar jata hai. Es currency meter ma alert systen b hota hai jo ye batata hai k kb currency consistent hoti hai or es sy profit hasil kiya ja sakta hai. Currency strength meter 8 difference currencies par work kar sakta hai or ye mela kar 28 pairs ko use karta hai jin ma usd cad eur gbp chf jpy aud or nzd pair combinations hai jo es meter k tehat trade ki ja sakti hai.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: currency strength meter key fawayed kia hean

        Currency strength meter say hummain just us ki strongness and weakness ka idea hojata hay achay say hein gaph ko dhte ng cheez hai akin pehlay may bitcoin kai baental saajhna paray ga kai bitc cheez hai tu primary ap ko batana chahta hbaik cryptographic money hain jo kai is waqt market pimary stocks kai bb say zaida cost peange ho raha ollar kai against aur digiurrency ka badsha kahain tu wha aur sirf 1 dollar for every exchange ho raha ais mai ap hit pull back laganacho apko ais mai parcel lagahai ais mai ap hit exchange laaty hai to aus i ap ki want part otal ho jati hai aor aus k baad ap ais market mai apna ull back laga skange kar sakty hai aor ais se faida autha sakty hai ais market mai ap jitna zayda achakaam karty hai ap ko atna hello zayda faida ho jata hai ais liay ap ais gathering standard principles ko aap ahahte Hain To aap Forexke rs ko follow Karen Noise meinaap ek hey bar Apna bitra demand send na Karen Kyunki aapko Aise circumstance
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: currency strength meter key fawayed kia hean

          Currency Strength Meter hume trading me kya faida de sakta hai apne aik ache indicator ki bat ki hai agr tu hum currency strength ko samjty hai or is per believe karte hai tu hum is per acha kam kar sakte hai.

          Trading karte howe hum daikhty hai ke currency pairs aik dosry ke against move karte hai agr USD up ja raha hai tu EURO down ja raha hota hai hum daikh sakte hai ke kon si currency ki strength power me hai or kon si currency weak hai hume agr strong currency per trader karte hai tu hume is me zaida chance hote hai ke hamri trader win kare gi

          achi trading karne ke liye hamre pass koi na koi system hona chahiye agr humre pass system nahi ho ga tu hum acha kam nahi kar sake gy.
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: currency strength meter key fawayed kia hean

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Ayn پيغام ديکھيے
            Currency strength meter key bahot se fawayed hoty hey, currency strength meter ko agar use kia jaye to traders ko quickly cross pairs key strength ka andaza kesi individual currency ki strength se be ho sakta hay, currency strength meter me esy calculation applies hoty hey jo key kesi be currency ki strength ko measures kar key us key strong ya weakness ko determine kar sakta hay, many traders strength meter se be market key bullish ya bearish hony ka andaza kesi 1 hi currency key strength se be laga sakty hey.
            Forex trading currency satrant matter ko acchi Tarah Se samajh Lena chahie Kyon case currency ke jariye se Ham forex trading Ne Achcha fayda Hasil kar sakte hain isliye IN currency ke difference ko acchi Tarah Se samajhna Hamare liye bahut jyada Jaruri hota hai Jaisa ki aap Jante Hain ki Forex trading jaise ki aap Jante Hain ke Forex trading Mein currency lean Din Kiya jata hai Jab ka real mein currency se iska Koi connection Nahin Hota ISI Tarah Jab Ham Forex trading Mein Koi share kharide hain to use Waqt Hamen sabse pahle US currency ke bare mein acchi Tarah Se information Hasil kar leni chahie keva currency week hai ya FIR strong Agr currency strong hai to uska Katha Mein US currency ko khareed Lena chahie Jab Ke Agar vah currency kamJor Hai to use Hamen kabhi bhi kharidne nahin chahie Kyon Kya Agar ham usko khareed Lenge Tu Is Tarah Se Hamen bahut nuksan ho sakta hai aur ham loss ki taraf Ja sakte hain isliye Hamen sirf strong currency Koi kharidna Chahie

