element of risk in trading
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1261 Collapse

    yes dear app na sai kaha forex trading kerty hou risk tuo hota hai lakkin hamm risk ki ratio ko kamm ker saktey hai forex trading ma hard work ker k or zadia sa zaida experince hassil ker k hamm yaha per achi trah kamm ker sakte hai yahi best way hai risk ko kamm kerny k liye..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1262 Collapse

      Assalamu Alaikum je Han Forex main aapko profit kamane ke liye Uske Samne karna padta hai yeah her Business mein hota hai isliye tension na lay
      • #1263 Collapse

        element of risk in trading
        Assalamualaikum friends ma new user hon or ma senior members say pochna chahta hon k insta forex par business kartay hoay kaya hamin is may trading kartay wakt risk layna chahiya
        • #1264 Collapse

          Forex trading men risk kafi involve hae aur basically forex trading ik risky business hae to trader ko chaey k wo risk ko mind zaroor rakhy aur risky trading na kry aur apny account ko manage kr k rakhy risk reward ratio select kry aur usky hisaab sy trading kry kabhi b lalich men aa k barri lot na lagaey agr usko koe trade achi mazzar aa rhi hae to tab b wo risk wali trade na lagaey mera to ye mashwra hae k ap ye mind bna lo k profit aey ya na aey mgr hm ny basically loss sy bachna hae bss.
          • #1265 Collapse

            market main plane kar k hi hum sucess hon gay aur market main greed ko avoid kar k hi hum achi trade karein gay aur market main risk ko avoid kar k hi trade karni ho gi tab hi hum market main proft hasil ho k sucess hon gay
            • #1266 Collapse

              g bhai ya bat to hai kha ya aik complete business hai jis mein risk to hota he hai is mein hamin just knowledge hona chahiya jab apka pas knowledge hoga tabhe ap is mein kamyab hain is mein warna risk bhut ziyda hota hai.
              • #1267 Collapse

                Business chahe jiss feild ka bhi ho uss men profit aur loss dono hote hain, forex bhi same aik ussi tarah ka business hai jis men profit bhi hai aur loss bhi hai.
                Hamen koi sa bhi business krne se pehle apne mind men ye baat zarur rakhni chahiye k hamen yahan per loss bhi ho sakta hai forex aik risky business hai isliye hamen forex men sirf profit ko ni loss ko bhi mind men rakh ker aana chahiye hamen wo paisa invest ni krna chahiye jis k loss hone pr ham kissi barri pareshani ka shikaar ho jaen.
                Forexe men profit aur loss ham per depend krte hai k hamen forex ka kitna experence hai hamen trading ki skills aati hain ya ni hamen in san baton ko chek ker k forex trading men aana hoga.
                :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

                CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
                • #1268 Collapse

                  agar hum risk managemnt karty huway trading karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay huamy chahiey keh esmain sabar say kam karen ta keh esmain kam risk lay saky ye aik bohat acha business hay esmain khoob mehnat kren ta keh humay esmain kam say kam risk ho
                  • #1269 Collapse

                    risk to hota hay humain market main kam karny kay liye kafi risk hota hay jis say humain kabhi trade main loss hota hay or humain profit hota hay humain agr success hasil karni hay to demo ko use karna ho ga ta kay market main practice hasil ho sakay low risk hota hay or is main aik high risk hota hay ye khud par depend hota hay kis tara kam ho
                    • #1270 Collapse

                      agar hum forex trading main risk ko kam say kam rakh kar trading karna humary liey boaht behtar hota hay aur humay es business main theak say learn bhi karna chahiey aur ye aik bohat acha business hay aur es business main money management karna aur esmain lalach say bach kar trading karna bohat acha hota hay
                      • #1271 Collapse

                        yes dear market ma trade kety hoey risk involve hota hy kisi bhi market bulish ya bearish ho sakti hy lekin phir bhi ais risk ko overcome kiya ja sakta hy market news and signals ka proper timing ma istimal ker ky ais ky liye market anlysis ko madenazar rakhna zaroori hy
                        • #1272 Collapse

                          agar hum kam say kam risk rakh kar trading karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay aur humay chahiey keh forex trading main lalach na karen kyun keh lalach ki waja say market main hum nay jo kuch earn kea hota hay usko bhi ganwa sakty hay aur humay aisay nahi karna chahiey
                          • #1273 Collapse

                            je haan asay element tou hain forex trading mei theek kaha ap ney baaki business ki tarah risk shaamil hay ess mei magar aik acha trader kabhi bhi risk ki jaanib nahe jata jab kay wo khud ko secure chalata hay yehi wajha hay uski kamyabhi ki
                            :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

                            PLEASE VISIT HERE
                            • #1274 Collapse

                              forex trading main risk managmenet bohat zaroori hay agar hum esmain kam say kam risk lain gay to humari trading bohat achi ho sakti hy aur humay chahiey keh esmain theak say focus karen kyun keh focus karnay main he faida hota hay ye business bohat acha hay esmain sahi say time daina chaheiy
                              ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1275 Collapse

                                humain is main hard work kar kay achy say ana hoga is main risk to hota hay magr is main hard work karnay kay liye huamin is main npractice karna ho ga magr lack of learning say kam karty hain to kafi asani ho sakti hay magr ye khud par depend karta hay kay hum is main kis risk say kam akrty hain high risk chose karty hain kay low risk karty hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X