Jitni Mehnat Analysis Per kam Loss Trading main....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jitni Mehnat Analysis Per kam Loss Trading main....
    Assalam O Alaikum!
    Ajj Trading ka First day ha.Or Umeed karta hu Tmam Bahi Achy Say Trading karein gay.Or Acha Profit Gain Karny Ke Koshash Karein Gay Iss Liy aap Saab Ko Btana Chata Hu Kay Aap Ko Analysis Per Achay Say Mehnat Say kam Karna Chaye Or Iss Baat Ko HAmesha Apny Mind Main Set kar Laain.Kay aap Analysis Jitny Fresh Mind Or HardWork Kay Sath Karein Gay Aap Ko Market Main Utna He Acha Profit Ho Ga Iss Liy Aap ko Analysis Per Boat zada Mahenat karna Ho Ge Or Aap Ko Technical Analysis Karny Kay Liy Market ke Movement Or Different Tools Ko Use KArna Ana Chaye Jab Aap Ko Market Kay Different Tools Kay Bary Main Pata Ho Ga Toh Aap Achy Say Trading Kar Sakty Hain Or Market Say Acha Profit Gain Kar Sakty Hain .
    Wait For Market come to you!Don't Go after The Market!:1f3c6:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jitni Mehnat Analysis Per kam Loss Trading main....

    hamy analyses ko use kar ky trading karne chahey hamy trading karny ky har aik asol ko pora karna ho ga hamy is mai loss or profit ka samana karna parta hain jab hum kam karty howy koi mistake kar daty hainto hamy loss ho jata hai yai hum galt tradelaga daty hianto hamy loss he hota hai hamy loss main jany wale trade ko close kar dyna chahey
    • #3 Collapse

      Re: Jitni Mehnat Analysis Per kam Loss Trading main....

      hamein mehnat ziada sy ziada karny chaye aur pehr himat ky sath work karna chaye jis sy pher kafi ziada fiada bhi hosakta hy so hamein is main mehant karny chaye so hamein is mian mehant karny chaye so hamein is mian mehnt karny chayejis sy eph rkafi ziada so hamein is mianmehnt karny chaye jis sy pherkafi ziada so ham ein ismainmehant karny chaye jis sy pherkafi ziada so hamein is mainmehant karnyc haye so hamein is main mehant karny chaye jis sy pher kafi ziada so hamein is main mehant karny chaye jis sy pehr kafi ziada fiada bhi hosakt ahy aur per kamyabi bhi hoskty hy
      • #4 Collapse

        Re: Jitni Mehnat Analysis Per kam Loss Trading main....

        dear friend ap na bilkul theak kaha ha k agr ap mehnat kren aur market ki movement ka achha experience gain kren aur agr ap market ka achhi trh analysis kr k trade kren gay to ap forex trading mn achhi trading kr k bahot achha profit hasil kr sktay hn
        • #5 Collapse

          Re: Jitni Mehnat Analysis Per kam Loss Trading main....

          ji bilkul analysis AK technical point hai jiske upar acche tarike se mehnat ki jaaye to market ki direction ko samajh mein aasani paida Ho jaati hai kyunki yah bahut hi important points hote hain jinki vajah se professional trader market ki next movement aur iski next direction ko acche tarike se analysis kar lete hain aur uske bad FIR usi tarz kid trading karte Hain to hamen bhi sabse pahle apna focus market ki analysis ke upar Dena hoga aur har EK direction aur har EK parts ko apne Jahan mein dalna hoga aur har ek chij ko acche tarike se analysis bhi karna hoga jab aap perfect direction mein analysis karna start kar doge aur aapka har EK analysis sahi jayega tab aap market se jyada se jyada profit book kar paoge kyunki market mein profit aapko tabhi hoga aur aap ko kamyabi tabhi milegi jab aap forex ke related acchi information rakhte honge apneknowledge or experience ko hamesha increase karte rahana chahie aur apne mind power key strength ko bhi increase karte rahana chahie jab aap completely formation forex ke related hasil kar lenge tab aap sahi direction mein trade laga payenge aur maximum profit forex ke business se earn bhe kr payenge
          • #6 Collapse

            Re: Jitni Mehnat Analysis Per kam Loss Trading main....

            analysis kar ke trading karne main hamen surety hote hae ke hamen is main kam se kam loss hone ke chances hote hain q ke is tarah se hum is main ache tarah se trading karte hain to bas is waja hamen bhe cahiye ke hum is main kam kara karen jitna hum is main apne kam ko time dete hain hum is amin utna he ho jate hain kamyab to bas hamen bhe cahiye ke hum is main jitna zayada ache tarah se kam karte hain to hum is main success bhe hasil kar he jate hain to bas hamen cahiye ke hum is main kam bhe kara karen sahe tarah se take hum is main success bhe hasil kar saken
            • #7 Collapse

              Re: Jitni Mehnat Analysis Per kam Loss Trading main....

