Re: Indicator Doji kya hai ?
Doji darassal Candle sticks chart men ak Qissam ki Candle ha ju keh jab banti ha tu bahut tawajja ka baes hoti ha
Doji ki Pahchan :-
Forex ke chart Analysis ke basic CandlesSticks pattrens men Doji ak bahut hee ahm or famous candle ha iss pahchan yeh ha keh sab se maqbool CandlesSticks chart par jab doji banti ha tu iss shadow bahut bara hota ha or Candle nah hone ke brabar hoti ha shadows aksar Candles se char gunna bare hote han baaz daffa do gunnah zeada hote han or shadows or Candle Barbar bhi hote han lakin khas pahchan yeh ha keh Candle ka koey wajood nahen hota sirf Shadows ki tarrah ak lakeer hee hoti ha ki 4 qissmen hoti ha Dragon fly , long leg Doji, Short leg Doji wagera
DOJI Ke ASSRAAT :-
yeh jab bhi chart par zahir hoti ha tu tamam Traders iss par bahut tawajja dete han keunkeh doji jab bhi zahir hoti ha Market movement agar bulish hu tu reverse Bearish ho jati ha or agar Bearish hu tu movement Bulish hu jati ha iss ka signal kam az kam 80 % Darust hota ha iss liay jab bhi doji banti ha tu iss par khoob Analysition karni chaiay keunkeh aksar Doji ki creation ke baad Market movement Long period reverse chalti ha Doji agar Support Par banne tu Market movement Bulish hoti ha agar Resistance par banne tu market movement Bearish hoti ha
Doji Candle Ki Ahmiyyat :-
Technical Analysis men yeh bahut hee karaamad signal ha iss par tamam members ko research karni chahiay keunkeh baaz Aoqaat doji ki takhleeq ke baad bhi Market same movement jaree rakhti ha tahum aesa sirf zeada se zeada 20 % tak hee ho sakta ha or woh bhi jab akasar size men Doji Candle or Shadows brabar hote han or inn ka size bhi bahut kam hota ha yani intehaey Bareek neshan hota ha

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим