control on emotions
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1771 Collapse

    slaam to all forum members...agr app ko boht zyida profit ho jye ya boht zyida loss in dono sorton mian aksr app ka account wash ho jata ha is ke bari waja app ka apna emotions par control ka na hona ha kyun ka zyida profit sa app ko lgta ha ka ab sirf profit he ho ga ur app ka ya lalch app ko la dobta ha ur jab app ko lgta ha ka app ko boht zyida loss ho gyia ha to app dil chor jata ho is surt main bhe app ka account wash ho jata ha ..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1772 Collapse

      Dwar frend forex treading mai loss ki main waja he yahe hai k hm agar thora sa profit dekhty hai to zayda k lalach mai hm aik k bad doari treaad open karty hjaty hai chaye os mai loss ho ya profit ja k hm na to market ko dwkhty hai or na he analysis ko follow karty hai jis ki waja sy hmy loss hota hai.
      • #1773 Collapse

        G dear ap nay bilkul sahi kaha apnay emotions pr control rakhna bht zaroori ha. Lalch buri bala ha. Or hum aksar lalch ma par jatay hain jis k waja say loss ho sakta ha. Ais k ilawa trades start karnay k bad emotional disturbness bhi aksar ko face hoti ha. Bht ziada tension hoti ha k aya loss ho ga ya profit. Hamesha relax ho kar trade karein. Sabar or soch smj kar faisaly karein. Or lalch say bachein.
        • #1774 Collapse

          bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum apna emotion pa lot of control karna start karda ager hum apna emotion pa control karta ha to per hum ko achi earning hote ha laken ager hum apna emotion pa control nhi karta ha to per hum ko loss be us tara hota ha ..............
          • #1775 Collapse

            Forex trading aik aisa business he keh is business mein jo banda bhi apne emotions ko control karne mein kamiyab ho jata hey to woh kabhi bhi is business mein loss nahin karta hey aur always is business mein achi trha se successful ho sakta hey aur apne liye aik acha future bana sakta ey
            https://t.me/pump_upp
            • #1776 Collapse

              dear friend forex m emotion py qabo rakhna chahiy jb los ya profit hasil ho ye nhi k los hony py forex ko chor do q k es m los tu phly hy hr beznus m los r.profit hota hy r jb bra profit mily tu n emotion py qabo rakhen lalach m na paren phly profit withdrowl Karen phr tread order Karen.
              • #1777 Collapse

                Asslam o alikum dear friend me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot acha sawal kia hy dear jahan tak me janta hon forex tarding aik bohat hi risky business hi jis main agar ap kamyb hona chete ho to ap ko iss main proepr learning ekrni ho gi then hi ap iss main kamyb ho g eorr emotions orr greed ko bi contrrol ekrna ho ga
                • #1778 Collapse

                  trading main ager trader greed na karay to wo is business main kamiyab trader ben sakta ha.buhat say trader ko is business main loss ki sab say bari waja hi greed kerna ha.ager trader is business main greed ko chor ker trading karay.to wo is business main acha profit asani kay sat hasel ker sakta ha.or is business main apnay emotions ko control kerna buhat mushkel kam ha.
                  • #1779 Collapse

                    Jqb app trading kqrahay hooty hain aur market position positive ya negative ja rahi hooti hay to apkay emotions apko bht tang karty hain magr apko apnay emotions pe control rakhna hay qk ye emotional hoony ka time nqhi hoota
                    • #1780 Collapse

                      Forex trading mai loss profit dono hi hain in k bina trading naho hoti ya to trader ko profit hota ha ya loss .but dono situation main trader k emotions alag alag hoty hain profit main good emotion loss main bad emotions .achy trader ko hamasha apny emotions control main rakhny cahye ..kisi bhi situation main emotions ko havi na hony de .
                      • #1781 Collapse

                        g han dear hamain apny emotion ko kabo main rakh k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay a ur hamain market main enter hony say pahly is k bary main trend ko use kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur hamain is k bary main trend ko use karna ho ga tab hi hum achi trade karein gay
                        • #1782 Collapse

                          Emotional ho k hamy trading nai krni chiya bilkol bhi ham ko trading my emtional ko nai lana chiya kio k ya ham ko jitna loss krwaty hy utna ham ko koi bhi loss nai krwata hy jab ham trading my emtional ho k kam krty hy to hamy phr bhot zeada tention bn jati hy jis ki waja sy ham ko market sahi nazar nai arhi hoti hy
                          https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                          • #1783 Collapse

                            emotion ko kabo main rakh k hi trade karni ho gi tab hi hum real main achi trade lga sakty hain aur is forex main jab tak hum apny emotion ko control nai rkhein gay tab hamain is main kam karny ka koi bi faida nai ho saky ga aur hamain is say faida ho saky ga it is best job
                            • #1784 Collapse

                              is forex main hard work kar k hi trade karni ho gi aur apny emotion ko kabo main rakh k hi hum real main achi trade lga sakty hain so hamain is k rules ko follow karrein gay tab hamain kam karny main bi koi mushkil na ho saky gi aur is say faida ho saky ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1785 Collapse

                                yes forex main apne ap py control hona lazmi hain new trader thora thora profit dekh leta hain tu pher trade ko closs kar deta hain jaab k ye bhot he gahalt hain hum apni trade ko profit main rakh k trade ko logn time k liye chor de forex main asy memebrs b hain jo thora thora profit le k nikal jate hain jo k ye bhot he best hain qk mertket ka koi pata nhe hota hain k merket kaha move kare gy
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X