signals k bary mein apni raay dyn.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    signals k bary mein apni raay dyn.
    dear all,kaisy hain aap sb log????? umeed krti hun k sb khyreat sy hongy. mein ny dykha hai k aaj kuch log signals ki bat ker rahy hain k signals per trade krni chahey . to mein ny bhi socha k mein bhi q na apna aaj ka topic yahi bna lun ot mein aap sy aap ki raay janna chahti hun k aap ki nzer mein kya theek hai k hm signals per trade kryn????? dear all mujhy to lgta hai k is trha ki agar kisi ki soch hai to wo to phir kabhi forex mein kamyab nahi ho skta q k forex trading aik aisa business ahi jis mein aap ko pehly achy sy smajh ker phir is mein trding krna hogi or yeh to hota nahi hai k aap bina is emin kam kiye tradign krny lg jayn or aisa kon hai jo aap ko bina kisi faidy k signals dyta rahy or agar koi dy ta bhi hai ot kitni dyr signals dyta rahy ga or yeh bhi sure nahi hai k wo signals theekbhi hain ya ghlt hoty hain. to aap sb ka kya khyal hai is bary mein please mujhy btayn.
    "Dream bigger. Do bigger"
    (mahroosh)
    :1f607:


  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: signals k bary mein apni raay dyn.

    اصل پيغام ارسال کردہ از: mahroosh پيغام ديکھيے
    dear all,kaisy hain aap sb log????? umeed krti hun k sb khyreat sy hongy. mein ny dykha hai k aaj kuch log signals ki bat ker rahy hain k signals per trade krni chahey . to mein ny bhi socha k mein bhi q na apna aaj ka topic yahi bna lun ot mein aap sy aap ki raay janna chahti hun k aap ki nzer mein kya theek hai k hm signals per trade kryn????? dear all mujhy to lgta hai k is trha ki agar kisi ki soch hai to wo to phir kabhi forex mein kamyab nahi ho skta q k forex trading aik aisa business ahi jis mein aap ko pehly achy sy smajh ker phir is mein trding krna hogi or yeh to hota nahi hai k aap bina is emin kam kiye tradign krny lg jayn or aisa kon hai jo aap ko bina kisi faidy k signals dyta rahy or agar koi dy ta bhi hai ot kitni dyr signals dyta rahy ga or yeh bhi sure nahi hai k wo signals theekbhi hain ya ghlt hoty hain. to aap sb ka kya khyal hai is bary mein please mujhy btayn.
    Assalam.o.alikum dear brother kese hai ap umeed krta ho ke ap kheriyat se honge g brother apka sawal kafi interesting hai me ye smjhta h oke hame chiaye ke ham jo hai trading me signals ko zarur follow krna chaiye ke because signals agr ham ko nh ayenge to ham trading me exepert nh ban skte or aese hi sirf signals nh hai kafi chezen hai jese for example apo jo hai wo achi tarha chart ko read krna aa cahiye or chart ke sath sath apko candel sticks pattern ko smjh ana chaiye ta ke jb ake pas thori bht bh knoweldge hogi pattern ke bare me chart ke bare me signal ke bare me to ap kafi achi tarha market se profit earn kr skt hai
    • #3 Collapse

      Re: signals k bary mein apni raay dyn.

      Assalamu Alaikum dear Forex member Umeed karta hun aap log khairiyat se Honge aur Forex Jyada Se Jyada profit Hasil kar rahe Honge ji han bhai jaan aapane bahut hi Pyari Baat ke main aapke pass hi Galiyon ke signal ke bare mein Rahane dijiye aapko chat puchta hun Karni chahie Jab aapke pass kis chij ka signal Ho aapke pass koi Achcha signal Jab aapke pass Achcha signal Hoga aapka bhi jakar acchi trade kar Payenge otherwise aap acchi trade nahin kar Payenge isliye aapko chahie kya aap signal ko dekh kar hi trade Karen signal ko dekh kar hi trading Karen jawab signal Ko Dekhkar trading Karenge tab aapko Jyada profit Aise log aapko chahie kya aap forum par set karne ke liye kamyabi Hasil karne ke form ko Jyada Se Jyada time de aur isko per Jyada Se Jyada hard work Karen Taki aapko signals Ka Pata Chale
      • #4 Collapse

        Re: signals k bary mein apni raay dyn.

