Forex Trading me sabr zyada tar hamen trade opening aur closings k doran karna chaheye. Forex Trading me hamen chaheye k sabar se kaam len. Kabhi bhi jaldi na karen aur na ye dekhen k jo trade me ne lagaye hai wo mere analysis k opposite q ja rahi hai. Forex trading sabar karne walo k leye aik behtareen zarya amdan hai. Q k jitna hum sabar sakon se trading karte hen otna hi is hamare leye acha profit bota hai. Forex trading me trade lagate bhi sabar wa tahamul se kaam lena chaheye na k jaldi karen is se hum aksar ghalat trade laga bethte hen aur pher is ka kafi bara nuqsan utha lete hen. Pehle hamen maerket ko achi tarah se janch kar aur pur sakon ho kar trade karna chaheye. Is se inshallah hamen kamyabi zaroor mele gi. Forex Trading me demo account ka bhi istemal musalsal karna chaheye, q k hum is se apni ghaltion pe control karte hn. Forex Trading me small mistake b bare nuqsan ka bahis banti hai. Analysis hamare trading k leye bohut hi ziada aham hn, q k is se hi hum apne trading kamyab bana sakte hn.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим