Forex trading Mein lot size Kitna Hona chahie

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading Mein lot size Kitna Hona chahie
    Assalam walekum doston mein a jao aap Logon se puchna Chahta Hun Ki Forex trading mein jo log new Hai unko Kitna lot size Lena chahie tha ki vah Apne account ko nuksan se bacha sake aur profit Hasil kar sake Jaisa ke ab Sab Jante Hain ke Forex trading Mein lot size bahut jyada ahmiyat ka hamil hai isliye Ek Achcha Mashwara de deta ke new Aane Walon Ko Forex trading Mein nuksan Na Ho Aur vah Ek Sahi lot size ke upar trade kar sake
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading Mein lot size Kitna Hona chahie

    hamy is mai kam lot lagane chahey agar hamare amount kam hain to hamy is main kam lot lagane chahey agar hum kam amount par zeyada lot laga dy gy to hamy loss he ho ga hamy loss hony ke har aik waja ko sahe karna chahey ta ky hum is mai agy bar saky yai aam job ke nisbat bohat ache job han hum gar bath kar is man kam karty hain
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading Mein lot size Kitna Hona chahie

      Forex Trading me lots size account k valume k hisab se hona chaheye. Matlab agar account bara hai to bara lot size use karen nahi to chota lot size ka istemal thek rahe ga aur is se hamen bohut hi ziada asani hogi. Ziada Risk umoman chote account ka complete safaya kar dete hen. Is waja se behtar hai k hum koshash kare k hum zyada risk na le. Aur hamari koshash honi chaheye k hum chote account pe kam se kam lots ka istemal karen. Forex trading me bohut hi ziada risk hai. Chote account holder ko commodities ki nesbat currencies pe tarjeeh honi chaheye ta k us ka risk kam ho. Q k commodities me risk currencies ki nesbat bohut zyada hota hai. Commodities aam tawar pe halat aur news k hisab se change ho rahe hote hen jab k currencies analysis ki bunyad pe taghayur pazeer ho rahe hote hen. To is waja se currency me trading karen aur zyada lots na lagaye to behtar hoga. Analysis hamare trading k leye bohut hi ziada aham hn, q k is se hi hum apne trading kamyab bana sakte hn. Forex Trading me small mistake b bare nuqsan ka bahis banti hai. Analysis hamare trading k leye bohut hi ziada aham hn, q k is se hi hum apne trading kamyab bana sakte hn. Analysis hamare trading k leye bohut hi ziada aham hn, q k is se hi hum apne trading kamyab bana sakte hn.
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading Mein lot size Kitna Hona chahie

        forex trading main lot size account balance ky hisab sy hona chaye ager hamara account hy 100$ to is per lot size o.o1 ka lagana chaye aur ephr ager hamara account hy 500$ ka to pher hamara lot size 0.05 ka hona chaye is cheeze sy kafi ziada fiada bhi hosakta hy so hamein is main mehant karnyc haye aur pehr himatky sath work karna chaye jis sy pehrkafiz iada fiada bhi hoskt ahy soo hamein is main mehant karny chaye jis sy pher kafiz iada fiada bhi hoskt ahy aur pehr kamyabi bhi hosakty hy so hamein is main mehant krnyc haye jis sy ephr kafi ziada fiada bhi hsoatk ahy
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading Mein lot size Kitna Hona chahie

          ham agar zyada laut use karte hain to hamara nuksan ho jata hai aur agar ham last ko itna nahin lagate aur bad mein mara fayda ho sakta hai aur hamen is meri itna nuksan nahin ho sakta hamesha se pahle apne account ko zyada hi rakhna chahie aur ham agar apne account ka brokers karenge to hamen ismein acche se mehnat ka kam mein sakta hai aur ham apna kam ko aasan bana sakte hain aur jo log bhi yah sochte rahte hain ki hamen acchi hi main karte rahana chahie to hamen kam nahin ho payegi aur agar apna kam ho jaate hain to hamari apni galti ki vajah se kam ho jaenge aur har insan ki acchi hai sar kam kama check karne ki vajah se hai to hamen bhi ya kam sochana chahie ki ham agar apne aap ko kamyab banana chahte hain to yah sochkar kam karte rahen ki hamari limited agar jitni zyada mukammal ho jaati hai tu utna hi faida ho sakta hai aur apne main usko hi karte rahana chahie agar hamari hi chahie to hamare liye kam nahin mil sakta hamen apne hoga
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading Mein lot size Kitna Hona chahie

            agar aapke pass account bada hai to jismein jyada bonus aaye to uski lot size aap jyada laga sakte hain agar chhota hai to usmein kam se kam lot size ka istemal Karen takat sirf profit
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading Mein lot size Kitna Hona chahie

