short time frame and long trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1066 Collapse

    Agr ham long taime my trading krty hy to ham ko bhot zeada faida hota hy hamy is sy bhhot hi zeada profit mil jata hy our ham ko bhot acha balance bhi ho jata hy account my jab k shart taime my ham ko kam profit hota hy
    https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1067 Collapse

      Short term trading k liay hamesha chota time frame select kia jaey aur long term trading k liay barra time frame select kia jaey aur long term trading k liay km sy km 1day chart sy chart read krna shurru kia jaey aur long term trading k liay investment b ziada honi chaey uski wahja ye hae k trade lamby arsy tk chalti hae to loss b ziada aata rehta hae jiski wajha sy account washout hony k b chance hoty hain aur long term trading k liay wave trading mery khial men bahot best rehy gi.
      • #1068 Collapse

        is main hum kisi bi waqt trade kar k hi hum sucess hon gay aur time ko fix kar k hi hum is main acha earn karein gay aur market main trend ko use kar k hi hum run karein gay aur market main profit hasil karein gay it is ebst
        • #1069 Collapse

          jee Bahi aap ki bat thek hai long time frame bohat kam risk hoti hai hum ko kam sy kam H4 ka time frame use krna chaye choty time frame man trade bohat kam milti hain or woh trand k mutabiq bhi kam hoti hai agir hum long time frame man trade lgaty hain to loss man to profit man bhi a skti hai
           
          • #1070 Collapse

            Short term trading ko ham scalping bhi kehte hain short term k liye 15 minutes aur 30 minutes time frame ko use kia jata hai, short term trading risky bahot hoti hai short term trading men hamen loss k chance ziada hote hain isliye main long term trading ko pasand krta hoon.
            Long trading men ham market ki trend ko easly analyse kr lete hain aur long trading hamare liye profitable hoti hai but sirf problem long trade men ye hai k hamari invest achi honi chahiye aur hamara experence acha hona chahiye.
            :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

            CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
            • #1071 Collapse

              agar hum short term trading karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay humay esmain kam time frame ko use karty huway he trading karni chahiey tab he humari trading achi aur hum kam time main acha earn kar sakty hay humay chahiey keh esmain khoob mehant karen tab he hum safe reh sakty hay
              • #1072 Collapse

                G bilkul ap ne theak kaha hai chotey time frame ziada risky hote hyn kiun ke in main ap ko trend ka thek trha se pta nhi chalta jub ke brey time frame main trend analyze krna easy hota hai islye 1h and 4h best hyn
                • #1073 Collapse

                  long term main kam karna kafi best ho sakta hay kun kay learning karny say humain market mai npractiv eho sakti hay jab hum short term main kam karty hain to market main kafi risk hota hay kay humain trade main loss ho sakta hay demo ko use karna ho ga ta kay market ko samjhna asan ho sakay low risk main trade main kam karna ho ga
                  • #1074 Collapse

                    agar hum short time frame ko use karty huway trading karen gay to humari trading bohat safe ho sakti hya aur humay esmain ziada time ka wait bhi nahi karna parta aur humay chahiey keh esmain safe trading karen kyun keh safe trading karnay main he faida hota haya ur humay mehant karni chahiey
                    • #1075 Collapse

                      Short time frame ziyada tar new traders use karte hain un k pass forex knowledge or experience kam hota hai or kam capital invest kar k wo short time me profit earn kar sakte hain is me kam risk hota hai. jab k long term frame ziyada tar professional trader use karte hain un k pass kaafi experience or capital hota hai or wo ziyada risk lete hain high profirt earn karne k liye.
                      • #1076 Collapse

                        agar hum kam time frame ko use karty huwya trading karen gay to humay market main ziada wait nai karna parta aur hum market main kam time main acha profit bna sakty hay so humay chahiey keh es business main ziada focus karen ta keh esmain achi earning kar saky ye aik bohat acha business hay
                        • #1077 Collapse

                          harr trader ka trading kernay ka style illada hota hai harr trader ka apna time frame hota hai jiss ma wo trade kerta hai juo short term trade kerty hai wo small time frame ma kerty hai or juo long term trader hoty hai wo bara time frame ma kerty hai ye upp per hai k upp kis pa trade kerna chaity hai....
                          • #1078 Collapse

                            short time say murad woo trade hai jo profit main ay aur uss ko jald close kr dia jaiy aur log term trade main jab kabi wo trade profit main ay too close kr 2 ..........................
                             
                            • #1079 Collapse

                              Assalamu Alaikum friends my new user homework Apne senior member se puchna Chahta Hoon ke short time frame and long trading please kiss Union member Ajmeri speed reading karne ke baare mein Bata sake jaldi se jaldi
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1080 Collapse

                                agar hum time frame ko use karty huway trading achi karen gay to he humari trading achi ho sakti hay aur humay esmain jdl bazi main humari trading achi ho sakti hay aur humay chahiey keh esmain short term trading karnay main he faida hota hay tab he humari trading safe ho sakti hay esmain jald bazi nani karni chahiey
                                ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X