Kisi bhi Rectangle ko jab market break karti hey to woh kitna uper ya nichey jati hy?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kisi bhi Rectangle ko jab market break karti hey to woh kitna uper ya nichey jati hy?
    Rectangle BreakOut

    Mein sab members se yeh puchna chahta hun keh Market jab bhi koi Rectangle break karti hey to woh kitna Up ya Down jati hey.

    • Kiya Market Previous Rectangle ka Half Uper ya nichey jati hey?
    • Kiya Market previous Rectangle ki full size ke mutabiq utna hi uper ya nichey jati hey?
    • ya Aisa kuch nahin hey woh Unlimited buy ya sell jati hey?
    https://t.me/pump_upp
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kisi bhi Rectangle ko jab market break karti hey to woh kitna uper ya nichey jati

    G han dear market level mai ap kam kartye hain tu ap ko es mai support aur resisitance ka suna ho ga kiyu kay market ka inhisar aur support aur resistance pay hota hai tu market es mai jub bhi break out karti hai tu wo jis side pay move kartye hai tu ap ko pta hai kay jub bhi trade break point pay kam karta hai tu wo us time pay alert ho jata hai jub trade aik side wise move karta hai tu us time pay ap ka kafi faida bhi ho sakta hai aur ho sakta hai kay ap ka kafi nuqsan bhi ho sakta hai tu ap es mai mahnetvaur lagan kay satha kam karain aur ap ka kam hai kay ap trade lagtye hain tu es mai daikh kay kam karain ta kay bad mai ap kaliye masla nhi banta hai aur ap ka kam acha ho jata hai tu us kaliye ap ka kam hai kay ap market mai anylsis pay acha kam kartye hain tu ap es mai kamyab ho he jatye hain tu market mai acha kam karna hai tu ap ka kam hai kay ap ed mai soch kay aur daikh kay kam karain ta kay bad mai ap kay mai asani ho saktye hain aur ap es maj acha kam kartye hain aur kamyab ho jatye hain tu ap ka acha kam achye anylsis mai hai aur ap es mai acha kam kartye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai acha kam karna hai tu ap break point pay kafi acha kam kar saktye hain aur bad mai ap ka kamyabi kay pass phunch jatye hain tu ap ka acha kam trend kay hisab say hota hai aur ap ka kam hai kay ap es mai dil say acha kam karain aur ap es mai achye anylsis pay ap kam kartye hain tu apnes mai break point pay kafi acha kam kar laitye hain aur bad mai ap es mai acha kam kar kay kamyabi patye hain tu ap es mai kamyabi kaliye zaroori hai kay ap es mai acha kam karain aur achye trend kay hisab say kam kartye hain tu ap es mai kamyabo patye hain tu kamyabi kaliye zayada zaroori hai kay ap es mai dil say acha kam kartye hain tu ap es mai kafi kamyabi patye hain aur ap kamyab bhi ho jatye hain
    $$$ Never Give Up $$$
    • #3 Collapse

      Re: Kisi bhi Rectangle ko jab market break karti hey to woh kitna uper ya nichey jati

      Dear jab market apni movement karte hue rectangle ko Breakout karti hai to uski calculation karne ke liye aapko Apne analysis strong karne hote hain aur Market ki previous movement ko base Banakar is related aapko Kuchh decision Lene hote hain agar aap is related proper decision making Nahin Karte to aap ko bahut nuqsan ho sakta hai.

      Dear jab market rectangle ko Breakout Karti Hai To Uske bad market ki movement ko properly judgement karne ke liye aapke analysis aur different patterns study bahut jyada important Hoti Hai Jab aap market se related different important patton se related study ko complete kar lete hain to usmein aap ko exact calculation mil Jaati Hai Jiski basis per aap market ki next movement ko easily jaj kar sakte hain aur Jaise hi market apni e sport level resistance level ya FIR rectangle ko Breakout karti hai to market ki next expected movement of easily calculate kar sakte hain.

      For example main aapko cup and handle pattern se related batana chahta hun Jab market cup and handle pet Mein movement kar rahi hoti hai aur Breakout karne ke bad market ki movement Apne last kab ko follow karte ho ya complete Karti Hai jitni Cup ki length Hoti Hai market ko minimum utani movement Karni hoti hai.