        Dear members hmy signal ko mukml follow krna chaey q k inko follow.kr k hm acha profit hasil.kr skty hain Hamen chahie Ham Forex form per acchi informative post kat ke bonus Hasil Karen Osbourne was portrayed Mein lagakar Saccha profit Hasil Karen trade Mein Gayab hone ke liye Hamen signals ko mukmmal Salon karna chahie Jis Tarah Ham signal ko mukmmal fallen Karenge aur Tarah Ham profit Jyada kama sakte hain aur lose sy buch sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: signals k bary mein apni raay dyn.

          Mere mutabik ju signals hen wo ya tu ap khud create kr skty hun tb ap uspe amal ya phir ability na hu tu apko chahye k signals paid groups se bhi le skty hen aur free apps ju reliable hen unse bhi le skty hen jesa k instaforex signals app app agr in apps k through koi signal len gy tu ye trusted signal m shumar huga aur is trah se apko koi masla bhi nahi huga inke ander
          • #6 Collapse

            Re: signals k bary mein apni raay dyn.

            Assalamoalaikum dear forex member

            G han forex member humri signal ko follow krna chaye agr hum signal ko follow krty tou is sy hamy acha profit hasil ho skta hai aur kamyabi b hasil ho skti hai signal ko follow kr k hum aur zyda prfti hasil kr skty hai shokria....
            • #7 Collapse

              Re: signals k bary mein apni raay dyn.

              Signals py trade karny py profit k 90%chances hein or ye mera personal experience hai so jab bhe signal mily to agr apka balance km hai to loot size kam kar k he trade laga lea karein par lazmi lagaya karein or ise sy aoko experience bhe ho jata hai k sl tp kya ha loot size kya hai waghera waghera or is experience ko utilize kar k ap signals k baghair graph ki help sy bhe trading karny lg ja ty hein soef experience hony ki wajah sa
              • #8 Collapse

                Re: signals k bary mein apni raay dyn.

                Assalamu Alaikum dear dosto kya hal ha apka
                G han dosto yaha signals ka ahm kirdar ha hum signals ko follow krte hue trading kre ta k hame acha profit hasil ho or hame kamyabi hasil ho or hum zyada se zyada profit hasil kre
                • #9 Collapse

                  Re: signals k bary mein apni raay dyn.

                  Agar forex mein humain signals miltay hain tou humain unn sae sabaq seekhna chahyea jab bhe signal mily to agr apka balance km hai to loot size kam kar k he trade laga lea karein par lazmi lagaya karein or ise sy aoko experience bhe ho jata hai k sl tp kya ha loot size kya hai waghera waghera or is experience ko utilize kar k ap signals k baghair graph ki help sae bhi trading karny lag jata hai iss lye aap signals ko zaroor follow kerain aur unn per trade kerain
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Daniraja پيغام ديکھيے
                    Re: signals k bary mein apni raay dyn.

                    Assalamu Alaikum dear dosto kya hal ha apka
                    G han dosto yaha signals ka ahm kirdar ha hum signals ko follow krte hue trading kre ta k hame acha profit hasil ho or hame kamyabi hasil ho or hum zyada se zyada profit hasil kre
                    Ap ko kisi or kay signal lainy ki zarorat nahi hai. Ap kudh apny pairs kay analysis kar kay support or resistance find kar sakty hain jis ki madad sy ap ko achy sy trend line ko find kar sakty hain.Ap jab tak apni trades ko behtar karty hain tu ap ko cheye kay ap apny level ko behtar bana sakty hain. Ap apni trade main signal ko kudh banany kay leye kuch khas pairs ka use karain or apny analysis ko behtar karain gy tu ap ko asani ho sakti hai kay achi trade kar sakty hain.
                    • #11 Collapse

                      Forex trading mein signals ka istemal traders ko market mein aane wale potential opportunities ya trading directions ke bare mein maloomat faraham karne ke liye hota hai. Yeh signals kisi bhi source se aasakti hain, jaise ke technical indicators, fundamental analysis, ya phir expert traders ya signal providers ke dwara diye gaye recommendations.



