control on emotions
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1126 Collapse

    jee mera zaati khayal bhi yehi hai ke forex ke ander aapko apne emotions control kerne parte hai or fresh mind ke sath kaam kerna parta hai,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1127 Collapse

      Complete control over our emotions very essential in forex trading. These can be positive or negative emotional factors. Greed, etc. or pressed. These are only the ones we destroy their trade, but traders are not only harmful to the work.
      • #1128 Collapse

        forex mein work karne kay liye zruri hai kay apny emotions pe controll rakhein ku kay emotions mein controll na rakhny ki waja se ap kay kam mein zada khrabi bhi ho sakti hai is liye emotions kay sath kam kabhi nahi krna chahiye.
        • #1129 Collapse

          jub insan emotional hojata hay to zehan teek tara se kaam nahi karta or us waqt hum wrong decision laitay hay, or teek tara se planning nahi kar patay jo k loss ka sabab ban sakti hay. es liay hamay hameesha trading ki taraf dehan day kar planning karni chahiay.
          • #1130 Collapse

            forex trading krty ho insan ko himat aur hoslay se kaam lena chahiye kyun k ye ek sabr ki game hai. jo insan sabr se kaam leta hai woh hamesha kamiyab hota hai. kyun k sabr hmay hmre emotions ko control krne mein bhot madad krta hai. aur is mein lalachi bikul nai hona chahiye kyun k hm sab janty hain k "lalach buri baala hai".
            • #1131 Collapse

              g han asa hi karna chahya lakin mara ap sa ik sawal ha k agar ham log bohat zayada loss kar lan to ham logon ko kaya karna chahya aur is ko pora karna k lya kya karna chahya aur agar bohat hi zayada loss ho jay to kkya karna chahya.
              • #1132 Collapse

                my dear brother aap ak daam theek keh rahy hain .... trading krty hvy hum ko apny emotions ko control me rkh ka he trade krni chye .... aagr hum emotionalho k trading kren gy tau humri trading nai ho ge
                • #1133 Collapse

                  apka sara bonus zaya hoga ap abi insta ka account add kro apne forum k sat warna apko bonus nahi milega. or ap wohi insta k account ko add kro jiska apko confirm pata ho k is name se ap k pas passport and bill wagaira sab kuch maojod hen to apko wohi account add karna chahiye warna phe ap ka insta verified ni hoga
                  • #1134 Collapse

                    ap emotion control kar sakta he and forex trading boring business nahi hay ap is say achi earning kar saktay hay sirf ap ko knowledge hona chayie kiyon kay knowledge ky begair ap forex say money make nahi ker sakay gayn isi liye ap ko focus karna hoga forex par phir ap achi earning kar layn gyn .
                    • #1135 Collapse

                      ap ko emotion ko control karna chayie aur learning is veyr important han earning aap ko chayi8e kay ziyada say ziyad learn akray takay aap ka knowledge mein ziafa hota jay otherwise without knowledge aap forex say money made karnay mein nakaam ho jay gayn .
                      • #1136 Collapse

                        G han app ne sahi kaha ha hmen is business me apni emotions par cantrol karna chahye kyun k ye aik asa business ha jis me hm agr apni emotions par cantrol karty hain tu hmen is business me faida hasil hota ha or achi earning hoti ha is business me
                        • #1137 Collapse

                          emotion ko control karna chayie aur learning is very important han earning aap ko chayi8e kay ziyada say ziyad learn akray takay aap ka knowledge mein ziafa hota jay otherwise without knowledge aap forex say money made karnay mein nakaam ho jay gayn .
                          • #1138 Collapse

                            Assalam - u - alaikum bhai jaan jee aap ne bilkul sahi kaha hai ager hum apne emotions ko control naa kare to loss me bhi jaa sakte hai emotions per control zaroori hai thanks for question
                            • #1139 Collapse

                              Meray opinion main forex main wohe kamyaab trader bnta hy,jo is samjh k krta hy.Hurry nahe krta our greed sy avoid krta hy.Apnay emotions ko control main rakhtay hoey trading krta hy.Wo success hasil krta hy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1140 Collapse

                                Mere bhai forex me apnay emotions ko control karnay ki bhot zyada zrorat hoti hai agr hum aesa nahi kartay hain to hum lalchi ban jatay hain aur jb hum lalchi bantay hain to ye hame bhot sara nuksan deti hai.is liye ap ko hamesha cool mind k sat trade karni chyee hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X