            Forex trading me trade Lagate Waqt Hamen sirf currency strongness aur weakness ko mind Mein Rakhna chahie Forex trading Main currencyun Ki trading jodon Mein ki Jaati Hai Forex trading Mein Jab Bhi trade Hoti Hai To ek hi Waqt Mein Ham sirf ek hi currency ko khareed Hain Jab Ke dusri currency ko bech Dete Hain ya trading broker ke through hoti hai isliye Hamen chahie ke currency jodon ko yah to kharidna chahie ya FIR unko Bachana chahie aur jo currency takatwar hoti hai use currency ko Hamen khareedna chahie Kyunki vah Hamen market Mein Lagate Waqt bahut hi fayda de sakti hai Jab Ke Jo currency kamzor hoti hai use currency ko bech Dena chahie Kyunki Agar Ham US currency ko Nahin bhejenge to usse Hamen bahut bada nuksan ho sakta hai isliye Hamesha ko bech Dena chahie Taki Ham ismein hone wale nuksan se bachake aur Achcha fayda Hasil kar sake
            Last edited by ; 15-09-2020, 10:52 AM.
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: currency strength meter key fawayed kia hean

              forex ki trading mein humen currency strength meter ko achi tarhan se samjh lena chahiye kuen k is currency k zariye hum forex trading mein acha faid ahasil ker sakty hain is liye humen in currency k difference ko bhi achi tarhan samjh lena chahiye aur in ki achy se learning bhi ker leni chahiye aap ko ye bhi maloom hai k forex trading mein currency ki lain dain ki jati hai jab k real mein is ka currency se koi talluq nahi hota hum forex par jab bhi koi share khareedty hain tou hamen usi waqt he hamen US currency k bary mein achi tarhan se information hasil ker leni chahiye k curency weak hai ya phir strong hai agar currency strong hai tou uska khata mein US currency ko khareed lena chahiye jab k agar wo currency weak hai tou humen kabhi bhi usy buy nahi kerna chahiye
              humen trading k waqt sirf aur sirf currency k strong ya weak hony par nazar rakhni chahiye kuen k humari total trading isi par he depend ker rahi ho gi jab bhi trade hoti hai tou hum aik waqt mein aik he aik currency ko khareed sakty hain jab aik currency ko baich dety hain ya trading broker k sath hoti hai is liye hamen chahiye k currency jodon ko yah tou kharedna chahiye ya phir un ko baichna chahiye jab curency powerful hoti hai us currency ko hamen khareedna chahiye kuen k humen market mein lagaty waqt bohat he faida dy gi jab k jo currency strong nahi hai usy baich dena chahiye kuen k agar hm aisa nahi keren gy tou us se hamn bohat bara nuqsan ho sakta hai aur is liye us ko sell ekr dena chahiye
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: currency strength meter key fawayed kia hean

                Dare member aapane Humse bahut hi acchi information share ki hai ki currency strength metre ke kya fayde Hote Hain aur yah Hamen trading mein kya fayda de sakte hain Agar Ham currency strength ko acche tarike se samajhte aur is per yakin rakhte Hain To Hamen is per bahut Achcha work kar sakte hain aur ek acchi success Hasil kar sakte hain Agar Ham currency strength Ko Nahin samjhety aur na hi is per believe Karenge To Ham Kabhi Bhi Apne kaam ko acchi tarike se nahin kar sakte currency sy Ham Forex Mein acchi earning Hasil kar sakte hain aur ek Kamyab tractor ban sakte hain

                Acchi trading karne ke liye hamare pass Kisi acche system Ka Hona bahut jyada jaruri hai Agar hamare pass koi Achcha system Nahin Hai To Ham Kabhi Bhi Apne kam ko acche tarike se nahin kar sakte Jo member currency pair per apni trade ko open karte hain vah hi iss Mein Kamyab hote hain aur accha Se Accha profit Hasil kar sakte hain Jo member currency pair per apni trade ko open Nahin karte To Aise trader loss Mein Chale Jaate Hain aur jo member currency pair per kam karte hain vah Is per kam karne se bahut Achcha fayda Hasil Karte Hain Forex trading mein trading Lagate Waqt Hamen sirf currency strongness aur weakness ka ko Apne mind Main Rakhna chahie Forex trading Mein Jab trade Shuru Hoti Hai To Ham sirf ek hi Waqt Mein Ek Hi currency ko buy kar sakte hain Ham Jyada currency ko buy nahin kar sakte Agar ham Jyada currency ko buy karenge To Ham kabhi bhi successful Nahin Ban sakte ho Apne kam Mein isliye Hamen Koi bhi Aisa Kam Nahin Karna chahie jiss sy Hamen loss ho ya koi nuksan Ho Apne kam ko Soch Samajh Kar karna chahie
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: currency strength meter key fawayed kia hean

