Kesi be economic news ko mamooli na samjy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kesi be economic news ko mamooli na samjy
    Koi be economic news release ho to es ko mamooli ka low impact karni wali news na samjy ye small impact karny wali news be market trend ko reversal movement me change kar sakti hay aur trend ko pehly se zeyada strong be bana sakti hay, Economic calendar me har news ka status (low high) impact dia jata hay jes ki waja se traders se trading me bahot si ghalitya ho jati hay aur ghalat lot size ka traders use kar lety hey esi news zaror follow kia karen magar apna experience be use kia karen aur zeyada risk le kar kesi be news ko follow na kia karen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kesi be economic news ko mamooli na samjy

    G bilkul kisi b ecnomics news ko malmoli ni smjna chaey q k forex ik internation busnies hy ju hm ghr beth k online krty hain aur new sy e hmy market k halat malum hoty hmy market ki info janany k baad trade krni chaey aur news ko mukml dehan sy suna ya prhna chaey
    • #3 Collapse

      Re: Kesi be economic news ko mamooli na samjy

      kisi bhi country ki taraqi or oski currency ki movement economical news pe depend krta hay.agar hum kisi currency pe trade lagana chahty hon aur hamein os country ki economy k baaray mein maloomat na ho to hum sahi trade nahi laga sakengy.isi leye hamesha economy ki news ko lazmi watch kiya krein or osi k mutabiq trade lagaya krein koi bhi economical news mamooli nahi ho sakti.
      • #4 Collapse

        Re: Kesi be economic news ko mamooli na samjy

        sahi kaha hy apny, hamein kabhi bhi economic news ko improtanant samjhna chaye kun ky ager ham usko fazool samjhty hn to pher hamein is mian loss bhi hosakt ahy so hamein is main mehant karny chaye aur ephr himat ky sath work bhi karna chaye jis sy phe rkafi ziada fiad abhi hosakt ahy so hamein is main mehant karny chaye aur pehr kamyabi bhi hosakty hy so hamien is mian mehant karny chaye aur pher ziada sy ziada work karny ki kohsish karnyc haye jis sy pher kafi ziada fiada bhi hosakt ahy aur perkamyabi bhi hosakty hy
        • #5 Collapse

          Re: Kesi be economic news ko mamooli na samjy

          hun news forex market per bht gahra efect dalti han jub bhi kisi pair main news hon tu unhan ignore ker k trading nhi kerni chahiy is se humain bht bara loss acount wash hony ki sorat main ho sakta ha humain humyshan soch samjh ker tdaing se bht ziada earning ho sakti ha aur hum aik successful trader ban sakty han.
          • #6 Collapse

            Re: Kesi be economic news ko mamooli na samjy

            Bilkul thek kaha ha ka kisi be economic news ko chota ni samjna chaheya q k choti choti changing bohat nuksan kar dati han aksar. So har ha news ko important da lakin jo news such ho na ka fake news ko.
            • #7 Collapse

              Re: Kesi be economic news ko mamooli na samjy

              اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
              Koi be economic news release ho to es ko mamooli ka low impact karni wali news na samjy ye small impact karny wali news be market trend ko reversal movement me change kar sakti hay aur trend ko pehly se zeyada strong be bana sakti hay, Economic calendar me har news ka status (low high) impact dia jata hay jes ki waja se traders se trading me bahot si ghalitya ho jati hay aur ghalat lot size ka traders use kar lety hey esi news zaror follow kia karen magar apna experience be use kia karen aur zeyada risk le kar kesi be news ko follow na kia karen.
              Assalam o Alaikum! Dear forex members, apna bikul sahe kah ha.
              • #8 Collapse

                Re: Kesi be economic news ko mamooli na samjy

                Agar aap is business ke jariya se income Hasil karna chahte hain to uske liye aapko is business Meme kam karte waqt ismein Jyada Se Jyada interest Lena Hoga aur Khud per trust karna hoga rumoured ke sath hi is business Mein Apna Kam Shuru karna hoga aapko market Mein Apna Kam Shuru karte waqt Apne mind ko Har situation ke liye acche tarike se set kar lena chahie aur Market Mein practical hokar Apna Kam karna chahie kabhi bhi aapko negative Soch Nahin rakhni chahie Kyunki Is Tarah Se aap apne business ke jariya Se Kabhi acchi income Hansi nahin kar Payenge market Mein Jab aap kam karte hain to aapko market mein aane wali Tamam economic news ko easily Nahin Dena chahie Kyunki yah Tamam news bahut jyada impact Karti Hai market per isliye aapko ine ke bare mein best information Hasil Karke Apna Kam karna chahie
                • #9 Collapse

                  Re: Kesi be economic news ko mamooli na samjy

                  Economic news market name bahut jyada importance rahti hai ya Muli news Nahin Hoti Kisi bhi member Kohinoor nahin karna chahie bol ke Tamam usko chahie ke market Mein kam karte waqt market mein aane wali Tamam news per acche tarike se Najar Rakhi aur unhen acche tarike se study bhi Karen Kyunki unke knowledge ko aur information score increase Karti Hai increase karne Ke Sath Sath Hai market Mein unke kam Mein help bhi karti hai isliye aapko Inko study karna chahie
                  • #10 Collapse

                    Re: Kesi be economic news ko mamooli na samjy

                    Exactly, economy sy related koi b news n Is k sath koi b internenational news market ke movements ka rukh badal skti hay. Is lye trading market ma asi news ka bht zeada role hota hay jo k market ma sustain krny lye n khud ko manwany k lye in sb baton ka pta hona bht zrori hay
                    • #11 Collapse

                      Re: Kesi be economic news ko mamooli na samjy

                      Assalamu alaikum my dear Forex member rahe ho papa Sab khairiyat se Honge aur Achcha profit Hasil kar rahe Honge ji bilkul my dear Hamen Kisi bhi economic news ko Muli Nahin samajhna chahie Kyunki Jitna Jyada Ham unko Mamuni samjhenge Hamen bahut hi loss aaega Kyunki UN UN news mein bahut acchi information chup Hote aur aap on information ko ko Hasil karne se na kam ho Jaenge isliye jo bhi news ho aap usko acchi Tarah Se read Kare usko Samjha Karo se information aur experience Hasil Karen thankyou
                      • #12 Collapse

                        Re: Kesi be economic news ko mamooli na samjy

                        Assalam o alikum dear forex member g han bilkul kisi bhi economic news ko mamoli na samjhain us ko noot karain us ko seriously lain aur oss ko follow karnay ki koshish karni chahiye . forex market kay baray main koi news milay tu os ignore nhi karna chahiey balkay os ko seriously laina chahiey. Ta kay ap ko forex main koi issue na ho
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Kesi be economic news ko mamooli na samjy

                          Ji Han dosto hamyn chahye kisi bhe economic news ko maooli samjh kr ignore na kryn kion k hoskta hai wo economic news aik makhsoos pair se related ho or usko kafi hadd tak bdal daaly, ayse me agr hum news ko ignore kr dyn es se ya tow hamyn loss hoga ya phr hum earning k aik achy moky se faida nhin utha payngy, hamyn economics news ko khaas ehmiyat dety huy market pairs ka jaiza lyna chahye.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X