              Yes dear after the Weekend aaj first day of th working days ha tu Trading men care zaroori ha or Forex Trading business ka depend presentation ya Analysis par ha tu members zaroori ha keh Analysis ko proper karren kissi qissam ki jadbazi or ghaflat ko nah karren agar Analysis men kammee hu jaey trade par uss ka Reaction hu sakta ha teh yaad rakhen Fundamental or Technical Analysis mem tamam formalities ko complete karren or Allah ka naah le kaar Market men conference or sakoon ke saath inter ho kar working karren
              • #8 Collapse

                Re: Jitni Mehnat Analysis Per kam Loss Trading main....

                g han hum jitni mehnat analysis pay kuray gaay utna he kum humaain loss ho gaa or hum achay say analysis kur kay acha sa profit gin kur pay gaay to es liye humain achaay sy analysis kurni chahiye or acahy say apna kam kurna chahiye aagr hum es main achay say analysis pay zyada say zyada focus kuray gay or achay saay apna kam kuray gaay to humain losss bhi nhi ho gaa to es liye humain achaay say analysis kurnay kay baad he trade lgani chahiye
                • #9 Collapse

                  Re: Jitni Mehnat Analysis Per kam Loss Trading main....

                  gee han dear app nain thek kaha hai agar hum forex main analysis ky bgair trad karin gy to he hum loss main hon gay hamain forex main dil laga kar kam karna ho ga pher he hum is main kamyab hon gay forex main acha kam karin gay tohe hum is main kamyab hon gay forex aik best online business hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Jitni Mehnat Analysis Per kam Loss Trading main....

                    jitna jyada aap analysing jyada karenge Apne aap ko kamlas Hoga ya nahin aap apne upar confidence Bakra rakhen aur kam se kam large size kaise Mal karte hue achcha prapt Karen Karen
                    • #11 Collapse

                      Re: Jitni Mehnat Analysis Per kam Loss Trading main....

                      Anylsis Mehnat Shisha karne chahie Is Tarah main aap Hamari Agar provide Hogi To Hamara kam Karte aqib incomplete ho jaega isliye Hamen chahie apni Main Aarti se kam Karke Ham Ne Karm ko Ham complete Karen incomplete Agar Karenge To Hamen target Hamara ka Parichay Nahin Hoga isliye Hamen chahie Main Aarti se Forex ke rules ko follow karte hue Ham acchi Tarah lagaen acchi training lagayenge analysis Karenge To Hamen market ki khabar ho jayegi market Ka Pata chalega Is Tarah Hamen Achcha profit bhi mil sakta hai isliye Hamari koshish Agar good effort Se Hai Tumhare Liye kamyabi good acche se Milegi isliye Koshish Karna chahie minut se acche Nilesh karna chahie Thi everything is possible Is Tarah Hamen chahie ya nahin aati se kam Karte Rahen
                      • #12 Collapse

                        Re: Jitni Mehnat Analysis Per kam Loss Trading main....

                        Thek kaha bhai analysis bhi bhi mehnat kare aur phir apko trading me ziyada pareshani ka samna nahi karna pare ga analysis se faida zaroor hoga apko gar humara pas experience hai tu hum apna experience ko use bilkul theek kaha hy keh hamara jitna ziada experience ho ga ham utni ziada profit kama sakty hain is liy
                        • #13 Collapse

                          Re: Jitni Mehnat Analysis Per kam Loss Trading main....

                          g han ap jitni zyada analysis per mehnat keren ge utne hi loss ke chances kum ho ge ap jitna ziada learn kro gay ap ko utna hi ziada profit ho ga kiun k ap market ko utna hi ziada samajh kr trading kro gay jis say ap ko ziada profit ho ga agar expireance hota hy to humain kisi ki help and ideas ki zarorat nahi hoti hum apny exprince ko lagaty han or aagr hum pory yaqeen se or sachy dil se apny expireance ko azmaty hen to zaror kamyab hote hen
                          • #14 Collapse

                            Re: Jitni Mehnat Analysis Per kam Loss Trading main....

                            Assalamu Alaikum dear friend Jab Ham market ko analysis karte hain isko Ham acche se samajhne ke bad hi trade open Karte Hain To Aise Ham Achcha profit Le sakte hain aur jab Ham jaldbaji se koi bhi trade open Karte Hain To Ham isase Lash kar lete hain isliye aapko chahie apni trade ko open karne se pahle market ko acche se analysis kar len aapka Achcha analysis hi aapko ismein behtarin profit Deta Hai Hamesha Achcha analysis sikhane ke liye aapko Forex ko behtarin time Dena Hoga aap ismein Jitna Jyada time gujarenge aapko is main Achcha knowledge aur Achcha experience Hasil Hoga Jab aap market Mein analysis karte hain iske liye aapke pass Achcha experience Hona jaruri hai jo aapko demo per practis karne se Milta hai isliye koshish karen demo per bhi daily ki practice Karen Apne analysis ko apni secrest Ji ko demo per use Karke check kar liya Karen Iske bad hi real per trading Shuru Kiya Karen
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jitni Mehnat Analysis Per kam Loss Trading main....

                              G haan bilkul, is baat me koi shak nahi nahi jitni mehnat analysis py uthna k faida or uthna h profit milega ap ko, analysis k sath sath emotions ko b control me rakhna chahye or sath h sath money management ka b khyal rakhna chahye, ye sub steps ek dusry k sath related hain, bas kosish karein achy sy analysis karein tou acha profit b milega ap ko

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X