Long term trading ka kya nuksan hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Long term trading ka kya nuksan hay?
    dear member Mera sawal yah hai ki aksar members sat suna hai long term trading nahin karni chahie to iski kya reason hai kindly mujhe bhi guide kar den ky trading kaise karni chahie long-term se aksar member kyon rote Hain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Long term trading ka kya nuksan hay?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Dawood4092 پيغام ديکھيے
    dear member Mera sawal yah hai ki aksar members sat suna hai long term trading nahin karni chahie to iski kya reason hai kindly mujhe bhi guide kar den ky trading kaise karni chahie long-term se aksar member kyon rote Hain?
    bro long term trade ke nuqsan bh hai or faide bh hai to me smjha to ke hame koi trade jo hame lgta hai ke market hame agr ham market ko long term me rakhte hai market hame acha profit de skti hai to hame chaiye ke ham phr trade ko long term me rakhen lekin arg hame lgta hai ke market loss me ja skti hai to hame chaiye phr ham short term me hi trade ko close krdena chaiye or is ka idea apko candelstick pattern chart or trading signal se mil skta hai
    Last edited by ; 14-09-2020, 04:12 PM.
    • #3 Collapse

      Re: Long term trading ka kya nuksan hay?

      Long term trading Ka Koi nuksan Nahin Hai Magar Ham long term trading tab kar sakte hain Jab Hamare account mein balance Jyada Hoga long-term Mein Agar kabhi Laut aur Jaaye to vahan utna hi jyada profit bhi Hota Hai Magar long term trading karne se pahle Hamen Apna account aur money management ko check karna chahie Agar Hamara account Achcha hai To Hamen longdom karna chahie Varna Hamen short-term se kam karna chahie
      • #4 Collapse

        Re: Long term trading ka kya nuksan hay?

        Dear member long term trading kabhe bhe kam balance waly account py nahn krni cahhea q k is sy apka account wash ho jata hai or signal py lagaye gae trade long term nahn hoti is liye hamein chahea k agr km balance gai yani new traders ka to wo loot size kam rakhein or trade py thra profit bhe aye to close kar lein trade q k unka account wash hony ka zada khatra hta hai so ziada balance waly account oy risk lea ja skta hai par ap signal py trade lagaya karein to he behtr hoga..
        • #5 Collapse

          Re: Long term trading ka kya nuksan hay?

          Dear friend forex trading men jo log long term trading kartay hen unn ko apni trade men bahut ziyada wait karna parhta hey aur ho sakta hey acha profit bhi nah milay aur long term trading karnay se wait aur sabr karna parhta hey aur long term trading ki waja se daily profit kamana mushkil hota hey iss liay koshish karen k short term trading pe focus karen
          • #6 Collapse

            Re: Long term trading ka kya nuksan hay?

            Assalamu Alaikum Mere Pyare Forex ke doston Pakistan Forex form Ek bahut Achcha online trading ka business hai ismein long trend trade karne ka koi nuksan nahin Hota lekin vah traders jank ka account balance big hai Ke Liye Hai Jin ke pass jyada ho kam account wale Logon Ko chahie long term trading naamkaran
            • #7 Collapse

              Re: Long term trading ka kya nuksan hay?

              Hello doston long term trading se aap fayda bhi utha sakte hain aur nuksan bhi ho sakta hai fayda yah hai ki long term mein agar nuksan ho raha hai to aap usko recover kar sakte hain agar aapke account ka balance achcha hai aur long-term mein agar market aapko loss sir cover nahin kar paati to uska jyada nuksan hai jyada nuksan account wash hone ka hota hai
              • #8 Collapse

                Re: Long term trading ka kya nuksan hay?

                Dear long term trading mein humain profit ka bahut intezar kerna hota hai aur agar loss ho tou bhi bara hota hai aur balance bhi zayada chahyea hota hai agr ham market ko long term me rakhte hai market hame acha profit de skti hai to hame chaiye ke ham phr trade ko long term me rakhen lekin arg hame lgta hai ke market loss me ja skti hai to hame chaiye phr ham short term me hi trade ko close krdena chaiye or is ka idea apko candelstick pattern chart or trading signal se mil sakta hai iss lye aap ko forex mein her kaam soch samajh ker kerna chahyea
                • #9 Collapse

                  Re: Long term trading ka kya nuksan hay?

                  Assalamualaikum date Forex member Mein karta hun aap log khairiyat se Honge ji han bhai jaan aapane bahut hi Pyari Baat Kiya Ki long time trading Ke nuksan Aaj bahut jyada hai agar aap long type trading Karte Hain To usse aapko bahut hi jyada loss ho sakta hai Kyunki aap Parvat kitne Chahat Ko Nahin dekh Sakte kabhi bhi marketing ka Kuchh Nahin Pata Hota Market 1 minut Mein Upar aur ek minute mein nahin Ho Jaati Hai isliye aapko chahie ki aap long time trading Naat Karen aap apni bahut Thi Apne Samne trading ka jitni Aap Jo Se Kya poochhne Ke Dil Kare kabhi bhi long pant credit mat kijiega Varna aapko Aur nuksan Hoga aap loss kar baithenge aapko chahie ki aap short term trading Karen Jitna Bhi aapko profit Hasil a 203 Dal Patni trade ko band kar dena chahie agar aap Aise Karenge to aap kabhi bhi pura pata nahin kar sakte
                  • #10 Collapse

                    Re: Long term trading ka kya nuksan hay?

                    Assalamu Alaikum, mere experience ke mutabik long-term ka koi bhi nuksan nahin hai agar acha experience ho to, lekin long term trading karne ke liye hamen acchi investment chahie kyon ke hamen long time ke liye apni trade hold rakhni hoti hai, bahut se professional trader long term trading karte Hain aur accha profit hasil karte Hain.
                    Instaforex is the Best broker
                    • #11 Collapse

                      Re: Long term trading ka kya nuksan hay?

                      g agr hm trading ky liy lots ko itna long use kar rhy hoty hn kh hmyn ratooo raat hi aik achi earning gho jy ar hm aik ahy traders bn jyn aar apni skills ko bb bhytr sy bhytr bana sakkyn to yy kbhi bb nhi ho sakta hmyn hmysha soch samajh kar hi kaam karna ho ga ar aik achi trading karni ho gi taakh hm km sy km loss ar ziyad sy ziyada profiot ko earn kar sakkyn ar aik bary loss sy bach kr hi kaam kar sakkyn jo kh aik achy traders ki nichani hy
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Long term trading ka kya nuksan hay?

                        Assalamu Alaikum Rahmatullahi Barakatuh Amrit ke Tamam Forex member ke aur Inshallah Sahi Honge bhajan aapka swagat hai ki long trade ka nuksan hai aapane bilkul theek Kaha mujhe lagta hai ismein nuksan kabhi kharcha ho sakta hai aur ismein profit bhi ho sakta hai Hamen Soch Samajh Kar kam karna chahie Soch Samajh Ke trading karne chahie Agar Ham Soch semester trading Karenge To Aise Hamara Apna Pata Hai koshish karen ke apni senior se Iske bare mein maloomat Hasil Karen Agar Ham Soch Samajh Ke aur apne senior Se mashhur Lekar is per trade Karenge To Aise Hamara profit Hoga Agar Ham jaldbazi Karenge to Kafi nuksan Hasil Karenge

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X