control on emotions

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #436 Collapse

    forex men trading kerty time hamain buhat sary wmotions ko control kerna hota hai or is se haman tradig kerny men problem hoti hai is ley jab hamain acha confidence ho to hamain is men easily control ker k profit kama lety hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #437 Collapse

      jab tak ap kisi bhi kam main apny in emotions par kam nahi karty is ko control nahi karty ap is kam main kamyab nahi ho sakty kabhi bhi is liy pehly ap in ko control karo us kay bad hi is main ao or acha khasa profit earn karo is say
      • #438 Collapse

        Within fx trading if you cannot manage the sensations, greed then you are not able to gain some volume and in some cases you can't preserve anyone earned volume and may losse it. Hpye making you above self-assured and also as above self confidence anyone wide open wrong jobs and also loose the earned dollars also. During sensations anyone failed to focus on evaluation , nor follow tendency and have some decline.
        • #439 Collapse

          hye dear brother jii bilkul hamain hamesha chahye ke apne emotions par qaabhoo rakain na siruf losses ki balke jeetne ki bhi eslye ke emotion main ham zayadatar kehte hain ke chalo doosrey bhaar bhi main wese hi kama sakunga aur jab hum dorey bhar trading karne kelye bet they hain tho per unhi emotions ki waja se losses karthe hain
          • #440 Collapse

            kisi b kaam ko krnay k liay sab se pehle apnay emotions per control hona chahiay kyon k emotions main kiay huay faislay aksar ghalat hotay hain aur aap ko nuqsan pohnchatay hain. same forex trading main b aisa hi hai
            • #441 Collapse

              ji ap na achi bat ki agar hum kamiab hona chahta han is field ma to hama apnay ap ko greed sa dor rahna chahia kiu ka is field ma greed ki koi gunjaish nahi ha ap ko chahia ka apna emotion ko control ma rakha ta ka ap kamiab ho sakay
              • #442 Collapse

                emotion ko control karna to must hai aggr app ne trading kart hoe in cheizun ka khiyal na rakaha to ziada dair tak app profit nahi kama saken ge or loss ki traf chale jayien ge .
                • #443 Collapse

                  g bhai good question aap nay bilkol theek kaha hay kay treading karty wakat hum ko greed or emotions par kabo rakhna caheyay.agar hum emotions ok greed par kabo nao kryn gay to hum bohat noksan kar bythy gay.or agar hum ko successful treader banna hay to hum ko knowledge or expriance hasil karna ho ga..
                  • #444 Collapse

                    bikul esa hi karna chaye kyun ke forex trading ek bohat zyada risky business hai agar ap is main apne emotions ko control main nahi rakhenge to mumkin hai ke apko forex trading main bohat loss uthana par jae
                    • #445 Collapse

                      forex asa busienss hai jis main emotion ki ko hi bhi jaiga na hi ku ki forex busienss main app agar emotion ko na hi control ki to app ko forex main kabhi bhi success na hi melega is lyea app ko emotion ko control karna hi hoga .
                      • #446 Collapse

                        jee han main ap se agree hon forex tardign main ap ko apne emotions ko control ekr ke tardign ekrni ho gi then hi ap is kabal ho g eke profit ko earn ekr sakoo bohat se tarder iss business main sirf issi waje sefail hain ke wo emotions ko control nahi ekrte
                         
                        • #447 Collapse

                          ap ko forex trading krta waqt apna emotions pr thoraa control rakhana chiyaha ap ko ap ka emotions sahii trahan sa trade nai krna daita ap aisa conditions mein emotion ka satha strategy achii nai banata hain ap ka brain acha kam nai kr raha hota ha aa is liya ap ko kafii loss hoo jata ha ap ki trade sa ap ka emotions ki waja sa ..!!
                          • #448 Collapse

                            forex trading aik bohat hi risky business hi jis main agar kamyb hona hi too greed fearorr emotions ko control ekr ke hi trading ekrni ho gi then hi ap iss main kamyb ho g eorr acha profit bi le sakoo ge
                             
                            • #449 Collapse

                              mare kiyal me jab tak hum apne emotions or greedy ko contorl nhai karty tab tak hum kamiyabi hasel nhai kar sakty ye do isy cizy hai jin ko control kar liya jay to hum kamiyabi ke her seri par kar sakty hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #450 Collapse

                                forex k business mein loss ki bhut sari reason hain lakin un reasons mein aik ya bhi hai jab aik trader ko profit hoti hai tu wo iss business mein bhut ziada emotional ho jata hai aur jis ki waja se wo koi na koi mistake kar leta hai aur us ko loss ho jata hai iss liya forex mein hum ko emotional nahi hona chaya.
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X