try again

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    Of course agar trader ko forex business me trading karne se loss ho raha he to us ko apni loss hone ki wajah means mistakes per focus dena chahiye, aur un mistakes ki demo account per practice karni chahiye, take next time trading me koi mistakes na ho aur easily successful trade ho sakhe, and my advise to you don't follow greedy and emotion, loss in options ki wajah se hota he..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Try again and again, single loss honay ki wajah dhoondh kar us per gour karna chahiye aur us per dekhna chahiye ke kis wajah se loss huwa aur seekhna chahiye us se.
      • #48 Collapse

        Aksar log aik bar loss sey ghabra jatey hain aur disheart ho jatey hain. Hamain haar nahi manni chaheye aur apni efforts ko continue rakhna chaheye. Jab tak hamara morale up rahay ga hamaray profit lenay key chances loss key muqabley main ziada hon gey. Aaj loss ho gia hy to kal aap ko profit bhi ho sakta hy.
        • #49 Collapse

          ge han mera khyal he ye loss se seekhne ka marhala real trading start karne se pehle karn achaie q ke jab ap real trading men ajate hen to ap ke pass loss ke itne cahnce nahi hote ke us se ap kch seekh saken.
          • #50 Collapse

            je main ap ke bat se agre karta hon kah forex main jab ham log trading karte hain to hamin loss ho jata h .as lae hamin forex main bar bar mahnat karna chae .kunkah jab ham log forex main bar bar mahnat karte hain to hamare knowledge main bhe azafa hota h or hamin tajarba bhe hasel hota h .jis ke waja se ham log profit hasel kar latte hain .as lae hamin forex main try again rahana chae takah ham log ache profit hasel kar lain.
            • #51 Collapse

              forex mai trading kerna mushkil kaam mai lekin agar app mehnat kerte hai aur koish kerte rehte hai market mai tu app ko market mai return nazaar ata hai isleye hamesha koish kerte rahe market mai.
              • #52 Collapse

                yes dear ap ki baat sahi agar ap loss hota hai to ap ko loss ki waja jani chaiye or apne loss se sekhna chaiye q k ap ki mistakes b ap ki best teacher sabit ho sakti hai ap k loss mein ap ki success ka raaz b ho sakta hai
                • #53 Collapse

                  Jab tak bro learning ap apni mistakes say nahe karo gay tab tak app forex main aik successful trader kabhe bhe nahe ban sagty hen to apni mistakes ko repeat mat karein
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #54 Collapse

                    Forex trading main mistakes hoti rehti hy aur loss hota rehta hy. Hamain mistakes ko identify krna chaheye aur jin mistakes ki waja sey loss hota hy, un ko control krna chaheye. Loss sey hum different lessons hasil kartey hain aur apni trading ko perfect banatey hain. Jo log loss ko accept krtey hain wohi log is business main kamyabi tak puhanchtey hain.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X