Apni ghalti ko hamesha yad rakhain aur usko repeat na honay dain.....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Apni ghalti ko hamesha yad rakhain aur usko repeat na honay dain.....

    bhai jaadu to khair apne haath mein hota hai, ki koi trader kis tarah se is business ko leta hai bhai, agar wo jaadu dekhna chahta hai to usko is business mein hard work jayda karna hoga bhai trading ko samjhana hota hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Apni ghalti ko hamesha yad rakhain aur usko repeat na honay dain.....

      Aslamalikum pak forex forum ek online business hay forex k business m jb insan galti karta hay to os k pass acha knowledge or experience ni hota is liay insan galti kar jata hay or jb insan k pass acha knowledge or experience ka hona both zarori hay jb insan k pass acha knowledge or experience ho GA to insan phr wohe galti kabi ni karay ga or insan jb bi wohe galti Karny lagay ga or knowledge or experience ki waja say jaldi say apni galti thk kar lay ga
      • #33 Collapse

        Re: Apni ghalti ko hamesha yad rakhain aur usko repeat na honay dain.....

        forex trading apney aap main he eak jadu ki chari hai aor is per work karna us bandya kay liye mushkil nahi hai agar wo is kay baray main kuch information rakhta hai baki agar isko seekh liya jaye to aor bhi best ho jata hai wo log bhi hein jo forex per work karna start kar detay hein but witout any skills and any learning kay us ko by chance he
        • #34 Collapse

          Re: Apni ghalti ko hamesha yad rakhain aur usko repeat na honay dain.....

          .Forex ek aisa business hai jisse aap bhut paisa kma sakte ho par uske liye aapko experience or hard work ki jarurt hai.Bina experience or hard work k aap profit le hi nahi sakte.Forex se profit lene k liye aapko skills,money management,discipline,emotions control,experience bhut jaruri hai.
          • #35 Collapse

            Re: Apni ghalti ko hamesha yad rakhain aur usko repeat na honay dain.....

            Jee hamesha pni galti ko yaad rakha keen takee agy ja k koi galti na hu dobara wohi she hamesha acha post krrn acha reply keen galtion se gureez kre or jitna hu skta profit kamaiye or jo galtian hu jati hain un mai ishlaa kre
            • #36 Collapse

              Re: Apni ghalti ko hamesha yad rakhain aur usko repeat na honay dain.....

              Jab ap trade kar raha hon to ap koi galti kar lan or ap ko us sa loss ho jaya to us sa learning karan or next time kisi kisam ke koi galti na hona da yani ka apni galti sa sekah na ka us ko apna uper heavy kar lan.
              • #37 Collapse

                Re: Apni ghalti ko hamesha yad rakhain aur usko repeat na honay dain.....

                G aapne bilkul thek bat ki hai hameen apni ghalti ko khas tor par yad rakhna chahya or usko dohrane sa parhaiz karna chahya. Ham forex forum ma tab hi kamyab r achy trader ban paen gy jab ham hard work k sath sath apni ghaltion par b ghor karen to. Hameen itminan sa beth kar aram aram sa kam karna chahya jb koi admi jaldbazi karta hai tab hi wo glti b kar baithta hai is lya kam aram r sakoon sa karna chahya.
                • #38 Collapse

                  Re: Apni ghalti ko hamesha yad rakhain aur usko repeat na honay dain.....

                  Ham is discussion per kam kar rahe hain to humko apni mistake ko rehash nahin karna chahie agar Ham is market mein ek Hi mistake bar rehash karte Hain to humko is market mein kafi jyada nuksan hota hai is market mein humko arranging karke kam karna hoga Taki Ham is market mein apne account per nuksan na Karen Jo trailer is market mein achcha kam karte hain unko is market mein kamyabi mil jaati hai humko is market mein trading plan ko follow karte tone kam karna hota hai tab ranchers market mein kamyab Ho jaate Hain is market mein humko chahie kya Ham jo bhi mistake karte hain usko apne pass note Karen aur aisi mistake rehash na Karen is tarah Ham is market mein aasani se kamyab Ho jaate Hain Jo dealers market mein apni mistakes per control karte hain vah fruitful Ho jaate Hain.
                  • #39 Collapse

                    Re: Apni ghalti ko hamesha yad rakhain aur usko repeat na honay dain.....

