heding

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #226 Collapse

    hedging aik bahut hi achi technique hai jo k forex main use hoti hai aur is sey loss kam hota hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #227 Collapse

      dear bro me ap ki bat se agree hu mojay hedging ki technique ki samjh nahin i may bhi yeah kuch na kuch helpout kerti hun tabhi loog ko bohut pasand hain mager aik logical sae baat hain tu cheez ap ko sell hi kerni hain tu wapis us ko buy kyun keraty hain traders
      • #228 Collapse

        Sure thing, greed will result in loss of money. Log illegal methods se earning krna shuru kar den ge aur phir un ko he nuksan hoga kyun k jo unko mil rha that wo us mein khush nai they. :/ Lekin Forex mein ap ko time aur knowledge ki boht zarurat hoti hai to muhje nai lgta k greed itni possible hai, jahan tk mein dekh skti hun. Because forex is only part-time job not full-time job.
        • #229 Collapse

          brother app ne bilkul thek kaha ha aur hedging k zariye sy hum kafi hud tak secure feeling kar sakte hen aur humen kam karne mien bohat zyada asani feel hoti hai
          • #230 Collapse

            G haan.hedging bhi useful hai lekin dost main to hedging majboori kay time main karta hun.ye kaam main uss time he karta hun jab meri trade phas jaati hai .mostly main stop loss he use karta hun.
            • #231 Collapse

              g han bhai sahi kaha apny k hedging aik useful techniqye hay jo k apko loss say bachati hay is main asa hota hay k ap do trades aik sath laga layty hain jis say apko market trend ka pata chal jata hay or apko loss nahene hota hay is main
              • #232 Collapse

                salam.. je bhai bohat hi acha sawal pocha apne lakin me yahan nya hun mujhe is bare me ziada kuch nhi pta lakin yeh ek bohat hi achi forum hai jis se bohat logon ko faida hota hai
                • #233 Collapse

                  hedging technique ka bohat he kam logo ko pata hai is me hota ye hai ke hum aik he waqt me buy aur sell ki trade laga detae hain jab trend buy ko jae to sell ki trade close kar detay hain aur agar sell ko jae to us ka ulat
                  • #234 Collapse

                    bro forex me hedging ek esa tool hai jis me ham trade lagate hain or us ko mukamal hone par band kar dete hain mera khayal hai ke hame isse real account me use karne se pehle demo account men use karna chahye kun ke ye buhat risky tool bhe sabhit ho sakta hai.
                    • #235 Collapse

                      forex me hedging ek esa tool hai jis me ham trade lagate hain or us ko mukamal hone par band kar dete hain mera khayal hai ke hame isse real account me use karne se pehle demo account men use karna chahye kun ke ye buhat risky tool bhe sabhit ho sakta hai
                      • #236 Collapse

                        Dear , forex k buisness mien hedging karne k liye humen ek achay knowledge aur experince ki b zarort hoti ha to phir hum is k zariye sy ham loss sy asani k sath bach skte hen
                        • #237 Collapse

                          mein is ko use nahi karta friend meine only moving average use krta hoon is se muje market ki moveing ka bata chall jata hai friend .......
                          • #238 Collapse

                            hanji bhai jan ap ne blkul thk kaha hx i completely agree with you forex trading me hm logo ko hedging se bht faida hoskta hx agr hm log is ko use krna achi trah se learn kr len
                            • #239 Collapse

                              hedging market main sell buy krnny ko kehty hian jb trader ko market ki smjh na ati ha to woh market ko hedge krta ha to mean kisi bhi pair ko sell buy kr data ha aor jb us ko trend ka pta chlta ha to us ko follow krta ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #240 Collapse

                                I think which persistence will be the an individual that creates people that we may make profit effortlessly mainly because we have been affected individual in order that we could effortlessly gain profit and also understand effectively and also he / she ought to be affected individual until most of us are able to the actual achievement effortlessly. Thanks.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X