Profit With Small lot Size: Jaiza

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Profit With Small lot Size: Jaiza
    Aslam o Alakum Dear forex members hamain Forex business main kaam karne lye ke profit hasil karne ki zrorat hoti hai our wohi hamari earning hote hain jise ham withdraw karwa sakte hain is lye hamain profit kis tarhan mil sakti hai our hamain is ke lye kia kia karna chahye our dear profit woh bhi smaal lot size ke sath to esa kis tarhna mumkin hai Dear forex members our khas kar new trader achi profit earning our big lot size ke lye haman big capital ki zrorat hoti hain to doston big lot size ke sat jahan par ap bhot zyada profit kam waqt main hasil kar sakte hain is ke sath sath ap forex ke bajaye loss bhi bhot zyada kar sakte hain our isi tarhan ye loss barh kar ap ke account ko bhi wash kar sakta hai is lye jab bhi ap kaam karna chahian to is ke lye ap ko koshish karni chahye ke kam se kam lot size use karen jitna lot size ap kam rakhian ge to us se agar ap ko loss ho bhi jai ga to ap ka account wash nhi hoga

    Dear members jo forex business main small lot size par kaam karte hain unhian bhi achi profit hoti hai beshaq is profit ko barte howe bhot sa time lag jai lekin ye ap ke account ke lye bhot zyada fiada mand hoti hai kyun ke is se ap ka account save rehta hai our wash nhi hota hamain lot size hamesha use karna chahye our is ke sath sath hamain utna lot size use karna chahye ke agar hamain market ke trend change hone par ya phir market ki aginst movement par bhot zyada loss ho jai to bhi hamare pass utna bonus our blance ho ke ham trade open kar sakian agar ap is tarhan sochian ge to ap ko small lot size se bhi achi earning ho sakian gi lekin agar ap esa nhi karte our big lot size ka use karte hain to ap ke market aginst jate hain ap ka loss beintaha barhne lage ga jis se ke ap ka acocunt jald wash ho jai ga lekin agar account wash na bhi howa to is ka nuqsan ye hai ke loss ke bad ap ko loss recover karne ke lye lot szie nhi bache ga to is cheez par ap ko bhot zyada ghoor karna chahye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Profit With Small lot Size: Jaiza

    Salam dear membersji member aapane bahut achcha topic hamesha discuss kiya hai ya port informative topic hai jaise ki aap ko pata hai ki profit vah bhi lot size se jab Ham Laut side se trading karte Hain to aap samajhne ke aapki trading bilkul sev hai kyunki jab lot size Ham trade lagate Hain to isase hamen jyada loss nahin ho sakta aur jyada chances profit ke hi hote hain agar profit aapko bilkul bhi Na Ho but lost bhi nahin hota ISI tarah Jo senior members hote Hain Jo trading mein expert hote Hain hain vah trading hamesha lot size sambhal use karte hain kyunki senior member expert trader ka kam hai kefor small lots aisa trading start karte Hain jab Ham small lot size trading karte Hain to isase hamari trade bilkul save rahti hai aur hamen sada chances nahin hote loss ke is tarah aapko chahie ki jab bhi trading Karen hamesha lot size se trading start karen beshak aapke account mein jyada balance hai jyada member lawless ki vajah se lot size big rakh dete Hain but unko chahie ke trading mein kabhi bhi jaldbazi Na Karen lot size mein kabhi bhi jaldbazi Na Karen jab Ham small lot size trading karte hain to isase aapko achcha profit Hans ho sakta hai isliye lala se dur rahe hain aur acchi earning hasil Karen...
    • #3 Collapse

      Re: Profit With Small lot Size: Jaiza

      Asalam o alikum dear forex trading main humy kam karny k leay achi earning karny k leay or successful trader ban ny k leay humy mehnat ki zarorat hoti hy is k alawa humy forex trading main hmasha lot size ka khyal rakhena hota hy q k forex trading aik bot he mushkil karobar hy hum is m lalichi ban kar or big lot size trades open kar k kbi b kamyab ni ho sakty han or na kbi kamyab trader ban sakty han forex trading main hum apni investment py jitna km risk lan gy utna he hum ziada earning karty jaian gy humy agr apny account ko safe rakh kar trading karni hy to humy hmasha small lot size trade open kar k thori thori earning karni chaey hum jab bi small lot size trade open kar k trading karty han to humy thora thora profit hasil hota hy mgr jab humy loss hota hy to wo b itna km hota hy k hum usy easily cover kar sakty han or big lot size trade m humy kbi kbar to bara profit hasil ho jata hy mgr hmasha humy profit hasil ni hota or humy jab big lot size m nuqsan hota hy to loss b itna bara hota hy k jisy hum easily cover ni kar sakty forex trading main jo trader small lot size trade open kar k earning karty han unan profit hi hasil hota hy chahy thora time lag jata hy mgr wo loss sy bachty hoay trading karty han agr hum analysis ko study kr k or market ki movement ko dakhty hoay trade open karty han mgr phr bi kbi market opposite side move kar saki hy to humy itna bara nuqsan ho sakta hy k hum apny account ko hi wash kar dan gy is leay lalich k bjaiy thori thori earning kar k hi pasa kmaian
      • #4 Collapse