                      Useful Tool for Analysis:


                      Signals trading analysis ke liye ek faidaymand tool hote hain. Agar traders sahi tarah se signals ko istemal karte hain, toh woh market trends, price movements, aur trading opportunities ko samajh sakte hain.











                      Not Guaranteed Success:


                      Ek important baat yeh hai ke signals ko follow karne ka matlab guaranteed success nahi hota. Market mein kai factors hote hain jo signals ko influence kar sakte hain aur isliye, har signal successful trade ka commitment nahi hota.


                      Risk Involved:


                      Signals ka istemal karne mein risk bhi hota hai. Agar signals ki quality low hai ya traders signals ko samajhne mein kamiyab nahi hote, toh unki trades nuksan mein ja sakti hain. Isliye, signals ko blindly follow karne se bachna chahiye aur apni analysis ke sath combine karna chahiye.


                      Important to Verify:


                      Traders ko signals ko verify karna zaroori hai, chahe woh technical indicators ho ya phir kisi expert trader ya signal provider ki recommendations. Apni research aur analysis ke bina signals par depend karna risky ho sakta hai.


                      Education and Experience:


                      Signals ka istemal karne se pehle traders ko apni education aur experience ko bhi mad-e-nazar rakhte hue signals ko samajhna chahiye. Agar traders signals ko sahi tarah se interpret kar sakte hain aur apne trading plan ke sath match kar sakte hain, toh woh signals ka behtar istemal kar sakte hain.


                      Conclusion:


                      Signals forex trading mein ek ahem tool hote hain jo traders ko market analysis mein madad faraham karte hain. Lekin, signals ko blindly follow karne se bachna chahiye aur apni research aur analysis ke sath combine karna chahiye. Signals ke istemal se pehle traders ko apni risk tolerance aur trading goals ko bhi mad-e-nazar rakhte hue amal karna chahiye.


                      There is a time to go long, a time to go short and a time to go fishing.
                      ​​​​​​​

                      ​​​​​​​
                      • #12 Collapse


                        signals k bary mein apni raay dyn.


                        Trading Signals:

                        Trading signals, ya trading indications, market analysis aur technical indicators ke istemal se aati hain jo traders ko market mein kis tarah ka action lena chahiye ye batane ke liye hoti hain. Ye signals traders ko buy, sell, ya hold karne ke liye suggest karte hain. Ye signals trading strategies ke hisaab se generate kiye jate hain aur traders inka istemal karke apne trading decisions ko support karte hain.
                        Click image for larger version

Name:	R 3.jpg
Views:	17
Size:	13.9 کلوبائٹ
ID:	12834326

                        Trading Signals ka Istemal:

                        Trading signals ka istemal traders apne trading strategies ko enhance karne aur better decisions lene ke liye karte hain. In signals ka istemal karke traders market trends aur price movements ko samajhte hain aur uss hisaab se apni trading positions ko manage karte hain.

                        Trading Signals ke Types:
                        1. Buy Signals: Buy signals jab generate hote hain jab kisi stock ya asset ki price mein growth ki ummeed hoti hai. Ye signals traders ko suggest karte hain ki wo asset kharidna chahiye.
                        2. Sell Signals: Sell signals jab generate hote hain jab kisi stock ya asset ki price mein girawat ki ummeed hoti hai. Ye signals traders ko suggest karte hain ki wo asset bech den ya short sell karein.
                        3. Hold Signals: Hold signals jab generate hote hain jab kisi stock ya asset ke price mein koi significant change ki ummeed nahi hoti hai. Ye signals traders ko suggest karte hain ki wo apni current position ko hold karein.

