Greed is a curse.
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Greed is a curse.
    Assalamu Alaikum dear Forex members ummid karta hun ki aap Sabhi log khairiyat se Honge aap se ek baat share karni thi greed is a curse To aapane lalach Kabhi Nahin karne aapane Sabar se kam karna hai hai aap Jab Bhi lalach Karenge aap ko nuksan Ke Siva Kuchh Hasil Nahin hoga Tu Koshish Karna Hai hai ki lalach Se Dur Rehkar kam karna hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Greed is a curse.

    bilkul . ham forex me jitni ziada greed karen gay utna ziada khud ka nuqsan uthaen gy. greedy man kbi kisi hal me khush ni reh sakta. usy har time paisy kamany ke lalich hoti hy .wh ksi chez ko learn bi ni kar sakta. hamen trade krty hwy khud ko control me rakhna chahye .ziada profit ki lalich me ham kam profit bi hath se kho bethty hain. isi lye new members ko chahye keh first wh sekhny ki traf dhian den ,patience paida karen khud bi phr ja ke wh is stage py punchen gy keh greed ko control kar saken
    • #3 Collapse

      Re: Greed is a curse.

      dear g han ap ki bat sahee hay agar ham is main greed ko mind main set kr k kam ko karaty rahany ki try kia karein ge to ham is main kabhi bhi kamyb nahi ho saktay hei so is main ham ko chye k ham is main itayt k sat achay k sat bapnay kam ko last tak jaery rakahy rahan ho g so is main ham ko kam say kam nafah ko gain karnay k bad main he khud ko happy rakhay rahan ho g so is main is main ham ko apnay kam ko acahy say acha kam ko karty rahan ho g .
      • #4 Collapse

        Re: Greed is a curse.

        G han forex trading men lalach ka anjaam bahut bura hota hey kiun k iss men sub se ziyada lalachi logon ka account jaldi wash ho jata hey iss liay forex trading men lalachi logon ki koi jaga nhi hey iss liay agar kamyabi chahtay hen tu phir pahlay lalach se perhez karen aur kam profit pe compromise karen aur thora thora kar k apna profit increase karen tu safe trading hoti hey aur account bhi safe rahta hey aur acha profit bhi hasil kar saktay hen
        • #5 Collapse

          Re: Greed is a curse.

          Walikum Asalam je Allah ka sukar ha, umeed karta hun ap be khariyat sa hon ga. ap na bilkul thek kaha ka Greed is a course agr koi lalach kara ga to usa khud he nuksan uthana para ga is leya lalach ni karni chaheya.
          • #6 Collapse

            Re: Greed is a curse.

            Ji Walaikum Assalam bilkul sahi Kaha aapane a Kisi bhi kam Mein Lalich Nahin Karni chahie Kyunki jo bhi kisi bhi kam Mein Lalch karta hai hai vah nuksan uthata hai sabar se kam Karen mehnat Karen
            • #7 Collapse

              Re: Greed is a curse.

              han ji bilkul aapki baat theek hai ki garib kar Jo log lalach karte Hain vah log na kam ho jaate Hain To Is tarah hamen chahie Ki Na kami se bachne ke liye Ham lalach se bacche ek Din aayega ki Ham duniya ke amir tarin insan Ban jaenge kamyabi hamara mukaddar Ban jayegi
              • #8 Collapse

                Re: Greed is a curse.

                Bilkul greed is curse hmy lalach ni ktna chaey forex ik bhot acha platefirm hy jahan hm achi earning kr skty hain hmy chaey hm chaey hm knowledge experience sy kam krin
                Lalch me aa k zeyda bri trade na krin apny knowledge k mutabik smal lot siz trade krin achi earnung hasil hogi los b km hoga
                • #9 Collapse

                  Re: Greed is a curse.

                  Ji han aapki baat bilkul theek hai garib 30 acres lalach buri Bala hai jab aap aap trade lagate Hain aur aap lal aaj karte Hain ki aap ko jyada profit ho to fir aap loss kar baithe Hain isliye jab aapko thoda bahut profit ho to fir aap trade band kar den aur usi par khudara Karen na ke aap lalchi ho jaen aur vah profit bhi loss kar den
                  • #10 Collapse

                    Re: Greed is a curse.

                    Assalamu alaikum dear friends agar AP lalach se kaam karte Hein to apko zaroor nakami milti hai to is lye hamen lalach se bachna chahie is ka aik meal bhi hai Jase greed is a curse Yani lalach buri Bala hai to is lye hamen lalach se bachna chahie hamen kamyabi zaroor hasil hogi aur acha bonus hasil Kar pay ga.Salam to all friends...........
                    • #11 Collapse

                      Re: Greed is a curse.

                      Ji aapane bilkul theek kaha hamen greedy nahin hona chahie Jo log bhi lalach se kam lete Hain unko bahut loss ho sakta hamen chahie ke Ham market ko focus karke k trade Karen aur lalach na Karen jitni zyada ham market ko study karenge hamen itni hi kamyabi hasil hogi lalach buri Bala hai hamen kamyabi sirf mahnet se hi milati hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Greed is a curse.

                        g aapki baat bilkul theek hai kya Forex trading ke andar lalaj Ek bahut Buri Bala hai agar aap lalach karte hain to Fir ab market ko analyse Nahin Karte aur without any proper analysis of date start kar dete Hain Jiski vajah se aapko nuksan ho jata hai isliye agar aap apni investment Kaun nuksan Se Bachana Chahte Hain To Kabhi Bhi lalach Na Karen aur Market ke upar focus karne ke bad hi aapko Dobara se trade Karni chahie
                        • #13 Collapse

                          Re: Greed is a curse.