        Re: Profit With Small lot Size: Jaiza

        Walaikumasalam. Ji member aap ne ek intehai ehm baat hmary samne paish ki hai. Forex trading mein beginners is bat se na waqaif hoty hain. Jab new trader market mein ata hai to market ky bary mein uska zehn yehi hota hai ky yeh market ussy jaldi jaldi ammer bana de gi. Aur dusry traders jin ky account balance bary hoty hain. Unki trades ko sekhty huye new traders bhi lot size bari rkh lety hain. Woh yeh bat nahin janty ky is se un ka account wash ho skta hai. New traders apny account ki jaldi se jaldi growth krwana chahty hain.​Aur woh yeh smjhty hain ky unky accounts achanak bary hjayen gy aur unko zeada profit dena shuru kr den gy. Lekin bari lot size un ka nuqsan kar deti hai.

        Hmain yeh bat smajhny ki zarurat hai ky hum market mein kam marty huey kabhi bhi yeh nah sochyn ky choti lot size par kam karny se hmara koi faida nhin hony wala.​ Kyn ky choti lot sizes aapky new accounts ky liye behtreen hain aur chkti lots par bhi aap ko acha khasa faida aa skta hai. Apko chahye ky trading karty hue small lots ka intekhab karyn aur choty profits ko jama karty rhayn aur kam jari rkhyn.​ Apky account ki sath sath growth krwani chahye. Is trha time ky sath apka account big account mein tabdil hjaye ga phr aap lot sizes bari rkh skty hain.

        Jo traders begining balance par hi bari trades lagany lagty hain to woh ek ya 2 loss karny mein hi apna sara accoujt wash krwa dety hain. Islye risky trading nahin krni chshye balkeh account ko manage krna sekhna chahye. Management ky sath hi aap achy traders ban skty hain aur constantly market mein trade jari ekh skty hain.
        • #5 Collapse

          Re: Profit With Small lot Size: Jaiza

          Yes dear Jab aap Forex trading Mein kam kar rahe hote hain aur money management rules and regulations ko follow karte hue apni trading kar rahe Hote Hain aapko Hamesha minimum profit Hasil hota hai Kyunki Jab aap large size ki selection minimum select Karte Hain To condition main aapko bahut hi reasonable profit mil raha hota hai isliye aapko koshish Karni chahie ki Apne account ki safety ko maintain karne ke liye reasonable profit Hasil karte ho ja Hamesha minimum lot size ki selection Karen.

          Specially jawab gold or silver per trading Kahate Hain To aap ko kabhi bhi maximum lot size ki selection Nahin Karni chahie agar aap maximum lot size ki selection Karte Hain To aapki account ke liye bahut jyada dangerous ho sakta hai Kyunki gold aur silver Jaisi comedy 30 bahut jyada movement Karti Hain Jiski Vishesh per aapko bahut jyada nuksan ho sakta hai no doubt Agar market aapko favour Karti Hai To iski against aapko bahut jyada profit bhi ho sakta hai lekin market ka idea Lagane ke liye aapko ismein expert Hona chahie Agar aapko market se related maximum experience Hasil nahin hai to aap kabhi bhi maximum lot size Ka istemal Na Karen.