      Isliye Jab aapko market se related different important Baton se related complete information Hogi to aap market ki next movement ko easily find out kar sakte hain aur Jaise hi Breakout hota hai aap market se related important information Hasil karte ho ya next target per Apna take profit ki limit set kar sakte hain.
      • #4 Collapse

        Re: Kisi bhi Rectangle ko jab market break karti hey to woh kitna uper ya nichey jati

        Dear forex friend jab bhi market kisi bhi rectangle ko break krti Hai to maximum chances hain KY us ky baad wo agar upward break kr rahe hai to bohat zayada up Jae ge aur Agar downward break kr rahe hai to bohat zayada down Jae ge us rectangle ka half bhi ja sakti Hai aur half se zayada bhi ja sakti Hai lekin aksar aisa bhi ho jata hai ky market jis direction Mein rectangle break hoti hai us ky opposite move kr Jae humein bohat ehtiyaat see yahan apni trade open krni ho ge aisa bohat Kam hota hai ye market ki situation par depend krta Hai agar to us waqat koi news chal the hai ya phir koi aur effect market par ho rha hai tk humein bohat dehan see trading krna ho ge Agar hum totally rectangle par depend kren ge apny analysis ko ignore kren ge to humein nuqsaan bhi ho sakta hai no doubt market Mein mojood bohat sare patterns bohat sare I dictators acha profit bhi dy jaty hain lekin us ky bawajood humein plan bna kr kaam krny ki koshish krni chaheye ta ky ache trading ko possible bnane ky saath saath apna account secure Kiya ja sake
        • #5 Collapse

          Re: Kisi bhi Rectangle ko jab market break karti hey to woh kitna uper ya nichey jati

          Rectangles per trading karna bohat sare traders aise hai jo break out strategy per kam karte hai yani jub b koi chart pattern banta hai tu wo us pattern ke break out hone ka wait karte hai jaise hi market break out karti hai tu trader market me entry lete hai aise traders ko break out traders bolte hai har dafa market aik jaisa move nahi karti hai kabi tu market bohat acha profit deti hai tu kabi kabi market hamra stop loss b hit kar jata hai isi liye hume soch samj kar money management ke sath trading karni chahiye agr hum save trading karte rahe gy tu hum loss se bach jaye gy.
          • #6 Collapse

            Re: Kisi bhi Rectangle ko jab market break karti hey to woh kitna uper ya nichey jati

            Respected members market ka mukmmal idea Kisi Ko Nahin Hota kabhi bhi market Kisi Taraf Jitna Marzi movement Karya 6 members ke apne annelise Hai Ji Hote Hain ek andaza hi hota hai ki murder ki kis movement per Kitna movement kar sakti hai
            • #7 Collapse

              Re: Kisi bhi Rectangle ko jab market break karti hey to woh kitna uper ya nichey jati

              Forex trading Mein kam karte waqt market ki movement ko acchi Tarah Se learn kar lena chahie Kyunki Jab Ham iski movement ko acchi Tarah se samajh Lenge tab Ham ismein price ke Utar chadhav Ko achi Tarah Se samajh Payenge aur usmein Apna Kam acche tarike Se Kar Sakenge Hamen Apna Kam Jyada Se Jyada mehnat Karni chahie Agar Ham ismein Jyada Se Jyada mehnat Karenge tab Ham Iske bare mein information Hasil kar Sakenge aur apne knowledge ko bhi padha Sakenge

              Jab market Jab market rectangle ko Breakout karti hai aur ham ismein trade Lagate Hain to use market Hamen Apne analysis ko strong karna hota hai agar Hamara analyses strong ho jaega tab bhi Ham ismein Apne kam ko acche tarike Se Kar Payenge Agar Ham market mate trade Lagate Hain vah Kahate Iske bare mein acchi information ya FIR uska acchi Tarah se analysis Nahin Karte To Ham is nuksan Utha sakte hain is nuksan ki vajah se a hamara Sara account wash Hua sakta hai isliye Hamen chahie ke Forex trading Mein kam karte waqt use ka knowledge acchi Tarah Se Hasil kar le sake ham loss se bachake aur isase Achcha profit Haasil Kar Paye