                        Trading Signals ke Benefits:
                        1. Decision Making: Trading signals traders ko trading decisions lene mein madad karte hain aur unhein sahi samay par action lene mein help karte hain.
                        2. Risk Management: Trading signals ki madad se traders apne risk ko manage kar sakte hain aur apne trading strategies ko refine kar sakte hain.
                        3. Time Saving: Trading signals traders ko market analysis ke liye zyada waqt nahi lagana padta hai kyunki ye signals market trends aur price movements ko analyze karke generate kiye jate hain.

                        Trading Signals ki Importance:

                        Trading signals ka istemal karke traders apne trading decisions ko support kar sakte hain aur market trends ko samajh sakte hain. Ye signals traders ko market volatility aur uncertainty ke bawajood sahi raaste par le ja sakte hain.

                        Conclusion:

                        Trading signals ek important tool hain jo traders ko market analysis aur trading decisions lene mein madad karte hain. In signals ka istemal karke traders apne trading strategies ko enhance kar sakte hain aur better performance achieve kar sakte hain. Isliye, trading signals ko samajhna aur istemal karna har trader ke liye zaroori hai jo consistent aur successful trading karna chahta hai.



                        • #13 Collapse

                          **Signals Ke Baare Mein Apni Raay Dain: Forex Trading Mein Unka Role**
                          Forex trading mein signals ek ahem role ada karte hain jo traders ko entry aur exit points identify karne mein madad dete hain. Signals, jo ke technical indicators aur chart patterns se derived hote hain, market ki future direction aur price movements ko predict karne mein madadgar sabit ho sakte hain. Is post mein, hum signals ke importance, types aur unki reliability ke baare mein detail se discuss karenge.

                          **Signals Ki Importance**

                          1. **Decision Making:**
                          - **Trading Decisions:** Signals trading decisions ko quick aur informed banate hain. Jab market mein uncertainty hoti hai, signals traders ko clear entry aur exit points provide karte hain, jo timely decisions lene mein madadgar hote hain.
                          - **Risk Management:** Signals ke saath, traders apne risk ko effectively manage kar sakte hain. Accurate signals risk aur reward ko balance karne mein madadgar hote hain aur trading strategies ko refine karte hain.

                          2. **Market Analysis:**
                          - **Technical Analysis:** Signals technical analysis ka ek crucial component hain. Indicators jaise Moving Averages, RSI, aur MACD market ke trends aur momentum ko analyze karte hain, jo trading decisions ko guide karte hain.
                          - **Pattern Recognition:** Chart patterns jaise Head and Shoulders, Double Top, aur Triangle Patterns bhi signals ke roop mein kaam aate hain. Yeh patterns market ke potential reversals aur continuations ko indicate karte hain.

                          **Types of Signals**

                          1. **Technical Indicators:**
                          - **Moving Averages:** Moving Averages trend direction aur momentum ko assess karne mein madad karte hain. Simple Moving Average (SMA) aur Exponential Moving Average (EMA) common examples hain.
                          - **Relative Strength Index (RSI):** RSI overbought aur oversold conditions ko identify karta hai, jo potential reversal points ko signal karta hai.
                          - **MACD:** Moving Average Convergence Divergence (MACD) trend strength aur direction ko analyze karta hai aur buy/sell signals provide karta hai.

                          2. **Chart Patterns:**
                          - **Head and Shoulders:** Yeh pattern trend reversal ko indicate karta hai aur market ke direction ko change karne ka signal hota hai.
                          - **Triangles:** Symmetrical, Ascending, aur Descending Triangles market ke continuation aur reversal patterns ko indicate karte hain.