              dear friend agr ap forex trading mn safe aur achhi trading krna chahtay hn yo apko chayay k trading mn lot size hmesha apnay account ballance k hisab sa rakhen aur apnay account ballance ki brdasht sa ziada lot dize na rakhen keun k lot size ziada rakhnay sa apka account bhi wash ho skta ha
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading Mein lot size Kitna Hona chahie

                forex trading my lord size ke use apne account equity kimat Happy birthday Hain agar aap kya gaon ki Priti $100 hai to aapki lot size ka use 0.01 hona chahie agar aap kya gaon ki equity $300 hai to aapki lot size ka use 0.02 hona chahiejaise aapki equity increase hoti hai vaise vaise aap apna lot size be increased kar sakte hain lekin aap ko hamesha money management mein rahakar kam karna hoga risk management ko proper follow karna hoga tabhi aap forest reading mein apne account ko safe rakh sakenge
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading Mein lot size Kitna Hona chahie

                  Fore tarding may hamay apnay account kay motabik tardimg karni chahiya Q kay hamay agar ziydha lot size lagtay hay to hamay forex may axha profit hasal kartau rahatay hay is liya hamay mahnat karhay takay achay tarika say kamiyab bhi hasal karhay mahnat kay sat sat himat say kam karna chahiya takay achay tarikay say mahnat karhay forex trading may account danger zone mat na dalhay takay hamay agar mahnat karni hay to hamay chahiya kay profit hasal aur who bhi mahnat kay sat
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading Mein lot size Kitna Hona chahie

                    forex trading maain lot size hamesha apnaay account balnce kay mutabiq rukhni chahiye agar hum es main lot size apnaay balance kay mutabiq rukhay gay to hum es maain achaay say apna kaaam kur pay gay to ess liye humain es main achaay say apnaa kam jari rukhnaa chahiye or huamin l0ot size hamesja achaay saay rukhni chahiye or jitna ho sakay kum lot use kurni chahiye
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading Mein lot size Kitna Hona chahie

                      dear forex main hamain lot size money management kay hisab say karin gay tohe hum is main kamyab hon gay forex main wohe log kamyab hoty hain jo is main lagan say mahnat say forex main kam karty hain forex aik best online business hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading Mein lot size Kitna Hona chahie

                        ASSALAM O ALAIKUM,,,,,Forex mein trading karte hue hamen har kam soch samajh Kar karna hota hai trading karne mein jo sabse important cheez hoti hai vah hai lot size ka juice agar Ham lot size ka use karne mein compromise karte Hain to Ham kabhi bhi kamyabi hasil nahin kar sakte hamen hamesha lot size ka use karne mein money management ko follow karna chahie agar money management ko follow karte hue lot size ka use nahin karenge to Ham kabhi bhi achcha profit hasil nahin kar sakte Ham hamesha normal lot size ke sath trading karni chahie
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading Mein lot size Kitna Hona chahie

                          Walekum assalam ji Bhai Allah ka shukr hai aap sunayen aapka lot size jitna chhota hoga utna hi aapke liye behtar hai agar aapke account mein balance kam hai to aapko hamesha small lot size hi use karna chahie kyunki agar aap small lot size use nahin karenge aur aapka account mein dollars bhi kam hai to aapko profit hoga to vah to koi baat nahin lekin agar aapko Las hoga to aapka account wash ho jaega aapka count 0 ho jaega isiliye agar aapke account mein balance kam hai to koshish karen ke small lot size hi istemal Karen aur bade lot size istemal karne se baj Rahe Taki aapka account zero na ho sake
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex trading Mein lot size Kitna Hona chahie

                            Assalamu Alaikum dear friend Forex trading Mein Ham money management se kam Karenge To Ham ismein kamyabi Hasil Karenge Ham Apne account ke Waqt Ke mutabik trade open Karenge To Ham ismein nuksan Nahin Karenge isliye koshish karen pahle to Gold per trading na Karen Agar fir bhi aap Gold per trading Karte Hain To aap 200 ke account per 0:01 ki trade open Karen Jo aapke liye Ye kam lot ki trade hai Kyunki gold Jab Bhi movement karta hai to vah 100 Se Bhi Jyada pep's Move kar jata hai isliye koshish karen Gold per trading na Karen currency pair per vah bhi bahut jyada kam land use nahin karna chahie usmein bi money management se trade open karne chahie Jaise aapka account bhi safe Rahe aur aap Aise Achcha profit bhi Hasil Karte Rahen Yahi Forex Mein money management hai aur ISI ki vajah se aap kamyabi Hasil kar sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex trading Mein lot size Kitna Hona chahie

                              Forex trading Mein hamen lot size chota racket rate karni chahie 0.01 ki lot size use karenge to aapka equity bhi save rahegi aur aapka account bhi increase ho sakta hai Forex trading Mein hamen money management se hi achcha benefit mil sakta hai aur ham kamyab ho sakte hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X