              Agar Ham market Mein trade Lagate Waqt market ki movement ko acchi Tarah Se samajh Lete Hain To Ham market Mein Apne support level aur resistance level rectangle Breakout karti hai to use Waqt ham Tu Suna Katha market ki ugly movement ko acchi Tarah Se calculate kar lete hain Forex trading Mein kam karte waqt support or resistance ko bhi acchi Tarah Se Sikh Lena chahie Agar Hamen is ko acchi Tarah Se Seekh Lenge Tati Ham market ki next moving ko acchi Tarah Se samajh Sakenge aur Apna Kam bhi Uske hisab Se Kar Payenge
              • #8 Collapse

                Re: Kisi bhi Rectangle ko jab market break karti hey to woh kitna uper ya nichey jati

                Aapane rectangle ke bare mein bahut hi acchi information Hamare Sath share Ki Hai Is Tarah Ki information share Kar Ke aapane Hamare knowledge ko increase kar diya hai aaj ke topic Mein Ham rectangle ke bare mein baat karenge ki Jab market rectangle ko break karti hai to vah kitna Upar ya niche jata hai Forex Mein kam karte hue hamare pass rectangle ka bhi knowledge Hona chahie Kyunki Iske Upar aur niche hone se Hamare profit per effect pad sakta hai Jab market rectangle ko break karti hai to yah bahut jyada Upar ki taraf ho jata hai Jiski vajah se market ki movement bahut fast Ho Jaati Hai use Waqt Kuch trader bahut jyada profit Mein a Jaate Hain aur kuchh traders ko loss bhi ho jata hai aur jab market niche ki taraf Ho Jaati Hai to market ki movement bahut hi slow Ho Jaati Hai use Waqt minimum log trade open kiye Hue Hote Hain aur use Waqt Bhi Kuchh trader apni Lagai Gai trade se a accha profit Hasil kar lete hain aur kuchh ko loss bhi ho jata hai isiliye Forex Mein kam karte hue rectangle ka knowledge Hona chahie Kyunki iska Hamari trade par bad effect bhi pad sakta hai rectangle market Mein maujud Hota Hai Aur bahut se trader Aise hote hain Jin ke pass rectangle ka knowledge Nahin Hota Aise trader ke liye Forex se profit Hasil karna difficult ho sakta hai market rectangle ko Jarur break karti hai aur Iske break hone ka knowledge hamare pass Hona chahie Hamen chahie kya Ham market ko samajhne ke sath sath market se related Har Ek Chhoti Se Chhoti chij ko acchi Tarah understand Karen
                • #9 Collapse

                  Re: Kisi bhi Rectangle ko jab market break karti hey to woh kitna uper ya nichey jati

                  Assalamu Alaikum dear members Jaisa ki aapane yah poochha Hai Ki Kisi bhi rectangle Ko Jab market cross Karti Hain To usko Kitna Upar Yahan Kitna niche Jana chahie to Iske bare mein main bhi aapko thoda sa Bata Dun K


                  Kisi bhi rectangle ko agar aap Dekhte Rahenge Kijiye break ho gai hai aur Kitna Upar Jayegi yah Kitna niche Jayegi to is baat ka Dada aap use rectangle ke break out hone se nahin Laga Sakte Kyunki bahut sari resistance Aisi Hain new Breakout Ho Jaati Hain aur aap Jab dekhte hain ki vah Upar ki taraf Breakout ho gai hai aur abhi Upar hi jayegi aur Shayad bahut Upar nikal Jaaye lekin Is Tarah Nahin Ho pata aur aap Jab Apne trade Lagate Hain to Aapka bahut jyada loss ho jata hai aur aap samajhte hain ki yah indicators to Kisi kam Ke Nahin Hai

                  Asal Mein Ja sara kam indicators ka Nahin Hota ismein bahut sara kam Hamara Apna Bhi hota hai sirf indicators is kam ke liye istemal Nahin Kiye Ja sakte hain ki vah aapko profit hi profit dete Rahen indicators sirf Hamen yah batane ke liye Hote Hain Ki registers kahan per ban rahi hai yah registers kahan per Tut rahi hai uske bad sara kam aapke technical analysis Ka Hota Hai aapke Agar technical analysis bahut acche Hain To aap vahan per market ki Munh Ko acchi Tarah Se samajh jaenge Jahan se resistance Breakout hoti hai aur aap Kisi pareshani Ka Samna Kiye bagair vahan per Apne analysis set Karke trade Laga Denge

                  aur vah trade aapki bilkul perfect Lagegi to kabhi bhi aap Kisi indicator per pura yakin na Karen balki Apne knowledge or experience ko bhi ismein istemal Karen Taki aapka Jyada se jyada fayda ho sake
                  • #10 Collapse