                          **Reliability Aur Challenges**

                          1. **Accuracy of Signals:**
                          - **False Signals:** Kabhi-kabhi signals false positives generate karte hain, jo trading losses ka sabab ban sakte hain. Yeh mainly market volatility aur sudden price movements ke wajah se hota hai.
                          - **Confirmation:** Signals ki reliability ko confirm karne ke liye additional indicators aur analysis ka use zaroori hota hai. Multiple signals aur confirmation candles accuracy ko improve karte hain.

                          2. **Market Conditions:**
                          - **Dynamic Nature:** Forex market dynamic aur constantly changing hota hai. Signals ke effectiveness ko market conditions aur news events ke hisaab se adjust karna zaroori hota hai.
                          - **Backtesting:** Signals aur trading strategies ko backtest karna chahiye taake unki historical performance ko assess kiya ja sake aur unki effectiveness ko measure kiya ja sake.

                          **Conclusion**

                          Forex trading mein signals trading decisions ko guide karne aur market trends ko identify karne mein ek valuable tool hain. Technical indicators aur chart patterns ke through, traders entry aur exit points ko accurately assess kar sakte hain. Lekin, signals ki accuracy aur reliability ko confirm karna zaroori hai, aur additional analysis aur risk management strategies ka use bhi essential hai. Signals ko market ke dynamic nature aur conditions ke hisaab se adjust karna traders ko successful aur profitable trading decisions lene mein madad karta hai.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            ### Signals K Baare Mein Apni Raay Dain
                            Trading aur investing ke duniya mein signals ek bohot hi aham role ada karte hain. Yeh signals traders aur investors ko market ki halat aur potential price movements ka andaza lagane mein madad dete hain. Signals ka istemal karna kisi bhi trading strategy ka ek central hissa hai, lekin inhe samajhna aur sahi tarah se interpret karna bhi zaroori hai.

                            **Signals ki types:** Aam tor par signals do tarah ke hote hain: technical signals aur fundamental signals. Technical signals charts aur price movements par mabni hote hain. In mein candlestick patterns, moving averages, aur momentum indicators shamil hain. Fundamental signals, doosri taraf, economic indicators, news events, aur company earnings reports par mabni hote hain. Dono types ke signals ka istemal karna traders ko market ke baare mein comprehensive view deta hai.

                            **Technical signals** ka istemal karte waqt traders aksar specific patterns par focus karte hain. Misal ke taur par, agar koi stock moving average se upar ja raha hai, to yeh bullish signal ho sakta hai. Iske ilawa, candlestick patterns jaise doji, hammer, ya engulfing bhi important signals hain jo price reversal ya continuation ki nishani dete hain. Lekin, in patterns ko samajhne aur unki validity ka jaiza lena bhi zaroori hai.

                            **Fundamental signals** market ke broader perspective ko samajhne mein madadgar sabit hote hain. Economic data jaise GDP growth, unemployment rates, aur inflation figures market ki halat par seedha asar dalte hain. Jab koi positive news ya announcement hoti hai, to yeh market mein bullish sentiment ko janam deti hai, jabke negative news bearish pressure dal sakti hai.

                            Lekin signals ka ek major drawback yeh hai ke yeh hamesha accurate nahi hote. Market conditions, traders ki psychology, aur unforeseen events in signals ko disrupt kar sakte hain. Is liye, sirf signals par rely karna behtar nahi hota; traders ko risk management aur stop-loss orders ka bhi khayal rakhna chahiye.

                            Aakhir mein, signals trading mein ek valuable tool hain, lekin inka sahi istemal samajh aur practice ka talab karta hai. Aapko apne trading strategy ko customize karna hoga, taake aap in signals ka faida utha sakein. Iske ilawa, markets ko follow karna aur news updates se waqif rehna bhi zaroori hai, taake aap informed decisions le sakein. Trading ek art aur science dono hai, aur signals in dono ko mila kar behtar outcomes hasil karne mein madadgar hote hain.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X