Trade lagane k bad, us ki monitoring(bar bar check) lazmi karen.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trade lagane k bad, us ki monitoring(bar bar check) lazmi karen.
    Forex Trading me market bohut hi ziada teezi k sath change hota rehta hai is waja se jab bhi trade open karen to us ki monitoring yani bar bar lazmi check karen is se hamen apne trade ki position aur market ki news ki wajase changing ka pata chalta hai. Koshish karen k trade aur market news sath hi sath follow kia karen. Market news pe nazar rakhna bohut bari khobi hai. Market news hi aksar awqat hamare analysis ko nakam banati hai. Is ki waja se forex trading me bohut zyada taghayur peda hota hai. Forex trading k commodities to sare ka sara market news k zere asar hota hai. Aur is me market me changing ki waja se bohut values apni position tabdeel kar deti hai. Agar market news k sath hamare analysis bhi itefaq kar jaye to is se hamen bohut zyada faida mel jata hai aur hamara target bohutvjald achieve ho jate hen. Mehnat tab tak jari rakhen jab tak success hasil nahi kar pate ho. Mehnat tab tak jari rakhen jab tak success hasil nahi kar len aur forex ka sahi experience hasil na ho jayen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trade lagane k bad, us ki monitoring(bar bar check) lazmi karen.

    Hi dost aap ne theek kaha hai Hamen forex man trade lagakar usko r baar baar sex karna chahie Kyon Ke market Bar Bar ups and downs Mein Aati rahti hai agar Ham Apne trade Bar Bar check Karenge To Ham Jyada profit Utha Kar Loss kam kar sakte hain Hamen chahie Ham Apna Kam Meinat sy Karen aur apne trade mein baar baar check Karen Es Tarah Hamen loss kam Hoga aur ham Apna Kam bhi acchi tarah kar sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: Trade lagane k bad, us ki monitoring(bar bar check) lazmi karen.

      Han doston zrori hai ki Uske loss or profit per Nazar rakhni chahie dekhna chahie kis Taraf ja rahe hain
       
      • #4 Collapse

        Re: Trade lagane k bad, us ki monitoring(bar bar check) lazmi karen.

        ji hun trade lagny k bad humain market se befikaer nhi ho jana chahiy ager hum market ko bar bar check kerty rahein gy tu is se humain ziada acha profit ho ga aur ager hum trade open kerny k bad market ko ghahri nazer se daikhty rahna chahiy is se humain bht acha profit ho sakta ha.
        • #5 Collapse

          Re: Trade lagane k bad, us ki monitoring(bar bar check) lazmi karen.

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Lubna1998 پيغام ديکھيے
          Forex Trading me market bohut hi ziada teezi k sath change hota rehta hai is waja se jab bhi trade open karen to us ki monitoring yani bar bar lazmi check karen is se hamen apne trade ki position aur market ki news ki wajase changing ka pata chalta hai. Koshish karen k trade aur market news sath hi sath follow kia karen. Market news pe nazar rakhna bohut bari khobi hai. Market news hi aksar awqat hamare analysis ko nakam banati hai. Is ki waja se forex trading me bohut zyada taghayur peda hota hai. Forex trading k commodities to sare ka sara market news k zere asar hota hai. Aur is me market me changing ki waja se bohut values apni position tabdeel kar deti hai. Agar market news k sath hamare analysis bhi itefaq kar jaye to is se hamen bohut zyada faida mel jata hai aur hamara target bohutvjald achieve ho jate hen. Mehnat tab tak jari rakhen jab tak success hasil nahi kar pate ho. Mehnat tab tak jari rakhen jab tak success hasil nahi kar len aur forex ka sahi experience hasil na ho jayen.
          absouloutely because market kbi bh unexpected movement de skti hai or agr ham ham jo hai market ko monitoring pr rakhen ge to ek to hame sikhne ko bh mil skta hai trading or hame market ki bh kafi achi knowledge or apko pta hai ke forex trading me market ya to kbi bht slow hoti hai or kbi ya to bht fast to hame chaiye ke jb hame lage ke market ab hame loss degi to hame chaiye ke trade close krden
          • #6 Collapse

            Re: Trade lagane k bad, us ki monitoring(bar bar check) lazmi karen.