                  Forex trading mein aap relative currencies ky strength metres ko dekh kar analysis ko mazboot kar skty hain aur trading mein yeh faisla le sktay hain ky aap sell mein trade karyn ya buy mein. Yeh koi indivatoes nahin hain nah hi yeh technical analysis ka koi way hai. Balkeh aap currency strength metres ko browsers mein search kar skty hain. Aur currencies ky bary mein jan skty hain ky kia woh strong point par mojud hain ya weak points par. Aur unki value mein decline aa rha hai ya phr un ki value mein increase ho rha hai.

                  FOR EXAMPLE :

                  Agar hum currencies ky strength metres ky mutabiw dekhty hain ky Euro ki strength kam hai. Aur iski value market mein kam hain. Aur aap isky muqably mrin dekhty hain ky Us dollar market mein strong jaa rha hai. To aap in dono ki strength ko compare kar ky yeh andaza lagaty hain ky EUR/USD ky pair mein agar market selling karty hain to aap ko faida ho skta hai. Aur yeh aapko ek strong selling signal de rha hota hai is teha currencies ki relative strenghts ko aap dekh kar yeh andaza laga skty hain ky aap ko Unk pairs mein trading karty huey kis bat ka khyal rkhna hai. Aur buying par aapko profit hoskta hai ya sellings mein..

                  Istrha aapko market mein Currencies ki Potential strength ka jaiza lety rehna chahye. Yeh aapki trading mein helpful sbait ho skti hain.​ Bhut​ se Profesional traders baqi factors ko zehn mein rkhny ky sath sath jis pair mein woh trading karny ka soch rhay hoty hain to un ki strength bhi dekhty hain. Aur currncy pair ky dono elements ki strengths ko dekh kar woh acha faisla leny mein kamyab ho skty hain. Aur analysis ko mazeed behtr bna kar Confirm profits hasil kr sktay hain.​
                  Last edited by ; 15-09-2020, 12:09 PM.
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: currency strength meter key fawayed kia hean

                    is main hota is tarah se hae ke is main hamen sahe tarah se kam karna hota hae is tarah se hamen bhe cahiye ke hum is main dil se ache tarah se kam kara karen tab he to hum is main success le bhe jate hain to is se hum ache tarah se technically market ka analysis kar sakte hain tab he to hum is main mehnat kar jate hain lakin hamen cahiye ke hum is main kabhe bhe kam karna nhe chorna cahiye is ke liye hamen bhe sahe tarah se kam karna ho ga jitna ache tarah se kam karte hain hum is main se kuch na kuch gain kar he jaya karte hain to is liye hamen bhe cahiye ke hum is main technically market ko analysis bhe kar he sakte hain lakin hamen himmat nhe hrne cahiye is ke liye hamen cahiye ke hum is main is meter ka agar sahe istemal karte hain to hum ache trading bhe kar sakte hain to hamen bhe cahiye ke hum is main dil se kam kara karen hum jitna zayada is main hum kam karte hain to hum is main kuch na kuch success bhe hasil kar he jate hain lakin hamen is main kam karna he ho ga jitna ache tarah se hum is main kar jate hain kam hum is main success bhe hasil kar lete hain to is liye he to hamen bhe is main kam acha karna cahiye hota hae take hum is main kamyab ho saken or is main hum ache earning bhe kar len jitne zayada hum is main ache earning karen ge ge hum is main ho he jaen ge kamyab to bas is liye hamen bhe cahiye ke hum is main mehnat karen success hasil karne ke liye is tarah se he to hum is main kuch gain kar sakte hain agar hum is main esa kar jate hain to bas hamen himmat se kam karna cahiye kabhe bhe hamen is main himmat nhe harne ho ge take hum is main kuch gain kar saken
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: currency strength meter key fawayed kia hean