                    Jab koi trader loss main jata hai to reason hota hai major wo greed jab ap lalach kartay hein to wo apka account kha jati hai is liye apney greed per control karen agar ap ko forex main earning karni hai.
                    • #40 Collapse

                      Re: Apni ghalti ko hamesha yad rakhain aur usko repeat na honay dain.....

                      music Mujhe Yad Rakhna sirf karna padega Galti aapko Yad Hogi to aap Har kam Mile kam karna Shuru Karenge to aap apni Galti Yad Aaegi to apni Galti Badrinath aur budhdev Marwadi Yad aati hai aapko Apne Milte Hain honi chahie Kyunki Hota ke sath jata hai Abhi To Kam bhi ho Pata Hoga ke sath
                      • #41 Collapse

                        Re: Apni ghalti ko hamesha yad rakhain aur usko repeat na honay dain.....

                        Acche Teddy Ki Yahi Nishani Hoti Hai Ko kabhi bhi aapane galtiyan Ko Nahin to aap to koshish karen ki Aap Jo Bhi Galti hui hai aap usko Dur Ja Rahi Hoon Tumhara kabhi bhi usko Na To Nahin ho kya kar apni galti se nahin Kisi Ki essential To aapko bhi commercial enterprise a success Nahin ho sakte To Kuchh yah Karenge apni galti se jyada Se Jyada sikhane ki koshish kar sakte hain
                        • #42 Collapse

                          Re: Apni ghalti ko hamesha yad rakhain aur usko repeat na honay dain.....

                          Acche Teddy Ki Yahi Nishani Hoti Hai Ko kabhi bhi aapane galtiyan Ko Nahin to aap to koshish karen ki Aap Jo Bhi Galti hui hai aap usko Dur Ja Rahi Hoon Tumhara kabhi Galti Ko Nahin nikalenge aap to Aap Ki Main Rasool hai na isliye Main Apni Galti Sudhar Na Hoga main Bar Bar potty karne se bhi Hamen Nahin hota hai isliye main chahie kya Mein Achcha and working Karni chahie aur Usi Mein Hamari kamyabi Hai Nagar Ham aap Nahin per maujud Logon ke galtiyo se Sabak sikhane ke aapke knowledge or experience Mein jald se jald Safar ho aur aap ek successful trader Ban sake
                          • #43 Collapse

                            Re: Apni ghalti ko hamesha yad rakhain aur usko repeat na honay dain.....

                            ji han chhatra banne ke liye aapko apni galti unko dhoroner nahin chahie Bal ke unse Sabak cancel Karen tar ke dwara aisi galti hai Na Ho jisse hamen nuksan ho aur hamen market their largest karna bahut jaruri hai tabhi aapki trading mein battery a sakti hai nuksan hone per aapko emotional nahin hona chahie sabar karna chahie koshishe karni chahie aap apna timeforex trading mein itni jyada mehnat lagane se kam karenge to aapko acchi kamyabi jarur milegi
                            • #44 Collapse

                              Re: Apni ghalti ko hamesha yad rakhain aur usko repeat na honay dain.....

                              Assalamualaikum dear friend 😊😊.....
                              Galti karna koi gunah ni h ye to hoti rehti hn insan ko wesy bhi khata ka putla kaha jata h jitni ham sy ghaltyan hoti hain utna ham seekhty hain lekin un galtyon sy seekhna bht zda zruri h jitna ham seekhen gy utna hmry liye faida hy....
                              "EK HI GHALTI KO BAR BAR DOHRANY WALA SAB SY BARA BEWAQUF HOTA HAI."
                              Hamen chahye ky forex m bhi apni galtyon ko dar guzar mat karen balky un sy seekhne ki koshish kren ek bar jo galti ho jay usko Allah ki taraf sy nemat samjhen or us sy seekhen or jan'ny ki koshish kren ky wo hamen kia sabaq deny ai ti or usko kbi na dohraen isi m hmri kamyabi ka raaz poshida hai.
                              Thanks 💯💫
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Re: Apni ghalti ko hamesha yad rakhain aur usko repeat na honay dain.....

                                G han friends ap ko jab bhi trade mein loss hota Hy to its clearly mean keh ap ny khien na khien mistake ki ho gi ta hi to loss hua Hy or friends phr ap apny loss ko dhundhny ki koshish Kya krain jab ap apna loss hony ki mistake ko dhundhny j bad usy cover krain gay ta k wo mistake dubara na ho Jo ap k liay loss ki wjah ban jay to friends ap next hmesha apni mistakes sy seekhna start kr dain gay to is trah ap Apni Tamam tar mistakes ko khtam kr lain Hy or phr APKa Los hona bhi khtam ho Jay ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X