Dear Forex members ap logo ko chahie kya ham log jo hai aapko price action strategy ke andar support or resistance ka Khas khial Rakhen Agar ham log support or resistance Ka khial time Prr Nahin rakhte to ham log jo kabhi bhi Kamyab Nahin ho sakte.Markeet k andr bihat sy aisy point hote hain jisse market Touch Karke Upar ya niche aati hai agar aap log in ky Hisab move nhi krty to yah to yah ek hi ki record Hai.support Jo Hota Hai vah Buy k andr niche hota hai aur resistance top per hota hai aur dusri Taraf Dekha Jaaye toAgr iss trh markeet move krti ha ha to bohat bra slippage hota ha.Is point ko Jahan se market Jo Hai Kisi channel ko yah trendline ko break karne ke bad bahut lambi Move Deti Hai Isko break-out Kehte Hain.Aksar Dekha Gaya Hai Ky breakout Ke Kareeb takriban market retracment Deti Hai retrachment ke bad Hai vah market bahut Lamba bahut move karti hai.Logon Ko chahie k wo iss ko smjhny m mhnat kren Hai vah mehnat Karen.Agar aap log mehnat karte hain aur Jyada Se Jyada sikhate Hain money management karte hain Rishte meri baat karte hain time ki planning karte hain aur plan Karke taiyar Karte Hain yakin Jo Hai vah market ke andar aap bahut jyada fayda Kama sakte hain.Basically Agar Dekha Jaaye to market ke andar jo hai vah moment mein se Kheli price action ke sath samajh mein se bahut Aasan lagti hai aap Logon Ko samajh mein a jaati hai ki maarpeet jo hai vah Kis Tarah ki picture jo hai vah banaa Rahi Hoti Hai market ke andar agar aap log Dekhe to historical data main aap logon ko bahut jyada Aisi pictures mil sakti hai Jin Se aap aasani se Samay sakte hain ki market jo hai vah apni Shakal a repeat karti hai.Ham Logon ke samajhne ki baat hai ki market ko ham log Kis Tarah Se Milte Hain Agar ham log acchi Tarah samajhte hain aur Market ko samajhne ke bad ham log planning ke sath trail karte hain aur money management ko Jahan Mein rakhte Hue sport or resistance Ka Sahara Lete Hain To yakin Karen ham log bahut Achcha trade Le sakte hain.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим