Trading Business main Jazbat control krne honge

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading Business main Jazbat control krne honge
    Assalamualaikum friends, mere khayal se trading business main apne Jazbat control krne honge q k ham Jazbat main a kr nuksan kr skte hain ye Kam bahut Aram aur skoon se krne wala hy trade lga kr uska wait krna parta hy nai to account bhi wash ho skta hy. Apka kia kehna hy zaroor share kren.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading Business main Jazbat control krne honge

    Treading business m jazbat ko Kabu Mein Rakhna Hoga Agar aapane forex market Mein trading ka kam Karna Hai To Apne Jazbaat ko Kabu Mein Rakhna Hoga Nahin to aap ko nuksan ho sakta hai uski Shakal mein aur agar aap mind-set aapka fresh hoga agar aap Sakun se kam Karenge to aap apne Jazbaat ka bura kar kam Karenge to aap ek acche traders sabit ho sakte hain aur isase aap apna Achcha profit Kama sakte hain hain
    Last edited by ; 14-09-2020, 11:43 AM.
    • #3 Collapse

      Re: Trading Business main Jazbat control krne honge

      hamy apny jazbat ko kabo mai rak ky trading karne chahey hamy trading karny sy pahly practice kar lyne chahey hamy practice ky loiey demo account ko chose karna chahey demo hamy as a teacher guide karta hain hamy market ko achy sy analyses kar ky trade lagane chahey hum is main sahe trade laga kar acha profit hasil karty ha
      • #4 Collapse

        Re: Trading Business main Jazbat control krne honge

        Hamen Apne Jazbaat ko aur apne emotions ko control Mein Rakhe kam karna chahie Fir Bhi Ham kamyabi Hasil kar sakte hain for online business hai ya kabhi bhi khatm nahin Hoga Ham ismein posting nahin kar sakte hain aur ham market Mein trading bhi kar sakte hain Agar Ham kam karte hue mistake kar denge To Hamen nuksan ho jata hai yah Ek bahut bada biscuit hai
        • #5 Collapse

          Re: Trading Business main Jazbat control krne honge

          dear g han ap nay sahee bat ko share kia hay agar ham chatay hein k ham khud ko forex main kamyb bana saken to is main ham ko chye k ham jis time main bhi trade ko kia karein is main ham ko kabhi bhi emotional ho kr k kam ko nahi karan ho g so is main ham ko chye k ham is main last tak acahy say acha kam ko last tak karaty rahan ho g agar ham chatay hein k ham agya ki janib ja kr k apany ap ko kamybi ki traf ley ja sakein to so is main ham ko chye ho g k ham is main best say best kam ko last tak karaty raha kia karein agar ham agya ki janib ja kr k khud ko kamybi ki traf ley janay k baray main khyal kr rakha hay to . k
          • #6 Collapse

            Re: Trading Business main Jazbat control krne honge

            ji han bhai jaan aapane bilkul theek kaha hai Forex trading ek risky business hai aur market ki movement bhi flexible hoti hai aur market aap aur down hoti rahti hai isliye apne emotions ko control Mein rakhna bahut jaruri hai agar aap apni trading ke dauran apni emotions ko control nahin kar sakte to aap kabhi bhi Forex Mein ek kamyab trader nahin Ban sakte ek kamyab trader hamesha wahi hota hai jo apni emotions ko control kar sakta hai isiliye agar Forex Mein ek kamyab trader banna hai to iske liye apni emotions ko control Mein rakhna sikhen.kyunki agar aap apni emotions ko control nahin kar paate to ho sakta hai ki kam last per aap apni trade close kar den lekin bad Mein aapki trade aapke favour Mein a jaaye tu is tarah aap kam se kam loss per apni trade close karke bahut jyada loss hasil kar lenge aur aap kabhi bhi apne trade se profit hasil nahin kar sakenge. Isiliye apni emotions ko control Mein rakhna bahut jaruri hai.
            • #7 Collapse

              Re: Trading Business main Jazbat control krne honge

              mery piayry dost ap ki baat bilkul thek hy pakistan forex minnagr haminn achi kamyaabi ko hasil karna chaty hain to hum ko chaye hum treadi g karny ka daoraan hamin apny jazbaat ko control karna chaye jitna hum ziyada sy ziyada apny jazbaat ko control karin gy otna hi hamry oass acha profit hoga aue hum achi success ko haial kar sakty hain os min jaldbazi karny waly aur lalachi member kabhi bhi kamyaab nahin ho sakta hy ..
              • #8 Collapse

                Re: Trading Business main Jazbat control krne honge

                Assalamu alaikum dear friends jaisa ki AAP sab jante Hain ki forex form 1 online trading business hai aur ismein kam time mein bahut hi acchi earning kasar kar sakte hain aur hamen chahie kami se main apne jazbaat ko control Kar ke trade post Karen jisse main bahut jyada fayda hoga aur hamen bahut achcha prapt milega aur ham kamyab honge agar Ham apne jajbat ko control Kar ke trade post karenge aur hamen se kam apne knowledge or experience ko encourage karke bahut acchi trade post Karen jism kamyab ho sake
                • #9 Collapse

                  Re: Trading Business main Jazbat control krne honge

                  G ha daer Aapna bhot hi acha Bathi ga sub sub logo ko chi khay aghar wo market ma Achi Trading our kamyabi hasil Karna Chita ha to jaldbazi sa Kabhi kamnhi Lani chiour sabar sakam Karna chi our kosas Karni chi khay zida time Tak Aap ni Trading ko hold Kara Trading Karni chi our trading karta waqit bhot zida analysis karka hi Trading Karni chi
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading Business main Jazbat control krne honge

                    Assalam.o.alaikum dear forex members apki bat blkul drust hy Pakistan forex me kam krna hy to apko ziada se ziada sbr se kam krna chahiye jldbazi blkul nhi krni chahiye jldbazi se koi b kam kbi b kamyab nhi hoty Pakistan forex forum me kamyabi hasil krni hy to apko ghabrana nhi chahiye blky sbr se kam krna chahiye or himmt kr k khob apne work ko time dena chahiye

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X