stopp loss
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    stopp loss
    forex trading mai stop loss ko bohat ziada ehmiyat hasil hai Q k is ko use krnay se ap ko ap ke har ek trade mai ap sb log save rehty hain or ap asaani se apna profit earn kr sakty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    stop loss trade main aik bohtt zarori cheez hy..stop loss ki waja say app trade main honay walay profit ko asani say bacha sakty hain..or ap k hny walay nuksan k chances bohtt zayada kam ho sakty hain
    • #3 Collapse

      assalam o alekum jee bhai ap ne bilkul theek kaha forex main stop loss boht hi inportent hai q k stop loss lagany se ap save rehty ho or good treading kar sakty ho is se apko loss ka khtra nhe hota or stop loss har treder ko use karna chahiye taky wo apny ap ko save kar k acha profit hasil kar saky
      • #4 Collapse

        bilkul sahi kaha aap ne sir stop loss se user save rehta he aur asani se profit kama sakta he
         
        • #5 Collapse

          bilkul sahi kaha aap ne sir stop loss se user save rehta he aur asani se profit kama sakta he/....
           
          • #6 Collapse

            gee haan bhai hmein apne trading mein stop loss ka istemal krna acha hota he aur is ke istemal krne se hmein apne trading mein ziada loss nhe hota he aur hm aik limit mein loss agr hote bhe he to limit mein hota he aur hm apne trading mein asane se us loss ko profit mein le ate hien
            • #7 Collapse

              j bilkul brother sahy kehray hain but trading me stop loss k liye istmal lazmi ha acha ha but if we will use this so we will not loss our trade understand brother but b carefully thank
              • #8 Collapse

                Gee mery bhai forex market mai stop loss bohat zaroori hai. agr tou ap forex market mai strategy ko follow krtay hai tou phr ap stop loss ko zaroor use krtay h gy. kyu k stop loss strategy mai zaroori hai.
                • #9 Collapse

                  Stop loss aik bohat hi achi cheez hay jo kay ap kay survival kay liye bohat zaroori hay aur ap ko forex say out honay say bachata hay kiun kay market main kisi bhi wakat ups and downs aa saktay hain jesa kay koi bhi business ho us main majood rehnay kay liye kuch na kuch tools use kiye jatay hain stop loss bhi unhen main say aik hay
                  • #10 Collapse

                    forex market mai 2 tools bohat acha hai ak stop loss aur dusray take profi. mery khayal say hum ko regular use krna chaheay. kyu k en ko use krnay say humray account wash nahi ho gy.
                    • #11 Collapse

                      agar account ko zeyda loss se bachana ho to es k ley stop loss ki option use karna bahot hi imported hay jo trader stop loss se faida nahi uta sakta hay wo achi trading kabi b nahi kar sakta hay
                      • #12 Collapse

                        g ha forex trading my stop los ko bhot ehmiat hasil hy kio k ya laga bhot zarori hota hy is sy ham zeada loss sy bach jaty hy our hamy ya account wash hony sy bcha lyta hy agar ya na lga howa ho to phr hamary account wash ho sagty hy our ham bhot loss my bhi ja sagty hy in sab bato sy bachny k liya stop loss ka hona bhot zarori hy
                        • #13 Collapse

                          Is business main stop loss ka use zaroor krna chaheye aur yeh new comers kye leye buhat achi strategy hy. Stop loss laganey sey big loss sey bacha ja sakta hy aur aap ko PC key samney bhi bethney ki zaroorat nahi hoti. Aap apni dosry kam kartey rahain aur aap ki trading continue rehti hy.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            G brother stop loss ki option bbt achi hay is ki madad way hum yeh kar sakry hain k agar hum nai kabi ghalti say market k trend k against b trade laga li to stop loss ki madad say hum zaida nuqsan say bach sakty hain. Aor yeh specially un logun k liye bht zaida faidamand hay jo market ko bht zaida time nai day sakty. Unky liye yeh option bht usefull hay.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X