          Dear jab aap gold or crude oil Pa trading Rahe hote hain to aapko koshish Karni chahie ki aap 0.01 ki lot size select Karen agar aap 0.01 ki lot size select karte hue 100 US dollar ki account ke sath apni trading kar rahe hain to aap ka account bilkul Main poochh Raha sakta hai aur aapko reasonable profit bhi mil sakta hai Hamesha apni trading Per money management rules and regulations to apply karte hue trading Karen otherwise aapke liye bahut jyada problem ho sakti hain aur aapke account ki safety level ko maintain karne ke liye aap bahut jyada Pareshan ho sakte hain.
          • #6 Collapse

            Re: Profit With Small lot Size: Jaiza

            Jab Ham Forex trading Mein kam karte hain to use Waqt Hamen chahie ke market ko acchi Tarah Se analysis kar le Uske bad is Mein Apna Kam start karen Forex trading mein agar Ham profit Hasil karna chahte hain to uske liye Hamesha Mal lot size ke andar apni trade Lagan chahie Jab Ham market Mein trade Lagate Hain to use Waqt sabse pahle Hamen Apne account mein maujud balance ko acchi Tarah Se check kar lena chahie Agar usmein balance jyada hai to use mutabik Hamen Small lot size Mein Apne rate Lagani chahie Agar Hamara account mein maujud balance bahut Hi Kam Hai To Hamen chahie ki Ham market trade na lagaen Bal ke trade ko close kar den Is Tarah Se Ham nuksan se bacha Sakenge aur apne account ko seve Rakh Sakenge

            Ek Achcha trader wahi hota hai jo market ki movement ko Dekhte Hue hi market Mein trade lagata hai aur usse acha profit Hasil kar leta hai Hamen market Mein Big lot size ma trade Nahin Lagani chahie Kyunki Big Lot size ke andar sirf Vahi log trade Lagate Hain Jo ke market Mein trade Lagane ke expert hote hain vah is mai trade lagakar Achcha Khasa profit Hasil kar lete hain lekin jo ke beginner hote hain unhen chahie small lot size mein apni trade na lagaen bal Ke vah Samal lot size ko use Karen aur is Mein Hi apni trade lagaen Aur Is Se Achcha profit Hasil kari

            Forex trading Mein kam karte waqt Hamen chahie ke Forex trading ki movement ko Dekhte Hue hi market Mein Apni trade lagaen Agar market uptrend ya FIR downtrend Mein main move karti hai to use Waqt Hamen market mat rate Lagani chahie Jab Ham use market Mein lagaenge To Hamen Se Achcha bonus Hasil kar Sakenge aur jab market sideway main move karti hai to use Waqt Mein trade Nahin Lagani chahie Agar Ham use market trade Laga Denge Tu Is Tarah Se Hamen nuksan ho sakta hai isliye Hamen chahie ki Hamen Apna Kam Soch Samajh Kar karna chahie
            • #7 Collapse

              Re: Profit With Small lot Size: Jaiza

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Kamran3536 پيغام ديکھيے
              Aslam o Alakum Dear forex members hamain Forex business main kaam karne lye ke profit hasil karne ki zrorat hoti hai our wohi hamari earning hote hain jise ham withdraw karwa sakte hain is lye hamain profit kis tarhan mil sakti hai our hamain is ke lye kia kia karna chahye our dear profit woh bhi smaal lot size ke sath to esa kis tarhna mumkin hai Dear forex members our khas kar new trader achi profit earning our big lot size ke lye haman big capital ki zrorat hoti hain to doston big lot size ke sat jahan par ap bhot zyada profit kam waqt main hasil kar sakte hain is ke sath sath ap forex ke bajaye loss bhi bhot zyada kar sakte hain our isi tarhan ye loss barh kar ap ke account ko bhi wash kar sakta hai is lye jab bhi ap kaam karna chahian to is ke lye ap ko koshish karni chahye ke kam se kam lot size use karen jitna lot size ap kam rakhian ge to us se agar ap ko loss ho bhi jai ga to ap ka account wash nhi hoga

              Dear members jo forex business main small lot size par kaam karte hain unhian bhi achi profit hoti hai beshaq is profit ko barte howe bhot sa time lag jai lekin ye ap ke account ke lye bhot zyada fiada mand hoti hai kyun ke is se ap ka account save rehta hai our wash nhi hota hamain lot size hamesha use karna chahye our is ke sath sath hamain utna lot size use karna chahye ke agar hamain market ke trend change hone par ya phir market ki aginst movement par bhot zyada loss ho jai to bhi hamare pass utna bonus our blance ho ke ham trade open kar sakian agar ap is tarhan sochian ge to ap ko small lot size se bhi achi earning ho sakian gi lekin agar ap esa nhi karte our big lot size ka use karte hain to ap ke market aginst jate hain ap ka loss beintaha barhne lage ga jis se ke ap ka acocunt jald wash ho jai ga lekin agar account wash na bhi howa to is ka nuqsan ye hai ke loss ke bad ap ko loss recover karne ke lye lot szie nhi bache ga to is cheez par ap ko bhot zyada ghoor karna chahye.