                      Ye mere bhai aapane bahut acchi information Hamare Sath share ki aur ham Yahi ummid aapse Karte Hain Ki Aap Hamare Sath Kisi Tarah Se tamul Karte Rahenge aur bahut Achcha Laga aap kya ya experience Hamare Sath share karna darasal main you Hun Main Bhi chij Ko Dekha bhi nahin hai aur padha bhi nahin hai aaj Itna knowledge mere pass Hota Hai vah Mein Apne doston ke sath aur apne members ke sath share karta rahata hun mein Dal Aaj aapane bahut acchi hai chij ke bare mein Hamen bataya hi mita currency strength metre Naam Suna Uske bare mein searching Shuru karta hun hun ki kya chij hai mere Kisi kam Mein a sakti hai ya nahin a sakti barhaal main nay aapke Sab jo hai Sune hain aur
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: currency strength meter key fawayed kia hean

                        Assalamu Alaikum dear member aapane Humse bahut hi acchi baat share Ki hi ki currency strength metre ke kya fayde Hote Hain currency strength metre ke bahut jyada fawaid Hain Forex trading Mein kam karte hue Hamen currency strength metre ko acchi Tarah Se a samajh Lena chahie Ki ye kya chij hai aur ham isase Kaise Achcha profit Hasil kar sakte hain jab tak Ham isko acche tarike Se samajhne Ki Koshish Nahin Karenge To Ham kabhi bhi nahin Jaan Payenge gy ke a ye kya hai aur ham isa se Kaise Achcha fayda Hasil kar sakte hain Forex trading Mein trade Lagate time currency strongness aur weakness ko Apne dimag Mein Jarur Rakhna chahie because Forex trading mein currency ki trading jodon Mein ki Jaati Hai Forex trading main IN currency ki len den ke Jaati Hai Jab Ke real mein is ka currency se Koi taluq nahin Hota aur jo currency strongness Ho Ham use currency ko kharidna chahie because use currency ko khareed ke Ham market mein trading karte waqt bahut jyada fayda ho sakta hai isliye Hamen Usi currency Koi kharidna Chahie jisse Hamen fayda Ho asse curreny ko bilkul bhi Na kharidi jis se Hamen loss Ho Forex trading may Jab bhe tried Hoti Hai To naHam Ek Waqt Mein Ek Hi currency ko khareedna Hota hain aur dusri currency ko sale kaya Jata Hain Hamen Hamesha currency per kam karna chahie aur ismein mehnat Karni chahie mehnat karne se hi Ham Apne kam ko acche tarike se kar sakte hain aur accha profit Hasil kar sakte hain mehnat ke bagair Ham kabhi bhi acchi success nahin kar sakte isliye Hamen mehnat karna kabhi bhi nahin chhodana chahie mehnat karke hi Ham ine Mushkil se Mushkil jiju ko acche tarike se samajh sakte hain aur apne is Mushkil kaam ko Aasan bana sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: currency strength meter key fawayed kia hean

                          Yes dear aapane bahut hi informative post Hamare Sath sher ki hai no doubt Jab Ham currency pairs per kam kar rahe hote hain to iske liye currency strength metre bahut important role play Karta Hai Jab Ham currency pairs per trading start Karte Hain To Ham Ko currency pair se related different important information Hasil karne ke bad De trading start karna hoti hai agar Ham currency strength metre ka istemal Karte Hain.

                          Beginning level par jitne bhi member Forex trading co join karte hain Unka start Hamesha currency pairs per hi Hota Hai Jab Koi member Forex trading Mein entry leta hai to vah sabse pahle slow movement wale currency pair per apni trading karta hai aur uski Baat major currency pair per trading Karke Apne profit ko maximize karne ki koshish karta hai aur Jaise he gradually uska profit or experience increased hota rahata hai vah apni trading co increase karne ke liye important factors ko follow karta hai aur hardworking karta rahata hai.