                    Re: Kisi bhi Rectangle ko jab market break karti hey to woh kitna uper ya nichey jati

                    dear member aapka yah question useful hai lekin koi bhi member market ke bare mein koi bhi baat confirm nahin kah sakta hai aur iski movement ke bare mein kuchh maloom nahin hota lekin yah baat important hai ki members market ki moment se related isko khud Se a analyse kar rahe hote hain aur is tarah Se members ko trading se related koi bhi idea Mil jata hai market ko acchi tarah Se analyse kar lene ke bad hi koi bhi member apne trading ko successful kar raha hota hai aur analyse kar lena important baat hai members ko apni trading bahut soch samajh Kar lagana hoti hai aur agar member ismein apni soch aur samajh ko add nahin karenge tu is tarah Se unko nuksan hoga aur kuchh members aise Hain ki jinko is vajah se nuksan ho jata hai ki vah apne kam mein acchi tarah Se usko continue nahin kar rahe hote aur jaldi kar rahe hote Hain market se related members ko acchi information tab mil jaati hai ki jab vah members maximum market ke sath connected hokar aur apne karm ko kar rahe hote Hain market apne members ko maximum help de rahi hoti hai aur is tarah Se members koi bhi acchi tarah Se help lekar aur is tarah Se apne trading ko beneficial banaa sakta hai members ke liye unki trading maximum important hai aur kabhi members ko apni trading per compromise nahin karna chahie
                    • #11 Collapse

                      Re: Kisi bhi Rectangle ko jab market break karti hey to woh kitna uper ya nichey jati

                      jab bhi rectangle break hogi market mein iska trend bht zayada upper ka bun jaayga Mein Aakam Karte Hain To Ham Kooi Na Koi ar dete hain aurHamen misortue ho jata haiorex prry lalach Hbse bada Dushmai Hamen isko Apne Andar Se Khatam karna hoga hit tak Ham ismein nraj Karke kaam kamyai Hasil nahinkar Saenge Kyunki yrall businessai isiliye fundamental imandari se kam karna hoga Yahan log Aakar Sab drop karte hain Apne information ko improve Karte Hain Ki Train lenab stop loch kartyhein to apka account h ho sakta ha isagar ap difficultwork karty hein or mehnat kartay hein to acha experience bhe hasil kar lety hein lekin agar ap apny lah ko contahi kar paty to ap hamesh is men misfortune hein is le forex mein difficult work or achi mehnat bohart he zarori ha or punch ap dosron
                      • #12 Collapse

                        Re: Kisi bhi Rectangle ko jab market break karti hey to woh kitna uper ya nichey jati

                        market main technically bahut se breakout hote rehte hain jab market bullish breakout karte hae to market bahut up jate hae or jab market bearish breakout karte hae to market bahut he down jate hae to is liye he to hamen bhe cahiye ke hum is main sahe tarah se kam kara karen hum jitna zayada ache tarah se is main kam kar jate hain to hum is main is knowledge se faida hasil kar sakte hain bas hamen is main sahe tarah se kam karna hota hae hum is main jitna zayada dil se kam karte hain hum is main success hasil kar lete he hain is se lakin hamen cahiye ke hum is main dil se kam kara karen jitna zayada hum is main kam karte hain hum is main kuch na kuch gain karne ke try karte hain bas hamen cahiye ke hum is main kam kara karen hum jitna zayadfa isko use karte hain hum is main success bhe hasil kar he jate hain bas hamen kabhe bhe is main koi ese trading nhe karne cahiye jis se hum is main loss kar saken jitna ache tarah se hum is main kam kar jate hain hum is main success hasil kar he lete hain lakin hamen bhe cahiye ke hum is main kam kara karen hum jitna zayada ache tarah se kam kar he jate hain hum is main kuch na kuch kar he jate hain bas hamen apna kam ko sahe tarah se karna hota hae agar wo hum sahe se karte hain to hum is main zaroor kamyab ho he sakte hain bas hamen kam karte rehna ho ga take hum yahan se kuch gain kar len
                        • #13 Collapse