              Walaikum salam G dear apny bilkul theek kaha hai , apki bat sy agree krta hun , Forex mai hamesha jab new members join hoty hain , technicall analysis ky bad or Demo account py practice ky bad jab live trade mai jaty hain tu us time hamen basic Lot small size ka istemaal krna chaiye .Iss sy sub sy bara faida yh hota hai ky Hamar account zyada nuqsan sy bach jata hai ager hamari trade kisi news ki waja sy ya analysis glt hony ki waja sy trend ky reversal ho jaye. Iss ky bad dosra faida yh hai ky hamara account jaldi wash nhi hota , yani ager hum basic lot size yani 0.01 ko set krty hain or hamary account mai 50$ pary hain tu hamara account ager loss mai jaye ga tu zyada niqsan nhi ho ga balky kuch sents downjayen gy.Iss jy bad next faida yh hai ky market ky analysianko ap achy sy judge kr ky trade ko end up kr skty hain.Small lot sy profit kam zarooor atabhai magar hamara account mehfoooz rhta hai kisi kisam ka bhaari nuqsan nhi hota.Ager new kis waja sy hamari trade loss mai bhi jaye tu hamara nuqsan kam hota hi.
              Ager hum bari lot ka used krty hain tu hamary account mai minimum 100$ a iss sy upper ka account balance hona chaiye.Small lot py Gold ka trade kia jaa skta hai. Magar bari lot ky account ka zyada hona zarooori hai.Thanks.
              • #8 Collapse

                Re: Profit With Small lot Size: Jaiza

                lot size jitna hamara kam hota hay wo hum logon kay liay hamaisha he faidah mand hota hay ap bhi kam rkhain ni hoti aisy time mai ap ais market mai misfortune karty hai aisay ap ko ais arket mai aik systamal Ni kea ha jis principle hegding or scalping dnu Kar sakun abi tak asi koi methodology istamal Ni ki h mulish typical exchging karta hon ya purchase karta hon uphel ya obstruction level sy phr apnyexamination kar k koi exchane laga laa hon barhal abi tak koias benefit has ni kea ha is ley na he koi system seeki ha or na he arranging istamal ki ha is ley mujy in ka koi tought Ni a isabi tak funamental ordhon hitMary aan Itna Bada account istemal nahin kiya hai jismein ladkiyan aur spell scalping donon karna greetings koi tarike ka Sikha hai aur na hey arranging istemal ki hai isliye Mujhe Inka
                • #9 Collapse

                  Re: Profit With Small lot Size: Jaiza

                  G bilkull friends hame forex trading karte waqt lot ka size kam se kam rakhe q keh jab ziada lot ka size hogaa to hamara account risk par hogaa q keh ziada loss se bht kald hi hamara account wash hoo sakta hai friends forex aek bht acha business hai lekin is me axhi earning wohi lar sakta hai friends jo samjhdaari ke saath work kare jo ziada experience aor sabar ke saath trading kar ke ap aek.acha profit gain kar sakte hai friends mehnat kare dear me samjhta hoo keh ham small lot ke saath aek bht acha profit earn kar sakte hai jis se hamara account bhi mehfioz rahe gaa agar ap ziada profit ke lalach me lot ka size barhaa den ge to hame ziada losa hoo sakta hai is liey dosto mehnat karte rahe aor saath me apne account ko bhi safe rakhe q keh kamiaab trader wohi hai jo acha profit bhi earn kar le aor apne account ko bhi loss se mehfooz rakh sake tabhi ham forex me aek successful trader ban kar ziada se ziada money earn kar sake ge .
                  • #10 Collapse

                    Re: Profit With Small lot Size: Jaiza

                    Forex trading mein kam karte hue Agar Ham Achcha profit Hasil karna chahte hain To Hamen chahie ki Ham Small lot size ka Jyada istemal Karen Hamen market Mein Big Lot size main trade bilkul bhi nahin Lagani chahie because Aisa karne se Ham loss Mein Ja sakte hain Hamen Hamesha Samll lot size mein trade Laganii chahie Jab Ham gold aur silver per trading Karte Hain To Hamen kabhi bhi maximum lot size ki selection Nahin Karni chahie agar aap maximum lot size ki selection Karte Hain aapke account ke liye nuksan dehay ho sakta hai aap los Mein Ja sakte hain aap ka account band ho sakta hai isliye Aisa kam bilkul Bhi Na Karen market ka idea Lagane ke liye aapka expert Hona bahut jyada jaruri hai Jab aapke pass Achcha experience hoga to tab hi aap market ko acche tarike se samajh Payenge aur acche tarike se learn kar Payenge aur Market Mein acche tarike se trade Laga Payenge isliye agar aap Achcha experience Hasil karna chahte hain to aapko chahie kya aap demo account per practice Karen aur Udhar Se Achcha experience Hasil Karen aur ek accha tractor wahi hota hai jo market Ko dekh kar hi trade lagata hai market Ko Dekhe bagair bilkul bhi trade nahin Lagani chahie