            Lagane ke bad emotion nahin aana chahie bus Keval ke usko follow karna chahie dekhna chahie ko kis Taraf ja rahi hai kidhar ja rahi hai Lagane ke liye kya karna chahie experience Aasan karna chahie zyada Se zyada karna chahie
             
            • #7 Collapse

              Re: Trade lagane k bad, us ki monitoring(bar bar check) lazmi karen.

              g forex tradign mein movement boht tyzzi k sath hoti hain or agr aap ka account 5 digit account hai to us mein to or bhi tyzzi k sath movement hoti hai or yeh aap ak account wash bhi ker skti ahi agar yeh loss krny pe raay to or agar aap ka account aap k heq mein trade ja rahi hai to aap ak phi rfaid ahi hai mgar aap kois sb ko janny k liye apni trade ko dykhty rehna both zruri ahi tabhi to aap ko market k bary mein pta chl sky ga or aap ko pta lgy ga k aap ki trade loss mein ja rahi hai ya profit mein or yeh bhi pta chl sky ga k aagy aap ki trade loss mein jay gi ya profit emin hi rahy gi.
              "Dream bigger. Do bigger"
              (mahroosh)
              :1f607:


              • #8 Collapse

                Re: Trade lagane k bad, us ki monitoring(bar bar check) lazmi karen.

                hamen trade lagane ke bad bar bar check karna chahie kyunki hamari trade kisi bhi waqt profit mein a sakti hai to hamen bar bar check karna chahie tabhi hamari trade profit mein a jaaye to Ham usi waqt apni chat ko close kar de isase hamen profit bhi hoga lekin agar Ham barbad nahin dekhenge to hamari trade profit mein aakar chali jayegi aur loss mein a jayegi to isase hamen nuksan hoga isliye hamen hoshiyar rahana chahie hamen bar bar check karna chahie hamen monitoring karni chahie ke hamari trade profit mein hai ya loss mein hamen is se pata chal jata hai agar humne apni trade profit mein main close kar de to hamen fayda hoga agar main is mein to hamen close nahin karni chahie hamara dost ho jaega
                • #9 Collapse

                  Re: Trade lagane k bad, us ki monitoring(bar bar check) lazmi karen.

                  Hello doston trade lagane ke bad agar aapko uski monitoring karoge to aapko achcha hi profit hoga is AAP loss se bach sakte hain kyunki ki har munh mein train market upar ya niche ja rahi hoti hai agar aap profit Ho bhi jaaye to aap ko pata hona chahie ki aankhen aap aap trade ko close kar Sako
                  • #10 Collapse

                    Re: Trade lagane k bad, us ki monitoring(bar bar check) lazmi karen.

                    Assalamu Alaikum Mere Pyare doston Pakistan Forex forum per Jab ham log trade Lagate Hain To Ham Ko use time se monitor karna chahie Kyunki trade ke market bahut Teji se move Karte Hain isliye Jab Ham use regularly check Karte Rahte Hain To yah Hamare liye beneficial Hota Hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Trade lagane k bad, us ki monitoring(bar bar check) lazmi karen.

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Lubna1998 پيغام ديکھيے
                      Forex Trading me market bohut hi ziada teezi k sath change hota rehta hai is waja se jab bhi trade open karen to us ki monitoring yani bar bar lazmi check karen is se hamen apne trade ki position aur market ki news ki wajase changing ka pata chalta hai. Koshish karen k trade aur market news sath hi sath follow kia karen. Market news pe nazar rakhna bohut bari khobi hai. Market news hi aksar awqat hamare analysis ko nakam banati hai. Is ki waja se forex trading me bohut zyada taghayur peda hota hai. Forex trading k commodities to sare ka sara market news k zere asar hota hai. Aur is me market me changing ki waja se bohut values apni position tabdeel kar deti hai. Agar market news k sath hamare analysis bhi itefaq kar jaye to is se hamen bohut zyada faida mel jata hai aur hamara target bohutvjald achieve ho jate hen. Mehnat tab tak jari rakhen jab tak success hasil nahi kar pate ho. Mehnat tab tak jari rakhen jab tak success hasil nahi kar len aur forex ka sahi experience hasil na ho jayen.