                          Re: Kisi bhi Rectangle ko jab market break karti hey to woh kitna uper ya nichey jati

                          Bahi jub bi market reactangular ko breakout karti hai tu kafi up and down jati is ka lia hamra analysis accha hona chaya tak hum log is sy pata chala sakain market ki movement breakout ka bad kahan tuk jaya gi or huma kahan sy market mai entry lain ka huma fida hasil ho is business ko karna ka lia hamara pass knowledge hona lazmi hai ta ka hum breakout ki study kar sakain kiun ka breakout ko dahkna ka lia hamra pass ak bahtreen knowledge or learning honi chaya is business ma jis na bi kam karna hak os ka pass knowledge hona lazmi hai breakout ka bad market bohot zayda move karti hai aksar tu 5000 pips tuk move kar jati hai or is sy kafi traders ko muanfa hota hai or kafi ko loss bi hota hai is lia huma is ma mahnat karni chaya ta ka hun log is sy ak acchi earning kar sakain breakout ko pakarna ka lia huma news ko read karna ho ga break out ki do waja hain ak news ka ahna wo bi strong ya phr jis country ki currency pr trade kar raha hota hain os country ki economical problem ki waja sy market kafi move karti hai or huma loss ka samna karna parta hai is lia mahant karna lazmi hai kiun ka loss sy bachna ka lia huma analysis kar ka market mai entry bohot fidamand ho sakta hai is lia mahnat karian or aga bahrian ta ka ak bahtreen kamai hasl ki ja saka or aga bahra ja saka
                          • #14 Collapse

                            Re: Kisi bhi Rectangle ko jab market break karti hey to woh kitna uper ya nichey jati

                            Dear forex market Mein Ham Jab Bhi kam Karte Hain To Ham ismein jitni Jyada mehnat Karenge aur ham ismein Jitna Jyada knowledge Hasil Karke kam Karenge Hamen itna hi Jata fayda Hoga Agar Ham ismein Main Nahin Karenge aur Market ke bare mein knowledge Hasil Nahin Karenge To Ham ismein kabhi bhi success Aasan Nahin kar sakte Kyunki yah Kaisa business hai Jiske Liye Hamen ismein mehnat karna hoti hai aur Hamen ismein knowledge Hasil Karke kam karna hota hai tab hi Hamen ismein kamyabi milati hai.

                            Dear Jo aapane question Kiya Hai Uske bare mein yah Kahana Chahta Hun Ki forex market Mein Jab Bhi market rectangle ko break Karti Hai To Uske bad market ki movement ke breakup ke bad hi Lagai Jaati Hain Ham dekhte hain ki market agar aap trend Mein Munh kar rahi hai aur Market rectangle ko break Karegi to ismein aap Hamesha aap ab trend Mein Hi trade lagaenge aur Market ki Jab Bhi Breakout hota hai to aap use per trade Karni chahie aur uske retest ke bad aapko trade Karni chahie to Ada bhi aapko fayda hoga.

                            Dear forex market me different patterns hote hain aur Market mein aapke pass different time frame hote hain Jin per aap apne analysis kar sakte hain Diya agar aap market Mein chart pattern yah candlestick patterns per aap koi bhi trade karte hain ya FIR aap khud se ismein agar aap working karte hain aur kuchh to Koi pattern banate hain to aapko ismein kam karne ka bahut jyada fayda ho sakta hai Kyunki market technical movement Jab Karte Hain To usse aapko Achcha profit hone ke chance bahut jyada Hote Hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kisi bhi Rectangle ko jab market break karti hey to woh kitna uper ya nichey jati

                              Kisi bhi rectangular Ko Jab market break Aati Hai To use time market ki movement bahut jyada Tej Raftar ke sath Chalna start kar deti hai Jab aap market Mein Apna Kam karte hain to aapko chahie kya per market Mein Apna Kam karte waqt Apne kaam par focus Karen aap Jitna Jyada focus Karenge Hote Nahin Shayad aapke liye best Hoga aur aap market Nahin Apne kam ke jariye se acchi kamyabi Hasil kar lenge market Mein rectangle movement ko Samajh Kar Hi aap market Mein best trading start kar sakte hain

                              اب آن لائن

                              avatar Ayn
                              Working...
                              X