                    Big Lot size ke andar Hamesha Vahi log trade Lagate Hain Jo bahut jyada experience rakhte hain aur Jinke Paas bahut jyada knowledge Hota Hai Agar Ham Apne kam Mein acchi earning Hasil karna chahte hain aur Achcha profit gain karna chahte hain To Hamen chahie ki Ham Saml lot size per hi trade lagaen trade Lagate Waqt Hamen kabhi bhi jaldbaji nahin Karni chahie Soch Samajh Kar trade Lagani chahie Taki Ham Achcha bonus hassil kar Saken
                    • #11 Collapse

                      Re: Profit With Small lot Size: Jaiza

                      assalamu alaikum ji bhai ummid hai aap khairiyat se honge aap bilkul theek bol rahe hain aisa hi hai kyunki jab tak aapke lot size Mal Ho ki to aap safely trade kar sakte hain agar aap jyada lot size ki trade istemal karenge to aapko loss bhi jyada hoga isiliye main aapko yahi mashwara deta hun ki agar aap sev trading karna chahte hain aur market mein survive karna chahte hain to aapko jyada se jyada small lot size ka istemal karna hoga kyunki agar aap big lot size ka istemal karenge to aapko loss bhi jyada hoga isiliye koshish karen ki hamesha small lot size ka istemal Karen Taki aapko agar Loss ho to vah kam se kam ho

                      Small lot size ke advantages:

                      small large size ke bahut se advantages hai kyunki agar aap forex trading mein small light size istemal karte Hain to agar aapko Loss hoga to uski ratio bahut kam hogi kyunki aap ki small size trade lagi hoti hai to Jo log forex trading mein trading karte hain aur unka account small hai itna Bada account nahin hai to Mera unko yahi mashwara hai ki vah small lot size istemal Karen kyunki agar aap big lot size istemal karenge to Las hone ki Surat mein aapka account wash ho sakta hai isiliye koshish karen ke lot size ko small small rakhen Taki aap acche se accha profit Kama sake

                      Small lot size ke disadvantages:

                      ji friends Jahan per small large size ke bahut se advantages hai vahan sabse bada disadvantage yah hai ki agar aap trade lagate Hain aur aapki trade profit mein jaati hai to agar aapane small lot size lagaya hua hai to aapko profit bhi kam se kam hoga kyunki aapka profit aapki large size par depend karta hai aap ki jitni jyada Laut badi lagi hogi usi hisab se aapko profit bhi jyada se jyada milega isiliye small lot size ka sabse bada disadvantage yahi hai ki small lot size main aapko Las ho to vah to kam hi hota hai lekin agar aapko profit vah to vah bhi kam
                      • #12 Collapse

                        Re: Profit With Small lot Size: Jaiza

                        Agar Ham Forex ki market Mein order lagana Chahte Hain Agar Ham market Mein trade open karna chahte hain To Hamen acchi lot size Lagani Hogi ya nahi Jab Ham market Mein trade Lagate Hain To Hamen lot size ko select karna hota hai Hamen Apne capital ke mutabik lot size Lagani Hogi Fir Bhi Ham profit Hasil kar Sakenge Agar hamare pass capital Kam Hai To Hamen Ishq kam lot size select Karni chahie Agar hamare pass capital Radha Hai To Hamen Jyada lot size selection Karke market Mein trade Lagani ho iska Hamen bahut benefit Hansi ho jata hai Hamen Jyada profit Mil Jata Hai dear friends Hamen lot size ko Soch Samajh Ke Lagana chahie ismein Agar Galti Ho Jaaye To Hamara account nuksan mein chala jata hai aur Hamara Sara capital khatam ho jata hai dear friends Agar Ham market mein Soch Samajh Kar kam Karte Hain To hamen kamyabi bhi mil jati hai aur Hamen Achcha profit Mein Mil Jata Hai Hamen market ko analyse Karke isliye trade open Karni chahie aur acchi lot size Lagani chahie FIR Ham nuksan se bas Jaate Hain aur munafa Kama lete hain Forex Ek bahut bada business hai ismein Laut Lagane ke liye hamare pass sabse Pehle Laut Ke bare mein full knowledge Ka Hona zaroori hai ya nahin Hamen Pata Hona chahie ki Ham kitne capital per Kitni lot size select Karenge aur Jiska Hamen fayda Ho Lotus eyes in the gane ke bagair trade kabhi bhi nahin open multi trade ko open karne ke liye pahle lot size ka select karna Jaruri hota hai FIR bad Mein Ham market Mein trade hopen kar lete hain aur Hamen look Tanya profit ho jata hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Profit With Small lot Size: Jaiza