                      Asalamo alikum g bilkul Apny sahi kaha hai, ager hum Day trading kr rhy hain yani intraday trading ky under jab trade ko lagaya jata hai tu us py nazar bhi rkhi jaati hai us ki waja yh hoti hai ky hum jo market ko analysis krty hain wo time frame H1 sy H4 tak ka hota hai yani market ki jo up down ki jo movement hoti hai wo in 4 hours ky under hoti hai iss leay hamen bar bar trading ko dekhna chaiye or jidr hamen profit acha mily wahan sy hum trade ko bnd kr den or apna profit ly ky side py ho jayen.Aksr traders scalping trading mai essy hi krty hain.Thanks.
                      • #12 Collapse

                        Re: Trade lagane k bad, us ki monitoring(bar bar check) lazmi karen.

                        Assalamualaikum friends G bilkul sai kaha aap n. Forex buisness forum m hme trade lga kr ucy ese hi chorh ni Dena chahye. Blky trade lgany k bd bar bar trading situation ko check kar lena chahye. Trading m utar chrhao aa jata hai hme check kar lena chahye k hm loss m ja rhy hen ya profit m hen
                        • #13 Collapse

                          Re: Trade lagane k bad, us ki monitoring(bar bar check) lazmi karen.

                          Gee haan aap ki baat theek hai trade laganay kay baad humain befikar nahin ho jana chahyea balkay trade ko continuously watch kerna chahyea Joniers ko chaheye k wo seniors se forex ki mukhtalif analysis aur techniques seekhne ki koshash kare ta keh wo is ko apni trading me azma kar kamyab trader banain forex mein market ko samajh ker kaam kerna bahut zaroori hai aur agar hum acha kaam.kerain gaye aur trade ko follow kerain gaye tou profit bhi acha ho ga
                          • #14 Collapse

                            Re: Trade lagane k bad, us ki monitoring(bar bar check) lazmi karen.

                            Forex Trading me market bohut hello ziada teezi okay sath exchange hota rehta hai is waja se jab bhi alternate open karen to us ki monitoring yani bar bar lazmi take a look at karen is se hamen apne change ki role aur market ki information ki wajase altering ka pata chalta hai. Koshish karen okay change aur market information sath hello sath observe kia karen. Market information pe nazar rakhna bohut bari khobi hai. Market information hello aksar awqat hamare evaluation ko nakam banati hai. Is ki waja se foreign exchange buying and selling me bohut zyada taghayur peda hota hai. Forex buying and selling okay commodities to sare ka sara market information ok zere asar hota hai. Aur is me market me altering ki waja se bohut values apni function tabdeel kar deti hai. Agar market information okay sath hamare evaluation bhi itefaq kar jaye to is se hamen bohut zyada faida mel jata hai aur hamara goal bohutvjald obtain ho jate hen. Mehnat tab tak jari rakhen jab tak success hasil nahi kar pate ho. Mehnat tab tak jari rakhen jab tak success hasil nahi kar len aur foreign exchange ka sahi trip hasil na ho jayen..g foreign exchange tradign mein motion boht tyzzi okay sath hoti hain or agr aap ka account 5 digit account hai to us mein to or bhi tyzzi ok sath motion hoti hai or yeh aap ak account wash bhi ker skti ahi agar yeh loss krny pe raay to or agar aap ka account aap ok heq mein alternate ja rahi hai to aap ak phi rfaid ahi hai mgar aap kois sb ko janny okay liye apni change ko dykhty rehna each zruri ahi tabhi to aap ko market okay bary mein pta chl sky ga or aap ko pta lgy ga ok aap ki exchange loss mein ja rahi hai ya income mein or yeh bhi pta chl sky ga ok aagy aap ki alternate loss mein jay gi ya income emin hello rahy gi.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trade lagane k bad, us ki monitoring(bar bar check) lazmi karen.

                              Gee bilkol humy bar bar check karna chahiye lekin agar hum ny trade le hai to osi timeframe mai dekhy jis mai analysis ki ho. Aurr osi Timeframe mai os time k bad check karein.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X