                          Dear jab aap Forex trading Mein kam kar rahe hote hain to aapko Hamesha currency strength metre ki bahut jyada help ki jarurat Hoti Hai Kyunki agar aap Forex trading par kaam karti ho ya is ko ignore Karte Hain To aap ke liye bahut jyada problem ho sakti hai isliye aapko Puri koshish Ke Nahin chahie ki aap Forex trading per kam karte hue currency strength metre ko carefully learn karne ke bad usko apni trading per apply Karen isase aapko bahut jyada advantages mil sakte hain aur different currency pairs se related exact information mil sakti hain Jiske bad aap Kisi bhi currency pair ko properly calculate kar sakte hain.
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza: currency strength meter key fawayed kia hean

                            Dear Ham Jab forex market Mein kam Karte Hain To ismein kam karne ke liye hamare pass Kis Mein different methods Hote Hain Jinke true Ham kam kar sakte hain aur ham usse Achcha profit Le sakte hain Agar Ham Soch Samajh Kar kam Karenge aur ham ismein mehnat Karenge To Hamen ismein kamyabi Mein sakti hai Kyunki Kyon yah Kaisa business hai jismein Ham jitni Jyada mehnat Karenge aur ham ismein Jitna Jyada knowledge Hasil Karke kam karte hain Hamen isme itna hi jyada fayda Hoga aur ham trading Mein Kamyab ho sakte hain Hamen ismein acche indicators aur tool Ka istemal Karna chahie.

                            Dear Jis Tarah aap ne bataya hai ki forex market Mein different methods hote hain kam karne ke liye aapke pass ismein currency satrant metre Hota Hai Jis Ham currency ko Maya karne ke liye istemal karte hain Kyunki Ham dekhte hain ki ismein bahut jyada expert traders iska istemal karte hain aur uska unhen bahut jyada fayda hota hai Kyunki aapane Agar currency per Apna Kam Karne Hai hain to uske liye aapko analysis ke dauran ismein cross pairs per kam karna hota hai jisse aapko currency ko measurement mint ke through Maihar karna Hota Hai.

                            Dear jab Ham Forex trading Mein kam karte hain to ismein hamare pass cross pairs aur ismein hamare pass single pair hote hain Jinka Ham istemal kar sakte hain aur trading Mein Ham Achcha profit Le sakte hain Agar Ham ismein currency strength metre ka istemal karte hain to uska Hamen ya fayda hota hai ki Hamen cross pair trading karne ki bahut jyada aasani Hoti Hai Ham isase aasani se apne trades open kar sakte hain aur is se Ham Apna profit Le sakte hain aur Hamen iska istemal Karne Ka Tarika demo account per like karna chahie.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza: currency strength meter key fawayed kia hean

                              Currency strength meter aik application hay jis say ham mukhtalif kisam ki currencies ki mulki aur bain-ul-aqwami satah per value ko measure karny kay liye istemal karty hain aur ham inki aik dusry per value ko jan sakty hain. Is application ka maqsad forex main currency pair main trading kay liye mawazna karna hay. Currency strength meter kay mandarja zail fawaid hain.

                              Is per daily aur latest currency ka rate show ho raha hota hay, is rate kay through har currency ki apas main pair bana kar inki aik dusry kay sath value ko maloom kia ja sakta hay.

                              Currency strength meter hamain khud bhi bata raha hota hay keh is currency ki mulki aur ghair mulki satah per kia value hay, aur ye kitni strong hay.

                              Currency strength meter application kay through hamain aik currency ki dusri currency kay muqably main weak aur strong value ki bhi hamain indication milti hay

                              Currency strength meter kay through ham quickly kisi bhi currency ko dusri kay sath compare karty hue trading decision lay sakty hain. Q keh yeh hamain inki strength bhi bata raha hota hay, jis say ham in currencies ki forex main trend ki strength bhi measure kar sakty hain.

                              Ye aik bahut he famous aur advanced application hay jisko ham mobile ya pc per install kar kay currency pair ki trading kay analysis kay liye use kar sakty hain. Agarcheh iskay kuch functions premium hain laikin phir bhi is say kafi help mil jati hay. Aur kafi time save karty huye trend ki quick prediction kar sakty hain. Ja keh iskay through ham achi trading karty huye behter earning kar sakty hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X