                          kuch is tarah k traders bhi hote Hain ki jaan ka yah khyal hota hai ki unke pass balance maximum hai aur is ki vajah se vah members apne trading ko acchi tarah nahin karte Hain agar members ke pass maximum balance bhi hoga to fir bhi members ko apni trading bahut acchi tarah Se aur careful karna hogi aur lot size ka istemal soch kar karna hoga aur members ka yah khyal sahi nahin hai ki agar unke pass achcha balance hai to vah big lot size Ka istemal karke aur maximum profit hasil kar lenge UN members ke mind mein yah baat bhi honi chahie ki agar vah big lot size ka istemal karenge tu is tarah Se unko big loss ho sakta hai aur sirf profit hi nahin hota lot size ka istemal kis tarah Se karna hai yah har member ko maloom hona chahie aur agar members iske bare mein acchi tarah maloom nahin karenge to trading mein nuksan hoga members ko jab trading mein nuksan Ho jata hai tu is tarah Se members ko hua nuksan recover karne ke liye aur bhi maximum mehnat karna hoti hai aur is tarah Se time waste hota hai isliye har member ko chahie ki vah apni trading ko kabhi bhi maximum risk lekar na Karen aur apni trading ko acchi tarah Se continue karne ke liye careful hokar isko Karen senior traders apni trading mein isliye successful hai ki unko trading se related har baat ka acchi tarah Se maloom hota hai aur vah apni trading ko careful hokar kar rahe hote Hain junior members bhi agar apni trading ko careful hokar karenge tu is tarah Se nuksan maximum nahin hoga
                          • #14 Collapse

                            Re: Profit With Small lot Size: Jaiza

                            forex trading ka business aik risky business hai jis main jitna risk hoga otna he hmain loss hoga es liye aghr ap forex main kamyab hona chahty hain tu apko apni trading main risk ko manage kar k apni trading krna hogi q k jub tak apki trading main risk ko manage nahi karengy ap tab tak achi trading nahi kar skty hain es liye apko chahye k ap sub apni trading small lot size k sath karen q k jitni lot hogi otna he risk hoga or aghr ap small risk k sath apni trading karengy tu apko apni trade mains mall lot set krna hogi jis k bad ap apni trading main kamyab ho skty hain or achi earning kar skty hain small risk k boht se faidy hain jin main sub se pahla faida tu yah hota hai k apko loss hony k chances bhi kam hoty hain sath main apka account bhi secure rahta hai es liye hmaisha soch smjh kar or apny account ko secure bana kar apni trading karny main he faida hai jis k sath ap kamyab ho skty hain or achi earning kar sty hain achi earning k liye kbhi bhi lalach na karen q k ub ap lalach karengy tab he ap nakam hongy or apni trading main loss karwaengy or apko kbhi bhi forex main achi earning nahi mily gi es liye hmaisha soch smjh kar he trading karen jis main ap aik achy tarder bhi sabit hongy or apko apni trading k liye account ko save rahy ga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Profit With Small lot Size: Jaiza

                              Asslam Alaikum dear forex member forex me sb se khas or ehm chiz profit hy tmam log sirf or sirf profit ky liye mehnt kr rhy hoty hen jin ka experience or knowledge zyada hota hy vo zyada profit hasil kr lety hen or jin ko zyada smjh nhi hoti forex market ki vo apna loss krwa beth'ty hen or kai dfa apna account bhi wash krwa beth'ty hen zyada profit hmary bs me to nhi hy mgr phir bhi bht si esi tricks hn jin ko smjh kr hm apna profit brha skty hen or loss k chamces km se km kr skty hen or ap ne bilkul thek kha lot size jitna km hoga loss k chances utny hi km ho jaen gy or profit bhi hoga is trha technical tools ko smjhna zyada zruri hy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X