                          "GREED IS CURSE"

                          ji ap na bht achi post ki ha k ager hum lalach kerty han chahy wo forex ho ya koi aur kam ho us main tu us main humain nakami ka samna kerna prta ha

                          forex aik sencitive business ha is main thori se bhi ghalti ki gunjaish nhi ha ager hum is main thori se bhi mistake kerty ahn tu humain bht bary loss ka samna kerna parta ha humain soch samjh ker isy samjhny k bad si ain kam kerny se faida hota ha warna hum is amin apni mistakes se nakam ho jaty han.
                          • #14 Collapse

                            Re: Greed is a curse.

                            Greed is a curse lalach Buri Bala Hoti Hai market Mein Jab aap kam karte hain ya FIR apni life mein koi bhi kam karte hain to aapko chahie kya per Lal acche se avoid Karen agar aap Aise white Karenge tab bhi aap apne kam ko acche tarike Se Kar Payenge aur usne Kamyab bhi ho Payenge agar aap lalach ke sath Apna koi bhi kam Shuru Karenge to aap kabhi bhi usmein Kamyab Nahin Ho Sakenge Kyunki lalach Karke aap kabhi bhi apni life mein Kamyab Nahin ho sakte isliye aapko mehnat Aur imandari Ke Sath Apna Har kam karna chahie
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Forex jisay foreign exchange bhi kaha jata hai duniya bhar ki mukhtalif currencies ki trading ka aik market hai. Is market mein har roz bohat se log apni currencies ko buy ya sell karny ke liye transaction karty hain. Yahan paisa kamanay ka tareeqa aik mazeed popular tareeqa hai, jisay kafi log apni earning ka zariya banaty hain. Forex market mein paisa kamanay ka khwab sab ko hota hai, lekin yeh khwab sirf wohi log sach karty hain jinhain forex market ke baray mein wakif hona hota hai. Jo log greed ke shikar hoty hain, unko forex market mein kamyaabi nahi milti. Sab se pehly to yeh baat samajhna zaruri hai ke forex market ek risky business hai. Har kamyab business ki tarah yahan bhi apni investment ko khatray se bachany ke liye kuch khawateen or khas tor per mard hazraat ko tarbiyat ki zarurat hoti hai. Forex market ka har lamha badalta rehta hai, is liye yahan trading karne waly logon ko apni strategy ko bar bar adjust karna parta hai. Forex market ki tamam information ke liye updated rehna zaruri hai, jisay kayi log ignore kar dety hain. Yahan paisa kamany ke chakkar mein, logo ki greed ka koi had nahi hoti jo inko barbaad kar deti hai. Greed kya hai? Yeh aik aisi tareef hai jo paisa kamany ke doran hamare dimagh mein beth jati hai or hamari soch per kabza kar leti hai. Greed hamary dimagh ko hamary goals se door kar deti hai, or hamain aisi cheezon ki taraf raghib kar deti hai jo hamary liye harmful hoti hain. Forex market mein greed ka kafi bara role hota hai. Yahan paisa kamany ke shauq mein logon ki aqal ghuti hui hoti hai or woh apni investment ko risky deals mein bhi lagana shuru kar dete hain. Greed forex market mein kafi mushkil ka sabab banti hai. Jab koi trader paisa kamany ke liye trade karta hai, to woh apni investments ko barhany ke liye maximum profit hasil karna chahta hai. Yehi wajah hai ke woh apni strategy ko gamble jesi banata hai, jisay kayi log follow nahi kar paty. Jab trader ka strategy gamble jesi ho jata hai, to uski aqal ko greed ka kabza karna shuru hota hai. Greed trader ko jhoot ki sahi information deny lagti hai or woh risky trades ko bhi apnana shuru kar deta hai, jisay uski investment ko loss ka samna karna parta hai. Forex market mein paisa kamany ke liye, kuch important rules ko follow karna zaruri hai. Risk management ka concept, market analysis, trading strategy, aur emotional control forex trading ke successful tareeqon mein shamil hain. In tamam cheezon ko ignore kar ke, jisay kayi log karty hain, greed ke shikar hony ke chances barh jaty hain. Market analysis bhi forex market mein kamyaabi ka aik important factor hai. Market analysis ke doran, trader ko market ki movements or trends ko analyze karna hota hai, jisay uski trading decisions per acha impact hota hai. Is tarah ki analysis, trader ko market mein profit ya loss ke chances ko samajhne mein madad karta hai or uski strategy ko barhany mein madad deta hai. Trading strategy bhi forex market mein successful tareeqon mein shamil hai. Achi trading strategy, trader ko market movements ke sath sath apni investment ko khatray se bachany ke liye madad karta hai. Strategy ko follow karna, trader ke liye aik aham kaam hai, kyunkay yeh uski trades ko planned tareeqon se execute karny mein madad deta hai. Sab se important factor greed ko control karna hai. Greed ke shikar hony se bachny ke liye, trader ko apni strategy ko planned tareeqon se follow karna chahiye or risky trades ko ignore karna chahiye. Yahan paisa kamany ke chakkar mein, jaldi paisa kamany ki koshish na ki jaye or apni investments ko khatray se bachany ke liye bar bar review kiya jaye.
                              Believe in yourself and your abilities. When you fight for your dreams, you can achieve anything.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X